Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye
    Dear jb hm trading krty haen tu hamaen loss aur profit dono hi hoty haen kbhi ap ko profit ho jata ha aur kbhi loss ab agr loss ho jaye tu loss se hamaen preshni tu hoti hi ha laikn us loss ka hamari trading pe koi aser ni perh a chaye q k agr hamari trading loss ki waja se mutasir hoti ha tu hm mazeed loss bhi kr sakty haen es liye apni trading ka style wohi rakhaen. Recovery k liye over trading ya es ki tarha dosri ghaltiyan met dohrean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

    Bahi ya bat mind mai honi chaya ka forex mai loos or profit dono chalta hain jasa ka forex mai loos hota hai tu isi tahra forex mai profit bi hota hai loos or profit dono sath sath hota hain tu jub loos ho jaya tu trading mai farq nahi parna chaya ta ka huma forex mai acchi earning ka lia dobara chance mil saka jub perashan hon gain tu lazmi s bat hai forex mai dobara achi trade nahi open ho gi is lia forex mai huma zyada s zyada loos hona ko rokna chaya ta ka hum forex mai kamyab ho sakain
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear jb hm trading krty haen tu hamaen loss aur profit dono hi hoty haen kbhi ap ko profit ho jata ha aur kbhi loss ab agr loss ho jaye tu loss se hamaen preshni tu hoti hi ha laikn us loss ka hamari trading pe koi aser ni perh a chaye q k agr hamari trading loss ki waja se mutasir hoti ha tu hm mazeed loss bhi kr sakty haen es liye apni trading ka style wohi rakhaen. Recovery k liye over trading ya es ki tarha dosri ghaltiyan met dohrean.
      Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading Mein loss Ho Jaana Ek bahut hi Chhoti Si Baat Hai Lekin Hamein ise Chhota nahi Lena chahiye Banke dekhna chahiye ki hum se kahan par mistake hui hai aur usme mistake ko Sahi karna chahi loss ho jane ki Surat main usse recover karne ke liye plan banana chahi
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

        Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap too ager loss hota hay too aap zaroor perishan ho jaty hain lykeen Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chayay oor aap ko achi trading kerni chahay.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

          Dear friend forex market Mein lost Se Koi Nahi Ban sakta loss Sab Ko hota hai Forex Mein best trader wahi hai jo planning Bana kar chal raha hai Markeet Main Itna risk leta hai ki agar lost bhi ho jaaye to Agali trade Mai Ya usse Agali trade Agar profit Mein Jaati Hai To kaam loss we recover ho jaye aur profit bhi kuch nikal Aaye...
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

            Loss is the part of game loss forex ka hissa hai expert say expert trader be har trade win nahe kartay lekin iss Mai hamai ye khyal rakna chaye aise strategy aur plaan banana chaye ke agar hamarai kuch trades loss Mai be chalai Jaye to over all ham profit Mai rahai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

              G han dear jub bhi humain loss ho jaye es mai tu humain chaye kay hum nervise he rhain aur trading normal jis tarha kar rhaye thaye kartye rhain kiyu kay es mai ager hum ghabra jatye hain tu kafi masla ban jata hai humarye liye kiyu kay bad mai trade ko theak side pay open ni kar pata hai na
              • #8 Collapse

                Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

                bhai jan loss hony say trading me faraq q nhi parhna chahy q kay agr trading me faraq nhi parhy ga to hum loss say kesy bachy gay agr hum ko jis mistake ki waja say loss hota ha hum ko os mistake ko door karna chahy phr hi hum loss say bachy gay faraq to parhy ga loss hony par mery senior ka is kay bary me kya khna ha sab kay sab senior apny apny khylat ka izahar kary plz plz
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

                  forex aik acha kamny ka source he is main jitni mehnat ho ge utna bonuss ho ga or loss humari he mistakes ke wajwa se hota he is se account ban ho jata he or backup pe kuch nae bachta he or humari post hona band ho jati hain is se human nuksan hota he is se humari hardworking pe aser nae hona chahy jitni mehnat karn gey utna acha bonuss mily ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

                    Dear friend forex business mn jb ham teared karta waqat hamn porfet ka sath loss bhe hote rehta han ya teared ko he's a han app apna kam jare rakha laken teared karta waqat damage hazer rakhan kahn app apna zaida nuksan nhn kar lan
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

                      agar humhain loss hota rehta hain tu humahin chahiye k hum forex trading main apne loss hone ki mistake check kare k kaha py hum itni mistak kar rahy hain k itna loss ho raha hain baar baar agar koi misat ho b raha hain tu us say b learning hasil karni chahiye par na umeed neh hona chahiye mistake he humhain achi learning again de skta hain mistake he humhain kamyabi ki taraf le k jah skta hain trading main apne loss ko le kar fikar mand na ho loss hota rehta hain bas loss again and again na ho us k liye hard work karna chahiye lot of analysis karna chahiye k again loss na ho humhain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hony se trading mein faraq ni perhnea chaye

                        jub loss hota hai tu kai log dill chorjaty hain nuqsan be life ka he hessa hota hai jis terhan faida hota hai ise terhan life may nuqsan be hota hai baz ko tu her bar loss he hota hai some time luck be kam nahi karta so jub be trading may loss ho tu tradin mein faraq nahi perna chahye recover karne ke koshish karain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X