Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.
    Forex market main aj tak koi bhi chellenge k sath success nahi hoa hai bohut sar log iss market k sath zid laga laity hain aur phir ending jitna marzi big account ho wash hota hai aur phir ham ko rules yad aty hain k kash iss main rules k sath kam kia hota tu aj account na khali hota iss lea ham ko pehly he iss main trend k sath aur jesy market move kary wesy he trade karna chaheay kyon k ap iss big market k agy bilkul zero haim ager ap rules say kam karty hain tab he ap ko iss main earn karny ka moka milta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi forex market ko challenge nahi karna chahiye balkay hamain hamaisha Trend k mutaabik kaam karna chahiye kbhi hum forex mein kaamyaab ho saktay Hain otherwise hum loss ka shikaar ho jatay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha trend k mutaabik he kaam karain issi mein hamari kaamyaabi hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

      Market mein trade open krny ka chance na ho tu trade open nahi krni chahiye aisi trades mein ziada loss ho jata hai phr isko wapis any mein boht time lgta hai jb market mein analysis k mutabik achi entry mily tu phr order place krna chahiye tah k trade mein profit hasil ho.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
        Forex market main aj tak koi bhi chellenge k sath success nahi hoa hai bohut sar log iss market k sath zid laga laity hain aur phir ending jitna marzi big account ho wash hota hai aur phir ham ko rules yad aty hain k kash iss main rules k sath kam kia hota tu aj account na khali hota iss lea ham ko pehly he iss main trend k sath aur jesy market move kary wesy he trade karna chaheay kyon k ap iss big market k agy bilkul zero haim ager ap rules say kam karty hain tab he ap ko iss main earn karny ka moka milta hai.
        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha market Ko Chale nahi karna chahiye agar aap market ke against bhi trade Kolkata Dete Hain Tu long time Ke Liye Na chhode Hain bol ke short term Mehi crore kar de Ek Dost Ki Yahi Nishani hoti hai ki vah Trend ke saath hi chalta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

          Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain taky aap kamyab ho sakhain ager aap forex main trading kerty hoay aap market ka analysis kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab ho sakhain hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

            Jihad year aapne bilkul theek kaha hai forex market ke against kabhi bhi trading Nahin Karni chahiye friend ko follow karke Uske mutabik Chal Na chahi kuch members forex market ke Angus trading Karte Hain Yeh bahut hi buddy mistake hai kabhi bhi angest Mein trading Nahin Karni...
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

              G han dear humain hanesha forex market kay trend kay mutabiq he kam karna chaye na kay usye chalenge kar kay apna trade ko open karna chaye market hamesha trend kay mutabiq he kam karti hai hamesha kosesh karain kay zayda se zayda trend se kam lain na kay apnye tajrbaye se
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                market ko challeng karny ka koi faida nahi hain is mai hamara apna he nuqsan hain q ky market aony rules ky mutabik kam karter rahte hain or yai kise traders ko follow nahi karte forex market bohat waseee hain hamy ternd ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                  hamy kise ky sat challnge nahi karna chahey hamy forex mai mahnet sy kam karna chahey forex aik legal buisness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is business ko apna profesional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                    forex aik esia krobar he jis mein trading market ko chelleng nae kea jata he balky forex karobar human new trend ke jor deta he is mein apni galtion ko samj ke chalna hota he warna apna he nuksan hota he forex aik internatnational karobar he jis mein puri dunyan shamil he jis se human earning be hoti he or learning be hoti he forex aik online karobar he
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                      Ap ki baat theak hai k forex market ko smajh zaroori hai kyu k es market ko smajh kr hum market mai achi trade open kr sakty hai. jis sey humri earning zada sey zada ho gy aur es ko smajh kr trade krney sey hyum market mai zada profit aur loss nahi ho gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                        trade open nahi krni chahiye aisi trades mein ziada loss ho jata hai phr isko wapis any mein boht time lgta hai jb market mein analysis k mutabik achi entry mily tu phr order place krna chelleng nae kea jata he balky forex karobar human new trend ke jor deta he is mein apni galtion ko samj ke chalna hota he warna apna he nuksan hota he forex aik internatnational karobar he jis mein puri dunyan shamil he jis se human earning be hoti he or learning be hoti he forex aik
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market ko chelleng na karain balky forex market k trend k sath kam karain.

                          Mery khyal sey hum ko forex market ko under stand krna chahey. Es market key rules ko obey krna chahey. tou hum es market mai big profit hasil kr sakty hai. Aur hum es market mai Daily key Daily bhe profit ko target kr sakty hai. Es business mai hard working sey kamyabi hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X