Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko recover karnay ka asaan tariqa
    Dear dosto assalamualaikum ham may say zyada tar logo ko jab loss ho jata hai to wo ajeeb gareeb tariqay say trading shuro Kar daitay Hain loss recover karnai ke leye jis say unko mazeed loss hota hain.loss ko recover karnay ka aik he tariqa hai ke app normal rahai same usse strategy pe trade karai jis Pai app kartay Hain bara lots size na lagay aur apni ke Gaye ghaltya na duhraye loss ko jaldi ham recover nahe Kar saktai agar jaldi ke chakar Mai par Gaye to mazeed loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

    Bonus per trade kerty huey hamain jo loss hota hai jab tak usy recover nehi kerty tou hamain agar trading main koi profit bhi hasil hota hai tou ham isy withdraw nehi kerwa sakty hamain loss her surat recover kerna perta hai isliay jab loss ho jaey pehly usy recover kerny ki koshish kerni chahiay lekin bara risk na lia jaey
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

      w.slaam dear all foforex members kesy hn aap hope soo u are alright inshALLAH.g bhai apny thk kha hy k los ko recover krny ka triqa keh jub hmein loss ho jaiy to hmein ghbrana ni chahiy .tension ni leni chahiy .depression lny sy koi kaam thk ni hota hy hmein chahiy k ham normly or relex ho ker kaam krein uss k liy apni mistake ko recover ker lein or experience k bhrny k sath sath hmara loss bhi recover ho jata hy..
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

        hai jab tak usy recover nehi kerty tou hamain agar trading main koi profit bhi hasil hota hai tou ham isy withdraw nehi kerwa sakty hamain loss her surat recover kerna perta hai isliay jab loss ho jaey pehly usy recover kerny ki koshish kerni chahiay lekin bara risk na lia jaey hope soo u are alright inshALLAH.g bhai apny thk kha hy k los ko recover krny ka triqa keh jub hmein loss ho jaiy to hmein ghbrana ni chahiy .tension ni leni chahiy .depression lny sy koi kaam thk ni hota hy hmein chahiy k ham normly or relex ho ker kaam krein uss k liy apni mistake ko recover ker
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

          Jb traders ko running trade mein loss hota hai tu woh preshan ho jaty hein aur loss wali trade bhi close kr dety hein phr us loss ko recover krny mein jaldi krty hein yeh big mistake hoti hai kionkeh us waqt market aap k against hoti hai aur us waqt trade open krna khtry se khali nahi hota us waqt sabr kr k kisi achy waqt loss ko thora thora recover kia jaye agr big lot use krengy tu loss aur ziada hoga jo phr control bhi nahi ho sakega.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

            los sko billkol hamay sakon sy hi hamay cover krn achiaiy ahaamay chiaya k hama apny loss ko hama skon sy hma cover ky pour hama achaa apan a hama akam kry agr ham apanay lsos ko shaia hama mamanig krna chaty hy us ko hama shai trha ys hana aociover krna chaty hy to hamays sius my shaia pani hamaya mhnat ks atah hi hamaya agy jana chiya our hamaya su mys ahai hamay mhnata k staha hamy kama krna chiaya to who cove rh ojata ahy
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

              Ji haan Sara Aap Ki Baat bilkul sahi hai Agar Hum trade karte hue loss kar chuke hain aur Hamein use recuva karna hai to hamein chahiye ki Ham Pahale Apne knowledge or experience ko update Karen aur apni new strategy questmall Karke Hum Apne dost ko recover kar sakte hain lekin iske liye aapko market Koi Na Lage karne ke liye knowledge experience Ka Hona bahut jaroori hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                Los bahut aasani ke sath recover ho sakta hai member lekin iske liye bahut jyada mehnat aur bahut jyada wait karna hoga kyonki long term trading mein losco recover karna bahut aasan hota hai aur long-term a profit bhi accha ho jata hai koshish karni chahiye jab bhi trade Karen aur loss recover karna ho long-term ki trading se Hi recover kare
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                  Gee haan sub sae pahele tou trader ko yeh baat samajhni chahyea kay ussay trade mein loss hua kyun hai aur phir loss recovery kay dauraan woh uss ghalti ko repeat na keray jis ki wajah sae ussay loss hua tha aur normal reh ker planning kay sath trade kerta rahay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                    G Han bilkul ap ki bat theek hay k forex main wohi log nakam hote Hain Jin k pass experience ki kami hay kiu k jab tak ap k pass acha knowledge aur experience nai ho ga ap ache trader nai ban sakte is liay trading start karne se pehly ap ko cahaiy k ap proper is Kam ko seekhne us k liay Jo humare senior traders Hain un ko bhi apne juniors ki help karni chahaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                      G baai aap nay sahee kaha forex trading may honay walay loss no asaani say our jaldh baazi say recover nahee Kia jaa sakhtha oskay liay hamay buhut tahamul ka muzahira karna hotha hay our apne strategy mo change karna hotha hay thab kahe jaakar loss recover hotha hay our tension lanay say kabhe be loss recover nahee hotha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                        Hamein chahi ke hum nuksan ko recover kare nuksan ko recover karna bahut hi zaroori hai agar Sara nuksan recover nahi ho sakta tu kuch na kuch to aap ko karna chahie iske liye Hamare Paas knowledge aur experience Hona chahie in Kesari Hum Aisa kar sakte hain iss wajah se hamein chahiye ke hum Apna Kaam Dil Laga Ke Karan aur Jyada Se Jyada Apne kaam ko time den aur isme experience Hasil kare
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                          Trading Ek Aisa business hai is Samay loss ho jata hai lekin Hamein lost ko recover karne ki koshish Karni chahiye Agar Hum loss ko recover karna chahte hain tu hamesha same strategy par kaam karna chahie aur Hamein lot size same Rakhna chahiye kabhi bhi Hamen lot size Bada nahi Rakhna balke Hamein lot size Har dafa Ek Jaisa Rakhna hai aur Hamein money management ke saath kaam karna hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                            Forex mein loss ko recover kernay ka aasan tareeqa yeh hai kay jub aap recovery kay lye trade laganay lagain tou uss mein aap lot size minimum rakhain kabhi trade laganay mein jaldi na kerain aur loss ko hamesha aaraam sae recover kerain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko recover karnay ka asaan tariqa

                              G haan dear ap nay thek observe kea ha jb aksar trader ko loss hota ha to wo ajeb ajeb tarqa say loss ko recover krnay ki try krtay hain jis ki vja say mazid loss ho jata ha. Meray khayal mn agr hum apnay mind ko cool rakhain aur Josh na marain aur usi tarha say safe trading krain to loss recover ho skta ha. Loss bhi forex ka aik hissa ha so loss ki vja say ghabra k emotional ho k ulti seedhi trade lganay ki bjye low risk trading krain ta k mazid loss na ho.
                              Kinza789 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X