G dear fdiends mai nay aksar aisye shakhs daijhain hain jo khud ko trading ka master samjhtaye hain yani kay wo khaitaye hain kay trading mai sub se agye gain aur un jaisaye koi dusra trader ni hai tu ye sirf humari soch hotaye hai aj kal aik se barh kay aik trader hai per ye bta dun kay trading mai koi bhi master ni hota hai baljay hamesha us mai kamyab hona bhi bhut bari bat hai kiyu kay aisa kabhi ni hota hai kay ap hamesha he profit mai rhain aur trading mai humain loss na ho tu loss bhi hota hai per aik kamyab trader ka loss se zayda hamesha profit hota hai kiyu kay master tu wo bhi trading mau ni hota hai kiyu kay ager master ban jaye tu loss ho he na bus humain profit he hota rhaye per aisa kabhi ho ni sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим