Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain
    Good Morning Dear members ......
    Brother jo is main mehnat karte hain wo is mein kamyab ho sakte hain aur jo mehnat nahi karte hain wo is mein kamyab nahi ho skate hain is mmein hma ko mehnat karna chahye kamyab ho skate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

    Bahot se Forum members aur traders Forex ko easy ya smart business samjty hey magar mera opinion ye hay key jab tak traders mehnat na karen to koi be work us key ley easy nahi ban sakta hay, Forex business esy traders key ley hi hard aur harmful sabit hota hay jo bilkul be learning key ley mehnat nahi karty aur Forex ko easy samjny ki big mistake kar lety hey.
    • #3 Collapse

      Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

      Hi ji bilkul aap nahi theak kahan hai har Zindagi ke har jagah par mehnati he Kamyab hote hai mehnat ke bagair Koi kamyabi Hasil nahi hoti mehnat karne wala hi Insan Kamyab hota hai isliye hamein chahiye ke hum zada Se zada Mehnat ke sath kaam Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

        Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerny ky liay aap ko mehnaat kerni chahay oor ager aap mehnaat kerna sekhtain hain too hamari Zindgi main har jaga par mehnaati hi kamyab hote hain.
        • #5 Collapse

          Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

          G hann dear ap ny bilkul thkkk kahaa mehntt tuoo kharr kamm mainn karnii partii haii mehntt kyy bgrr kuchh ni hasill.honyy walaa forexx tradingg boht bestt busnisess hai iss mainn agrr mehntt kartyy haii interst lytyy hai properr traikyy syy timee detyyy haii is ka silaa bi milyyy gaa mehnt karrr kyy aapni learningg ko strongg krennn.
          • #6 Collapse

            Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

            G han dost jo forex me mehnat karta ha jo forex ko apna waqt deta ha wo is me kamiyab ho jata ha aur jo log mehnat nahi karte un ko kamiyabi nahi milty kuch logo ko mehnat ke bawajood loss ho jata ha aur wo mehnat karna chor dete ha un ko samjhna chahiye ke kamiyab wo hota ha jo loss hone par bhi mehnat karta rahta ha is liye loss ko dil par na lo balke mehnat karte raho
            • #7 Collapse

              Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

              G belkul aisa he Jo jitne mehnat karta hai usko utna he sila melta agar ham forex ko seeknay Mai Jan Lara ke mehnat karai aur issko seekai to hamai buhut profit mil sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                mhntat ahamri jo hoti hy who hamay kafi zead akamayb bna dyti hy hamay mhnata hi krni chiaya achy sy hamay krni chiaya hm mhnat kry hy to us ki wja ys hama kafi hma ay ja sgty hy hama cha ern kr sgty hy our ham lern kr sgty hy mhnat ahamri shaia honi chiaya our hamaya shaia apna hamay kam krn achiaya shai hamaya ismy achaa hardwor krn achiya is my
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading 1 worldwide business hai yeah 1 international business hai Forex trading ke Business mein mehnat karna bahut zaroori hai Hero hi acchi earning Hasi hoti hai ISI Tarah Forex ka business aap aap apni Zindagi Mein Kisi bhi jagah jakar jab tak Aap mehnat Nahin Karenge Kamyab nahi ho sakte aur Agar aapko begair minute se Kamyab hona chahiye Kabhi Kamyab nahi ho sakte a Is Tarah aapko loss hoga isliye Agar Zindagi Mein kamyabi Hasil karni hai Tu mehnat karna bahut zaroori hai hi
                  • #10 Collapse

                    Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                    bilkul theek Ja Rahe Hain Ki Zindagi ke har Mod Par hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada mehnat Kare agar mein Naat Karenge Tu Heer Meri kamyabi Hasil ho sakti hai isliye Sab member ko chahiye ki last Mein Se Jyada mehnat kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                      G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main achi kamyabi hasil karner k liye mehnat ki zarorat hoti hai is liye forex main hamein mehnat karni chahiye our business main himmat kabhi bhi nahi harni chahiye jis ki wajah se business main ap kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                        Assalamualaikum dear Forex member of bilkul theek kahan hai ki Zindagi ke har Mod Par mehnat ki hi kamyabi hoti hai agar Hum Karenge to hi Kamyab Honge
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                          Forex trading ka business ho ya koi or business ho jab tak hum mehnat or lagan se kaam nahi karenge to hum kamyabi ki taraf kabhi bhi nahi barh sakte kamyabi k liye zaroori he k mehnat or lagan se kaam karna chahiye or kabhi bhi loss ko daikh ker himaath nahi haarni chahiye bal k loss ka muqabila kia jai to behter hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                            G hain bhai jan ham ko life k har mor mehnay hi hamre mada karte hain menat ki waja se ham is main kamyab ho sakte hain oar is mein ham ko ache se mehnat bhi karna chahye tab ja kar ap is mein apna muqsad poara kar sakte hain aor is mein earn kar sakte hain aor ismein kamyab ho sakte haiun
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har Zindgi K har jaga par mehnati hi kamyab hote hain

                              g han bilkul sahi baat ha zindagi ma hr kaam me humesha mehnet kerne wale hi kamyab hote hen is baat ma koi shuk nhi kyun ke mehnet ke bagair kamyabi hasil kerna namumkin ha forex ma bi jitini mehnet se kaam keren ge utni hi kamyabi hasil keren ge is liye forex ho ya zindagi ka koi bi kaam sab ma humesha mehnet se kaam keren mehnet ka sila zaror milta ha kamyabi ki soret ma

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X