forex at school level

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex at school level
    AoA, aj kal forex ko school or college level py subject k tor k rakhwana chahiye..ta k students sath sath practically seakh saken ar kma saken.ap ny dekha hoga k aj kal hmary mulk mei log achi degree lr kr k job ki talash mei phirty hain , to behtr ye hy k unhen practically forex trading ka subject parhaya jaey ta k wo degree ly k job k liay khawar mat hon acha earn kr k family ko support kr saken
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12462828
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex at school level

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading ki learning aur training k liay school ya academy honi chahiay aur school level k bachon ko forex trading se door rahna chahiay kiun k iss se education pe effect hota hey aur woh education ko full time nhi dey saktay aur jin logon ko achi learning aur knowledge mil jata hey woh jaldi kamyabi hasil kar letey hen
    • #3 Collapse

      Re: forex at school level

      Ji haan Forex Ko Agar school level par rakhwa diya jaye to students start Mein he is say waqif ho jayenge aur vah Naukri ya business Ja karobaar Ke Piche Nahi bhaage gay Aur isse kaam se kamai kar liya Karenge Iske ilava Woh kamai Ka Sath Sath trading karte hue apni study ka kharcha bhi uthane Ke Kabil ho Jate Hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex at school level

        G han dear ao nay achi sujession di hai kiyu kay aisye tu har aik forex mai kam karye ga aur mujhaye ni lagta hai kay pher koi berozgar rhaye ga kiyu kay ye aik bhut acha business hai aur es mai humain kafi faida bhi ho sakta hai tu karna chye waisye add esye
        • #5 Collapse

          Re: forex at school level

          Ji Haan Kar aapki baat bilkul theek hai hi Pakistan mein mai bahut se log aise Hain Jo degree la kar bhi e job ki talash mein hai hi hi aur job nahi mil rahi hoti isliye school or colleges walon ko chahi ki Woh trading ke bare mein bhi knowledge provide Karen logo tak taaky isme trading Karke achha bonus profit earn kar sakiye
          • #6 Collapse

            Re: forex at school level

            forex aik online business hain hum is main full time kam karty hain or hum is main part time be kam karty hain ager hum student hain to hum forex ko part time ky liey be join kar sakty hain is main pasa kam kar apne zarorto ko pura kar sakty hain bohat sy educated log jobless nahe hain wo forex main kam kar ky ache earning hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex at school level

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ewish713 پيغام ديکھيے
              AoA, aj kal forex ko school or college level py subject k tor k rakhwana chahiye..ta k students sath sath practically seakh saken ar kma saken.ap ny dekha hoga k aj kal hmary mulk mei log achi degree lr kr k job ki talash mei phirty hain , to behtr ye hy k unhen practically forex trading ka subject parhaya jaey ta k wo degree ly k job k liay khawar mat hon acha earn kr k family ko support kr saken
              [ATTACH]8268[/ATTACH]
              Forex trading ka Pakistan mein school level pe hi start Hona to muje impossible lagta hai aur bahut Sare log ko Forex trading ke bare mein Pakistan mein Jante Bhi Nahin Hai Aisa hone mein bahut jyada time lagega
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: forex at school level

                forex ko learn karny ky liye koo school nahi hain hum internet py live forex mai kam karny ke learning hasial kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex at school level

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ewish713 پيغام ديکھيے
                  AoA, aj kal forex ko school or college level py subject k tor k rakhwana chahiye..ta k students sath sath practically seakh saken ar kma saken.ap ny dekha hoga k aj kal hmary mulk mei log achi degree lr kr k job ki talash mei phirty hain , to behtr ye hy k unhen practically forex trading ka subject parhaya jaey ta k wo degree ly k job k liay khawar mat hon acha earn kr k family ko support kr saken
                  [ATTACH]8268[/ATTACH]
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Forex trading business ko Aisa subject Rakhenge to ise Ham aasani se learn kar sakte hain aur isase ke practical work ko Ham demo account per kar sakte hain FIR Ham Ek theory Talash Karenge aur use per work Karenge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X