Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey
    Bahot se traders mistakes ko avoid karny ki koshish karty hey magar mera mashwara ye hay key esy mistakes jo trading me ham daily karty hey ye mistakes hamari learning ki waja ban sakty hey agar mistakes se koch learn karny ki koshish ki jaye to ye mistakes daily hamy good lesson deny me help kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

    New traders ko loss is liye ziada hota hai kionkeh woh mistakes ko ignore krty hein jo traders learning pe focus nahi krty woh apni mistakes se hi kuch seekhna shuru kr dein tu boht had tk woh apni trading ko improve kr sakty hein jo log loss ki learning samjhty hein aur mistakes ko bobara repeat nai krty woh boht jaldi success hasil kr lety hein.
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

      G ham mistake ko agar ham remind ker ky trade open kerty hain tou hamain same mistakes ki waja sy dobara loss nehi hota aur ham new mistakes per tou loss ker sakty hain lekin already mistakes ki waja sy jo hamain loss ho chuka ho woh repeat nehi hota lekin mistakes hamain acha sabaq deti hai agar ham lena chahain tou
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

        G dear bilkul ap drust farmaa raha ha ma ap ke baat sa agree ho insan sikhta he galtio sa ha forex ak international business ha is ma galti ke gungish bhot kam hoti ha agr hum apni galtio ko avoid kara ga aur un galtio sa sikha ga nahi to hum kabi b forex trading ma kamyab nahi ho sakta is laya jab hum sa koi galti ho jya to huma us galti ko under line karna chya aur kosish karni chya k hmra sa wo galti dubara na hoo
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum mistake ko teak kardaa q ka ager hum apni mistake ko teak kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or hum ko apni mistake ko teak karnaa sa hum ko experience be hotaa ha............
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

            agr hama apanai lening ko jari rkahy gy our haam apanai galtio sy bhi hama skehna hma shoroo kr dy gy to hamay abhit zea dhamaya lenein ho jaye ga our hama bhot hi zea dhama achy trader bhi hama aban jaye gy our hama bry bhi ban jaye gy agr hama apnai mhnat kry gy to hama us ki waj yst hama kafi haad tak hama kaamayab rahy gy hamaya mhnanat bhot zeada hamay kri chiay a
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

              bilkul Bhai aap theek aa rahe hain ki mistake ko control karne se he is par control hota Hai jab bhi Koi mistake ho to usko koshish karke doobara aisi mistake Na Ho trading main khud par control aur overtrading par control karna bahut zaroori hai kyunki jab khud par control confidence hoga to reading mein bahut achha profit hustle Kiya ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                Ji haan sir aapne bilkul right Kaha Ghar Pakistan Forex Mein member trading karte hue Koi Galti karta hai aur use loss bhi ho jata hai to uske liye achi baat bhi ho sakti hai Kyunki wo apni use weakness ko control karne ki koshish Karta Hai Jiski wajah se Unhe loss hota hai aur Hua fir se kabhi bhi Hua Galti nahin karta
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                  G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein apni mistakes ko ignore nahi karna chahiye jis ki wajah se forex main hamein loss hota hai our forex main aik acha trader apni mistakes ko kabhi bhi ignore nahi karta hai balke woh apni mistakes se learning hasil karta hai our in mistakes ki wajah se mazeed loss se bachne k liye woh pehle se ziyada work karta hai jis ki madad se forex main woh achi kamyabi hasil kar leta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                    g dost ap ne bikul hi drust bat ki k mistake se trader seekhte hain ye bat ap ki bikul thek hai ager ja koi trader mistakes karta hai our janne ki koshish krta hai k mistake kahan se hoi hai to woh seekh jata hai k ghalti kahan se hoi hai our is se dobara kis tarhan bacha ja sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                      woh mistakes ko ignore krty hein jo traders learning pe focus nahi krty woh apni mistakes se hi kuch seekhna shuru kr dein tu boht had tk woh apni trading ko improve kr sakty hein jo log loss ki learning samjhty hein aur mistakes ko bobara repeat nai krty woh boht jaldi success hasil kr lety control karne se he is par control hota Hai jab bhi Koi mistake ho to usko koshish karke doobara aisi mistake Na Ho trading main khud par control aur overtrading par control karna bahut zaroori hai kyunki jab khud par control confidence hoga to reading mein bahut achha profit hustle Kiya ja
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                        g ha sir ap ki bat bilkul right ha me ap ki bat par agree hu kay mistake trader kay ley good learing ki waja ban sakhti ha agr mistake trader apni galtio ko not kary kay kis mistake ki waja say mojhy loss ho traha ha to wo apni mistake ko door kar kay mistake trader say good trader bhi ban sakhta ha or is business me acha leraning bhi kar sakhta ha or is kay sath sath acha eraning bhi kar sakhta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                          g han mistakes se trader boht kuch learn ker sakte hen forex ma bi ek trader ko apni mistakes per humesha nazer rekhni chahye kyun ke mistakes se insan boht kuch seekhta ha is liye mistakes ko ignore na keren bulke mistakes se learn ker ke ap kamyabi ki teref ja sakte hen mistakes se humesha sabeq hasil kerna chahye taake ap ek ache trader ban saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Bahot se traders mistakes ko avoid karny ki koshish karty hey magar mera mashwara ye hay key esy mistakes jo trading me ham daily karty hey ye mistakes hamari learning ki waja ban sakty hey agar mistakes se koch learn karny ki koshish ki jaye to ye mistakes daily hamy good lesson deny me help kar sakty hey.
                            Yes sir jis trhan insan ko apni life me milny wali thokren boht kcuh sikhati hen aesy hi forex Business me hm se unexpected tor pr hony wali mistakes b hmen boht acha lesson dy jati hen. jarort sirf is bat ki hai k hm inko serious len or un se learning kren. Taky next time in se bach ja saky or acha profit earn krne me asani mehsos ho saky.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes traders key ley good learning ki waja ban sakty hey

                              Dear ap ne thk kaha ha agr wo mistakes ziada berhi na hoon jis se hamaen big loss ho tu hamaen aisi mistakes ko note kr k aik acha lesson hasil kr sakaen ta k wo anda hamaen hamari trading mein kaam aa saky. Aur un experience k base per aik achi trading kr sakaen aur hamara profit increase ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X