Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye
    Bahot se indicators esy hi jo technical hoty hey es ko pehly samjna bahot zarori hota hay es key bad hi esy indicators ko agar trading me use key jaye to ye acha result de sakty hey, indicators ko bahot soch samaj kar aur careful ho kar use karny ki koshish karni chaye, aur real account me kesi new indicator key result ko test karny ki ghalti nahi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

    Forex Mai zyada tar log Indicater base reading kartay hai aur iss ke madad say he market ko analyse kartay Hain vaisay to agar sahe paractice ho aur indicater ka knowledge ho to ye tariqa kuch profitable ho sakta hai agar knowledge na ho to loss ka sabab banta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

      G han indictorss kaa istmal karnaa chiyee wasyy tuoo bohtt saryyy indictorsss haii lykinn istmal ek 2 kaa heii karnaa chiyeee joo ap ko bestt singlee dennn zaidaa indictorss ka istmal krennn gyy tuo confiusedd ho jaiyy gy sub diifrtnt singlee de gy jbb ek axhaa saa indictorss dehkyy ouseii kaa istmall krennn..
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Bahot se indicators esy hi jo technical hoty hey es ko pehly samjna bahot zarori hota hay es key bad hi esy indicators ko agar trading me use key jaye to ye acha result de sakty hey, indicators ko bahot soch samaj kar aur careful ho kar use karny ki koshish karni chaye, aur real account me kesi new indicator key result ko test karny ki ghalti nahi karni chaye.
        Assalamu Alaikum Forex trading Ek bahut hi critical business Hai Iss Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamein bahut jyada Aise Hath se kaam karna Hota Hai aur hum Jab Bhi Kisi indicator par trust karen to ek hi se apne trade copa nahin karna chahie balke 2 se 3 indicator se sem result Hasil karne ke bad apni trade ko open karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

          Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai indicators ko trading Mein careful use karna chahi indicators Ka istemal Kar Ke best trade open kar sakte hain waise to bahut Sare indicators hai lekin use indicators ka istemal karna chahiye jo aapko Bata signal batata hai jisse aapka Kamyab trading kar sakte hain...
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

            forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai indicators ko use kar ky kamyabe hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

              forex aik international business hain hamy best experience or knowledge haisl kar ky market ko achy sy samaj kar is ky tmam rules ko follow kar ky indicators ko use karty howy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ko trading me careful ho kar use karny chaye

                forex mai hamy indicators ko istamal karna ho ga pher he hu market mai run kar saky gy or acha profit gain kr saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota

                اب آن لائن

                Working...
                X