Trading in Gold vs Currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading in Gold vs Currency
    Hello everyone mostly trading hum log currency pe depend hain kyun ke hum zaida tar currency pairs pe hi trading karte hain lekin gold trading pe profit ki ziada value hain and lot size bhi ziada required hoti hai to ziada profit milne ka chance hota hai agar hum proper strategy and equation solve karke trading karen to hum currency se ziada gold ke through acha profit uthaa sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading in Gold vs Currency

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma lot of experience ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trading start karda laken ager hum ko forex trading ma koye experience nhi ha to per hum ko chaheya ka hum currency pa trade karnaa start kardaa to best hoga...............
    • #3 Collapse

      Re: Trading in Gold vs Currency

      dear friend meray khial mn crruncies mn trade krna gold pa trade krna ziada beat ha khaas kr k new tradea aur jinka account ballance km ho unkay liay gold pa trade krna ziada dangrous hota ha account wash honay k chance ziada hotay hn to unhen chayay k crruncies k pairs mn trade kren aur profit hasil kren
      • #4 Collapse

        Re: Trading in Gold vs Currency

        bhai jaan bht achi bat ki hy apny keh treding gold vs cuurency .bhai jaan mery khial sy curencies per treding ziada best hy .bhai gold mein treding risky hy iss mein faida bhi bht ziada ho sakta hy .lekin bhai loss bhi unrecoverable hota hyager hmary pas experince kam ho to or ager ham expert treders ni hein to hmein gold per trede ni lgani chahiy or new treders ko chahiy k wo curreny ko importance dein jub tk wo experinced ni hoty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Trading in Gold vs Currency

          Dear brother jin logon ko gold mein ziada loss hota hai ya aik se ziada bar account wash ho chuka hai woh gold ka nam lena bhi pasand nai krty aksar ne tu gold ko list se out kr dia hai na gold hoga na trade krengy iski movement ki kuch samjh nahi ati lekin currency pairs best hein experience bhi hota hai account wash bhi nai hota aur thora thora profit bhi hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading in Gold vs Currency

            Dear gold par trading bohat soch samajh kr aur ehtiyaat se krna parti Hai kyun KY gold aik bohat he fast pair Hai jab ky currency pairs thore slow pairs hain un par loss ky chances Kam he hoty hain Un par acha profit hasil Kiya ja sakta Hai yeh bohat zayada slow hoty hain is liye bohat Kam log in par trading krty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading in Gold vs Currency

              Gold ki trading Mushkil Hai Baneshwar currency se currency trading karna Bhi Hai Mushkil Hai par itna mushkil nahi Jeeta Mushkil gold ki trading hai is wajah se Hamein Apna Har Kaam Soch Samajh Ke karna hoga aap ko chahi ke aap Usi Mein ped Laga Hai jis mein apko experience hai pair Mein trading karna Aasan Ho Usi pair par Hamein trading Karni chahi aur Jis Par Hamein tajurba Ho Hamein Usi par par trading Karni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Trading in Gold vs Currency

                G bilkul dost agar hum currency ki bajai Gold ya Crude Oil per trading ko tarjeeh dia kare to hamare liye buht hi ziada faid e mand sabit ho skata he kio k currency per agar hum trading karte he to hamen profit k liye buht ziada wait kerna parta he is liye agar hum sirf in2 pairs per apni planing or strategy ko tarjeeh de to hum acha profit earn kerne me kamyab ho sakte he.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading in Gold vs Currency

                  Jab Hum mistakes Karte Hain To Hamein nuksan Hota Hai jisse Hamein Kafi tension hoti hai aap tension Lene se tu kuch Hasil nahi hone wala Ham apni in mistake se bhi fayda le sakte hain Agar Ham apni mistakes ko yaad Rakhe aur next time ya mistake na karen to hum Jyada profit Hasil Karke Pichle nuksan ko bhi recover kar sakte hain is wajah se hamein chahiye ki hum Apni galtiyo se sikhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading in Gold vs Currency

                    gold or currecny mai farak hain currecny mai kam karna asan hain or gold pair mai kam karna risky hota hain hamy experience ko best bana kar gold mai kam karna chahey forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar skaty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading in Gold vs Currency

                      forex aik acha or esa karobar he jis mein currecies mein zeada trading karty hein kuk zeada ter curriences mein he trading hoti he gold pe trading zeada profit deti he kuk is mein mein risk be zeada hota he jis waja se loss ke chances zeada hoty hein forex mein humantrading se related jo kam karna ho bohat soch or samj se karna ho he kuk trading ke direction waqtan fa waqtan change hoti rehti he
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading in Gold vs Currency

                        bhaijaan gold bahut risky trading Hai hamein chahiye kya Hume Ekta Mein Ek Ya Do Hafte Bhadra trading Karenmarket ko dekh kar Agar market Ko Nahin Dekhenge To Hum Se Koi mistake ho jayegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading in Gold vs Currency

                          Dear member aapki baat bilkul sahi yaar Garam Pakistan Forex trading karte hue gold Mein trade Karte Hain To isase hamein jald se jald achha profit bhi Mil Jata Hai Lekin gold ki movement bahut hi jyada hoti hai aur Hamein market ko achi Tarah Se analyses karna padta hai tabhi Hum iski movement ko samajh Pate hain aur accha profit Kama Pate Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X