Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Forex mein haar man'na darust hai?????
    Assalm-o-Alaikum dear friends mein ap sy poochna chahta Hun k Kya Forex mein haar man'na darust hai ya nahi????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

    Nahi dear kabhi bhi kisi bhi kaam men haar na man ne balky khud ko kamyab bnane ky liye jahan tak ho sake koshish kren kyun KY jo haar manne ga wo apni life men ksii bhi field men khud ko kabhi bhi Kamyab nahi bna sake ga is liye koshish krty rahen chahe kuch bhi ho kyun KY humen kamyabi hmari mehnat hmari koshish se he mil sakti hai haar manne se kuch bhi Hasil nahi ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

      Market Mein stop loss ke Lawa hum kuch bhi nahin kar sakte hain stop loss Lagana hamari ek Majboori ban jata hai Kyunki Jab Bhi trading Lagate Hain Tu Ja Mere Kaun ko bahut jyada confidence provide karta hai aur Hamein Kabhi bhej galat Raste ki taraf Jane Mein Hamare sport nahin karta hai Jab market ki direction change Hoti Hai Tu Hamare investment Hamare account ko Khud BA Khud stable kar deti hai long time business generate karne ke liye
      • #4 Collapse

        Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Pakistan Forex haar manana bilkul bhi nahi chahi Kyunki Pakistan Forex mein jo Haar Maan leta hai vah kabhi bhi ismein Kamyab Nahin Hota Hamesha hi kya mai Pakistan Forex Main Dil Laga kar kaam karna chahiye Agar Hum is main kamyabi chahte hain aur accha profit Jaate Hain To thanks
        • #5 Collapse

          Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

          bhai forex trading business main haar manne wale traders kabhi successful nahi hote hain is liye hame kabhi haar nahi manni chahye or apni koshish ko jari rakhna chahye ager ap is main successful hone ke liye struggle karen ge tou ap zarur kamyab hon ge forex aik bohat risky business hai matlanb is main traders bohat nuksaan ka samna kerte hain phir wo kamyab hote hai lekin is mian kuch traders loss hone per haar man jate hain or forex ko chor dete hain jab ke aesa kerne se un ka pana hi nuksaan hota hai or aesay log kbhi kisi bhi business main successful nhi ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

            ASSALM O ALIKUM bhai jan forex main haaar manna ghalat hai haar mannae se ham kabhi kamyab nahi ho sakte hain ager hamare trade loss main ja rahe hai to ham ko chaye k ham es main haar nan manen trade ko close na karen confidence rakhen ager ham himmat rakhen ge to hamare trade profitr main aa jae ge
            • #7 Collapse

              Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

              Good Evening Friends .......
              Yes sir hamen forex main harr nahi manna chahye q k agar ham as forex maiun harr mane gee tu hamen success nahi mile gee hala kee hamen success hasil karne kee liy himat ki zarorat hoty hai aor aor is mein ahm ko mehnat karna chaiye qk is mein jo member kamyb hote hauin wo mehnat ki waja se hi is mein success full hote hain aur is mein ah ko aur agar hum mehnat nahi karte hain to hum is mein suuccess nahio ho skate hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain to mehnat se kam kare aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is meine arn akr saklte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                Kisi bhi kaam mein koi bhi Jaan Bujh kar Har nahi manta. Jab Insan thak jata hai aur uska bus nahi chalta Tu Hi Hua Haar manta Hai furox Main Bhi Jab tak Hamare Paas Paisa hota hai ya Hum posting karne Ke Kabil hote hain aur bonus Milta rehta hai tab tak Hum Haar Nahi mante Aur Forex Ko Nahi chhodte lekin Jab Hamen bonus achha Nahi Milta Yaha Hamari investment khatam ho jati hai tab Hum Haar Maan lete hain lekin Forex Mein Haar Na Maane Tu Ahista Ahista aap isko Sikh Jaate Hain aur ya aapko munafa dene lagta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                  Dear kisi bhi kaam me haar nahi manni chahye balke hard work kar k khud kho kamyab karne ki poori koshish karni chahye or kabhi bhi himat nahi harni chahye pakistan forex me to bulkul b haar nahi maani chahye q k ese kaamo me risk lena parta he zyada bonus hasil karne k lea.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                    nahi dear forex main harr manda thek nahi hai kyon k forex main har kisi par mushkil wakt ata hai jiss say har kisi ko loss karna parra hai kyon k ye business ka hissa hai ager ap ko loss nahi ho ga tu ap ko forex main expereince bhi nahi ho ga aur ap ko pata he nahi hcaly ga k iss main kam kesy karna ha iss lea iss main regular hard wor karny say he ap ko success milti hai phir he ap ko success mily gee ju har man jata hai usko ziada nuksan hota hai aik time zyaa hota hai dosra money zyaa hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                      Forex main agar ap ne kamyabi hasil karni hai to is k liye apni mehnat ko jari rakhen our us waqt tak apni mehnat ko continue rakhen jab tak forex main ap kamyab nahi ho jate hain our forex main hamein kabhi bhi himmat nahi harni chahiye balke himmat our mehnat k sath work karna chahiye jis se forex main ap acha profit hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                        G nahi sir humain iss main kabi be har nahi mani chaiye hum bhot sy log aisa hota hain joh iss main tora bhot loss hona k soraat main iss main har maan jatye hain halaky humain iss main kbi be aisa nahi karna chiaye humain chaiye k hum iss main dill laga kar mehnaat kariye joh humain iss main bhot he acah profit dana main helpfull hota hain forex business main har k agye he jeet hoti hain or humain kabi be iss main dar kar kam nahi karna chaiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Forex mein haar man'na darust hai?????

                          Sir ji bilkul bhi nahi Hume Pakistan Forex Main Agar trading karte hue loss bhi ho raha hai to Hame Haar Nahin manna chahye bol kar Apne loss ko recover karne ke liye aur Jyada mehnat Karni chahiye aur apne knowledge or experience ko improved karna chahiye Taki Hum Apne loss ko bhi recover Karke aur accha profit bhi Kama sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X