Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

    G baai forex trading ek asa business hay jis may aap no kamyaabi ose soorath may he mil sakhthi hay jab aap k pass is business ka ziada say ziada knowledge hoga our kise na kise pair may aap no trading ka buhut ziada experiance hoga per kahe jaakar aap ko is business say ache khasi earning ho sakhthi hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
      Dosto mehnat k Bagir kmyabi ni hai ye tu sbko pta hi hai or mehnat jtni bhi kro gy km hai forex business k liyr agr kuch hasil krna chahty ho tu forex business ko learn krny min khoob mehnat kro ta keh hmy itna kuch hasil Ho jay js sy hmara guzara achi trah ho sky trading ko pehly achi trah sy learn kryn usk bad trading start kryn.
      Yes sir kisi b chez ya field se faida uthany k ye pehly usy har side se learn krna boht hi jarori hota hai. Kun k jab tak apko uski main advantages ka pata hi nai ho ga to ap us se faida b nai utha saken gy. is lye forex business ko b har lehaz se learn krna or knowledge and experience ki bases pr trading krnay se hm jyada tr successful ho kr loss ko limit me rakh skty hen.
      • #18 Collapse

        Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

        G haan learning bohat hi zarori hai jub tak hum achi learning nahi kare gy hum achi earning kya balke earning kar hi nahi sake gy balke loss kare gy hume chahiyue ke hum forex trading ki learning kare us ke bad hum earning ka koi plan karen
        • #19 Collapse

          Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

          Forex mein kaam kernay ki paheli requirement hi knowledge hai aap kay pas forex.ka knowledge hona bahut zaroori hai iss business mein hum nay pahele kaam nahin kya hota aur humain iss kay baray mein maaloomaat bhi nahin hoti hain iss lye humain iss ko seekh ker iss mein kaam kerna chahyea
          • #20 Collapse

            Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

            Dear Forex trading me wo he log kamyab hote jo forex ko achi tarha samajhte he wo log jo begair learn kiye forex me jald bazzi karte he wo jald he nakam ho jatay hen forex ko sekhne k liye jitna time de wo kam he or jo zyada mehnat karte he or zyada learn karte he phir kamyab bhi wo he hote he.
            • #21 Collapse

              Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

              G Han ap ki baat theek Hai agar humen ache kamyabi hasil krni Hai to phir humen forex business ko ache tarha learn krna chaheye aur apni strategy ko mistakes see door rakhna chaheye tabhi Hum ache kamyabi hasil kr saken ge forex acha business Hai lekin hmari choti sari galti bhi humen is men loss krwa sakti Hai is liye learning ko itna strong bnane ki koshish kren ky galti ki gunjaish he na rahe.
              • #22 Collapse

                Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                g han bilkul sahi baat ha hume forex buisness ko start kerne se pehle achi tera learn kerna chahye kyun ke koi bi kaam learn kiye bagair kamyab nhi ho sakta forex ma ap jitna learn keren ge utna hi earn keren ge is ma ap ka hi benefit ha is liye forex ko zyada learn keren or is ma knowledge gain keren kyun ke forewx ma learning ka kabi end nhi hota learning humesha jari rehti ha
                • #23 Collapse

                  Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                  Aapne bilkul sahi kaha hai ke hamein chahiye ke Ham is business ko sahi tarah se learn Kare learn karna bahut hi Jaroori hai apne kaam ko sikhana bahut hi jaruri hai agar Apne kaam ko Sikar Hum kaam Karenge to Hamein usne fayda Hoga Aur nuksan Ke chances bahut hi kam Honge is wajah se hamein chahiye ki hum Soch Samajh Ke Apna Kaam Karen aur ek hikmet ungli ke sath Apna Kaam Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                    Hame Apne kaam ko sikhana chahi for safe hokar Hame apna kaam karna chahie save Ham trading Mein Is Tarah Honge Jab Hum Aisi tips use Karenge Jis Se Hamein nuksan ke chances kam ho aur profit ke chances jyada ho Hamein Aisi Tamam tips ka use karna chahiye Jo Kisi Ki Aur Ho trading Mein Hamare Liye Jaise ke stop loss or take profit Hamein in ka istemal karna chahiye during trading
                    • #25 Collapse

                      Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                      Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga Ke Jo Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Unko Chahiye ke wo Pakistan Forex forum main Bohat Mehnaat Karen agar Jis Jis KO Kamyab Hona Hai to Osko Forex main Mehnaat lazmi Karna Chahiye Phr Ja Kar ham as main Kamyab Honge agar Kamyab Hona Hai Tou Hamen Forex main Mehnaat lazmi Karna Chahiye Kamyab Hona Hai Tou Mehnaat Zaroori Karna Hota Hai agar Kamyabi Chahiye Tou Aapko as main Mehnaat Karna Hoga
                      • #26 Collapse

                        Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                        Hi ji bilkul aap ne theak Kaha Hai Hamein forex business ko achchi Tarah learn karna chahie Agar Hum is business ko learn Karke kaam Karenge Tu Hi Hum Iske business main Kamyab ho sakte hain is business Mein kamyab he Wohi Hai Jise is ka zada sy zada knowledge aur experience.
                        • #27 Collapse

                          Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                          G bilkul ham is ko achy tarha se learn kar ke he is me kamiyab ho sakte ha forex me kamiyab hone ke liye is ko learn karna bohat important hota ha forex me ap learning kie beghair kamiyab nahi ho sakte forex me ap jitny learning karo ge ap ko utny earning bhi hogy is liye forex me aik successful trader banana ke liye learning process ko continue rakhe
                          • #28 Collapse

                            Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                            Dosto mehnat k Bagir kmyabi ni hai ye tu sbko pta hi hai or mehnat jtni bhi kro gy km hai forex business k liyr agr kuch hasil krna chahty ho tu forex business ko learn krny min khoob mehnat kro ta keh hmy itna kuch hasil Ho jay js sy hmara guzara achi trah ho sky trading ko pehly achi trah sy learn kryn usk bad trading start kryn.
                            Forex trading Mein acchi trading karne ke liye Forex trading ke bare mein learning karna bahut jyada Jaroori hai bina learning ke Forex trading main kaam karna bahut jyada dangerous hota hai aur traders ko bahut jyada loss ho sakta hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #29 Collapse

                              Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                              Gee haan humain forex business ko lazmi learn kerna chahyea khun kay agar hum iss mein beghair learning kay kaam kerain gay tou humain iss mein kamyabi milna mushkil hai aur learning sae humain forex mein bahut zayada profit hota hai aur humara future bright hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hmy forex business ko achi trah learn krna chaye.

                                he milti ha aur achhi trading tub he mumkin ha jb ap forex trading ko achhi trh learn kren meray khial mn trading ko learn krnay k liay demo account ko use kr k ap forex trading ko achhi trh aa rhy hein sb chahty hein bss trade open krein aur profit milna shuru ho jaye woh learning ki taraf nahi jaty aisy traders ko loss hota rehta hai lekin jo traders mehnat pe yakeen rakhty hein aur proper learning krty hein woh aik din kamyab ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X