Islmic points

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islmic points
    Dear friends mara ap doston sy sawal hai kh forex ko islamic points view sy kaya karna chahahi is k bary main mazeed information plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Islmic points

    اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanhadi پيغام ديکھيے
    Dear friends mara ap doston sy sawal hai kh forex ko islamic points view sy kaya karna chahahi is k bary main mazeed information plz
    Agar aapko Forex trading main Islamic point of view se kaam karna chahte hain to aap Jab Apna trading ka account Banaye to Hua swap free account Banaye Jab aapka account swap free hoga to aap ki trading bhi thik Hogi
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Islmic points

      Islamic point of view se agar Forex business ko deka jaye to es business me trading karna jaize (legal) es waja se hay key ham investment kesi be business me kar sakty hey Islam me es cheez par pabandi nahi hay, agar Swap free account me trading ki jaye to Forex business me profit ki earning hamary ley jaiz hi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Islmic points

        G dear frend ap nay bohut he achi baat ki hai agar Pak forex ko Islamic point of view say daikha jaiy to ye aik jaiz kaam hai q Kay hum Pak forex main money invest Kar Kay profit gain kartay Han or Islam main aisi ksi cheaz say Mana nai farmaya Gaya is liye ye jaiz kaam hai q Kay hum is main invest b kartay han
        • #5 Collapse

          Re: Islmic points

          Dear friend Forex trading business has no ya basically Stock Exchange ka kaam hai Jaise a money exchange Hoti Hai waise hi yaha bhi Stock Exchange aaj ka kaam hai is main bi currency 1 Mulkk ki dusre Mulk ke sath Baya sal ki Jati Hai Islamic view of. Se Dekha J2 is business ko use karne mein koi harge nahin hai...
          • #6 Collapse

            Re: Islmic points

            Dear Islamic views sy ye hala business hy q k is me profits ki sath sath los ka bh baraber khatra hota hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Islmic points

              اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanhadi پيغام ديکھيے
              Dear friends mara ap doston sy sawal hai kh forex ko islamic points view sy kaya karna chahahi is k bary main mazeed information plz
              Ji bilkul aap Forex trading main Islamic point of view se kam kar sakte hain lekin iske liye aapko chahie ki aap apna swap free account banaen Jab aapka account swipe free hoga to usmein Koi issue Nahin Hoga aur aap aasani se kam kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X