Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

    Hy friends assalamu alaikum...he agar mistakes se koch learn karny ki koshish ki jaye to ye mistakes daily hamy good lesson deny me help kar sakty h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

      Jis paid mein trading karna Aasan Ho Usi pair par Hame trading Karni chahiye aur Jis Par Hum To Hum Bhi Usi par par trading Karni chahiye Yahi Hamare liye achha Hoga is se Ham nuksan se baat sakte hain mistakes traded kar Jata Hai mistake se Hamein sikhana chahi Agar Hum Apni galtiyo Se sikhate Hain Tu Ya bahut hi accha hai ya galtiyan Aage jaakar Hamare liye profit Ka bais banti hai
      • #18 Collapse

        Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

        Forex trading me mistakes ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye or mistakes se hamesha learning haasil kerni chahiye k mujh se kia mistakes ho rahi he jis ki waja se mujhe musalsil loss ho reha he agar hum ne apni mistakes per control ker lia to hum ache trader ban sakte he.
        • #19 Collapse

          Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

          Mistake se bhi Hum fayda Hasil kar sakte hain Jab Hum mistakes Karte Hain Hamein nuksan Hota Hai jisse Hamein Kafi tension hoti hai aap tension Lene se tu kuch Haseen nahi hone wala Hum Apni in mistake se bhi fayda le sakte hain Agar Hum in se lesson apni mistakes ko yaad Rakhe aur next time ya mistake na karen to hum Jyada profit Hasil Karke Pichle nuksan ko bhi recover kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

            , Forex trading Mein Jab Tak Hum bolti nahi karte is Waqt Tak Hum is business ko samajh Nahi Sakte lekin hamein chahiye ke hum jo bhi Galti Kare usko note Karle aur koshish Karon ke next time Hum Hua Galti na Karen Jaisa Ke Hum Log Badi lot Laga Lete Hain aur stop loss bhi nahin Lagate Hamein money management ke sath kaam karna hai aur risk ko kam se kam karna hai
            • #21 Collapse

              Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

              yes dear app nay achi bat share ki hai mistake say learn karna bhi bohut expereince daita hai aur main ny bohut high feee day kar bhi kuch nahi sekha ager skeha hai tu forex main loss kar kar k aur apni mistake say sekha hai iss lea ham ko jitni mistake learning milti hai usko achi tara say sekhna chaheay phir he ap iss main success ho sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai q k jub tradors ko loss hota hai tab he wo leraning ki tarf aty hain or apny loss ko recover karny ki palnning bhi karty hain jis main risk bhi akm hota hai or kafi soch smjh kar trading ki gai hoti hai es trha hum yah kah skty hain k loss hony se tradors ki leraning or knowledge donu he gain ho jaty hain or yah aik acha empact ho skta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Bahot se traders mistakes ko avoid karny ki koshish karty hey magar mera mashwara ye hay key esy mistakes jo trading me ham daily karty hey ye mistakes hamari learning ki waja ban sakty hey agar mistakes se koch learn karny ki koshish ki jaye to ye mistakes daily hamy good lesson deny me help kar sakty hey.
                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main mistakes sy hum agr seeken to humara knowledge or experience donu gain hon par agr hum apni mistakes sy seeken gy to bar bar same galti sy bar bar woe loss karwany gy is ley humy apni galtiun sy seekna chae ha ta k dobra humy same tariqy sy loss na ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Bahot se traders mistakes ko avoid karny ki koshish karty hey magar mera mashwara ye hay key esy mistakes jo trading me ham daily karty hey ye mistakes hamari learning ki waja ban sakty hey agar mistakes se koch learn karny ki koshish ki jaye to ye mistakes daily hamy good lesson deny me help kar sakty hey.
                    Traders job apni mistake se learn Karke trading Karte Hain To Tu unke liye acchi trading karna aur bhi Aasan ho jata hai aise bahut kam traders Hote Hain Jo apni mistakes ko accept kar ke Unse learn Karte Hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X