News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?
    Dear members forex trading market mn moment bahut ziada high impect news k time hoti hai news k time koi bhe pair 100pips y as sy bhe ziada move kr jata hai as liay mera newbies aor kam exprience waly traders ko yahe mashwara hai k hamen news k time trade open ni krni chhy blky news sy kuch time bad jb market stable hoti hai tab trade open krni chahy news py trade ager ap ki ghlt ho jay tu ap k account bahut jld waah ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

    G han news kay effect kafi hotaye hain tu humain chaye kay news ko readout kar kay he trade ko open kiya jaye tu munhaue lagta hai kay es mai humain faida ho sakta hai tu hamezha kosesh karain kay news ko read kar kay he trade ko open karain ta kay bad mai koi masla na ho humarye liye
    • #3 Collapse

      Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

      G han hamain pata nehi hota ky market kis direction main Kitna move ker sakti hai news ky effect sy tou hamain bilkul bhi aesy time per trade sy avoid kerns chahiay ky kabhi kabhi tou bahot thory time main market bahot bari move ker jati hai tou agar wohi movement hamari open trade ky against ho tou bahot bara loss ho sakta hai jis ko recover kerna bhi phir hamary liay namumkin sa Ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

        sir aapne bilkul theek kaha hai news ke waqt state na ki je tu bilkul thik hoga kyonki news se bahut jyada hai volatility market mein jati hai aur bahut jyada loss ho sakta hai lekin expected vismaya kaam karke profit Haider kar sakte hain aur vah bhi scalping karne se profit Hassan hota hai lekin retracement par bahut accha profit liya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

          hamy news time ko dahkna ho ga hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

            hamy aik time table bana kar forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakt hain hum is mai news mai be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

              forex aik world wide business hain hamy is main market ko samaj kar news ko wath kar ky is main sahi waqt ka wait kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

                Dear members forex trading market mn moment bahut ziada high impect news k time hoti hai news k time koi bhe pair 100pips y as sy bhe ziada move kr jata hai as liay mera newbies aor kam exprience waly traders ko yahe mashwara hai k hamen news k time trade open ni krni chhy blky news sy kuch time bad jb market stable hoti hai tab trade open krni chahy news py trade ager ap ki ghlt ho jay tu ap k account bahut jld waah ho jata hai[
                • #9 Collapse

                  Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

                  hotaye hain tu humain chaye kay news ko readout kar kay he trade ko open kiya jaye tu munhaue lagta hai kay es mai humain faida ho sakta hai tu hamezha kosesh karain kay news ko read kar kay he trade ko ky market kis direction main Kitna move ker sakti hai news ky effect sy tou hamain bilkul bhi aesy time per trade sy avoid kerns chahiay ky kabhi kabhi tou bahot thory time main market bahot bari move ker jati hai tou agar wohi movement hamari open trade ky against ho tou bahot bara loss ho sakta hai jis ko recover
                  :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                  • #10 Collapse

                    Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

                    hamy news ko kabe be ignore nahi krna chahey hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha or unique business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

                      news ko follow kar ky kam karna hamy kamyab bana deta hain hamy mahnet karne ho ge hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai poor mans be kam kar sakty hain forex mai hamy learning ko best bana kar news mai kam karna ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News k time trade na ki jay tu bahtar hai ?

                        Asslam o alaikum dear friends g billkul sahii kha forex trading ma hmain news ka time trade nhi lagani chahia us ki wajah ya ha ka news ka time market up down hoti rahti ha jiss sa hmain loss bi ho sakta ha is Lia soch smuj kr trade lgyain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X