hold your trade for no loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hold your trade for no loss?
    bhai jan ager ap chaty hain k apki koi bhi tarde loss men close na ho to apko apny acccunt k mutbiq trade open kerni chye aor apk apony ander trade ko hold kerny ka treeqa ata ho tab ap ki trade aik ya do din ya phir auiknhafty bad zroor profit men aye g.isliye aptince bhi apki trade ko kbhi bhi loss men close nh hony dey ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hold your trade for no loss?

    Dear agr account balance ziada ho tu trade loss mein close nahi hogi kionkeh woh jitna bhi run kregi entry point pe zaror wapis ati hai lekin balance k sath thora boht experience bhi hona chahiye tah k loss ko control krny ki strategy use ki ja sky.
    • #3 Collapse

      Re: hold your trade for no loss?

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per humko chaheya ka hum sabar sa kaam karnaa start kardaa q ka ager hum sabar sa kaam karnaa jantaa ha to per hum ko takreban profit he hotee ha laken ager hum sabar sa kaam nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga...........
      • #4 Collapse

        Re: hold your trade for no loss?

        G han brother ap thek kah rahay hain, agar ap koi bi trade account k mutabik lot size use kar k open kartay ho to loss main janay par ap ko trade close nai karni chaheay q kah ap k account wash honay k chances nai hon gay esleay kabi na kabi ap ki trade profit main zarur aay gi.
        • #5 Collapse

          Re: hold your trade for no loss?

          agar ap chahte hain k ap ko har trade me profit earn ho to ap ko chahiye k ap long term trading kare yani k agar ap short term trading karte hain to us k liye ap ka bohat zayada expert hona zaruri hota hai jub k agar ap long term trading karte hain to us me ap ka zayada experience bi nahi lagta or ap easily profit earn bi kar sakte hain so ap ko chahiye k ap zayada long term ki trading hi kiya kare.
          • #6 Collapse

            Re: hold your trade for no loss?

            jb ham pana los skrty hy t us my amay shaia kam krny ka hosla tot jata ha si waja sy hamay bachnaa chiaya kio k lss k bad bhi phr hamapana kama shai aham naia kr paty hy hamaya hodl krn achiaiya acaha hamayaaana kama krna chiay asahi trha ys hamaya is my kamayb hona chiya shaia hamaya paani mhnata krni chiay our hamays is smy kafi \zeqd hamaya is my agy janan chiaya shaia sy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: hold your trade for no loss?

              g han dear bht achi bat ki hy apny hmein ager trede mein loss ho rha ho to hmein hold treding ker leni chahiy .iss sy ham loss sy bhi bach jain gy or ho sakta kuch dinoo hm trding ko nmarket k according miove kraa k acha profit hasil krein .tio loss sy bachny k liy hmein hold trede ko use ker lna chahiy or apny bonus ko bhi waste hony sy bhi bacha lna chahiy,..
              • #8 Collapse

                Re: hold your trade for no loss?

                As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai Forex trading Ek risk business hai isme Hamein apni tried loss mein close nahi karni chahi aap apni tried Apne bonus ke hisab se laga nahi chahi Ye aap ki Apne hold Ke Andar hai kya aapne trade kis Andaz Mein Lagani hai aur kis tarike se Lagani hai jisse aap ko profit ho Is Tarah kuch hi Dino Mein Main Ja kuch Waqt mein aap ki tried Wapas aane par aap ko profit zaroor Degi loss ke chances kam ho jayenge
                • #9 Collapse

                  Re: hold your trade for no loss?

                  Assalamu Alaikum dear Forex number aapne bilkul theek kaha hai ki Hame Apna trade loss ke liye kabhi bhi nahi Rakhna chahiye aur lost se bachna chahiye isliye main Chahe Kya Main Market ko analyse Karke aur senior se consult ke sath trading Karen
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: hold your trade for no loss?

                    Gee haan humain trade ko hold kerna chahyea aur kabhi bhi loss mein trade ko close na kerain agar loss mein trades ko close kerain gay tou iss sae humain loss ho ga jis ko recover bhi kerna ho ga lehaza soch samajh ker trading kerni chahyea
                    • #11 Collapse

                      Re: hold your trade for no loss?

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya main Pakistan Forex Main Jab Bhi Apna trade open karna ho to Soch Samajh Kar aur Market ko bahut hi jyada analyses Karke trade open Karni Hogi jis mein Hamein Achcha profit mil sakta hai thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: hold your trade for no loss?

                        Hamesh ko recover karna bahut jyada important Hota Hai Hamein Jyada investment ke saath kaam nahin karna chahie par Hamare Paas Jyada investment back side par Badi honi chahie Jo Hamare account course table rakhti hai aur Hamein kam karne ke liye market Mein confidence provide Karti Hai Itna achha investment Hogi utna Jyada Hamare Paas confidence level Hoga Kam karne ke liye
                        • #13 Collapse

                          Re: hold your trade for no loss?

                          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein trading apne account balance k mutaboiq karni chahiye jis se forex main hum acha profit hasil kar sakte hain our forex main lot size ki bahut ziyada ahmiyat hai is liye forex trading main lot size apne experience our knowledge k mutabiq use karna chahiye jis se hum achi earning hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: hold your trade for no loss?

                            you are very true , ar ye practice sy hi aata hy k apko pta ho ade mai kb ar kis point py close krun k maximum profit mei rahun
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hold your trade for no loss?

                              Forex mein humain tension nahin leni chahyea paheli baat tou yeh hai lay stop loss lazmi use kya kerain aur agar stop loss forex trade mein aap nay nahin lagaya aur trade loss mein chali gaye hai tou uss kay profit mein anay ka intezar kerain trade ko loss mein close na kerain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X