Dear dosto assalamualaikum aksar log bonus account say profit Kama laitay hai lekin pir be wo ossko with draw nahe karatai aur mazeed trading kartay hai jis Mai aksar trades loss Mai chali jate hai au Jo profit kamaya hota hai ussko pir loss Kar laitay hai Mai appko ye mashwara don't k jitna be profit appko ho jata hai usko in time with draw Kara leya karai takai bad Mai appka profit loss na ho.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим