Account Wash Ki Maloomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Wash Ki Maloomat
    Asslam O Alekum all mujhe aap logo se ek sawal puchna tha ke hum logo ko konsi certain point mein maloom parhta hai ke humara account wash ho sakta hai matlab ke humari month mein total kitne order laga ke trade karen ke jis se humara account wash na ho sake and dusri baat agar lagatar profit milta hai trade main ya lagatar loss milta hai trades mein kia uski waja se bhi humara account wash ho sakta hai kia kindly account wash hone ki conditioons define karen shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Wash Ki Maloomat

    Dear brother forex trading men jitnay bhi members hen sub ka account wash ho jata hey aur account wash honay ki bahut c wajoohat hen jin knowledge aur experience ka nah hona aur ziyada profit k lalach men bari bari trade laga dena jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey koi bhi pair jab kisi side pe lambi move karta hey tu account wash ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Account Wash Ki Maloomat

      Kamyabi karne ke liye aap ko chahiye kya 500 + posting Karen aur fayda uthati Yahan Se Ek Aur Baat Main aapko Gadkar done ke yahan par best type ka benefit trader wahi hota hai jo Yahan Par mehnat Karta Hai market ko Samajh Kar working karta hai agar Ho Yahan Par Samajh Ke Sath Sa Nahin chalta to Ho yahan se Kuchh bhee Nahin Karta profit generate nahin kar sakta hai long time kam karne ke liye Hamare Paas analysis system ka sara ka sara Hona chahie
      • #4 Collapse

        Re: Account Wash Ki Maloomat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
        Asslam O Alekum all mujhe aap logo se ek sawal puchna tha ke hum logo ko konsi certain point mein maloom parhta hai ke humara account wash ho sakta hai matlab ke humari month mein total kitne order laga ke trade karen ke jis se humara account wash na ho sake and dusri baat agar lagatar profit milta hai trade main ya lagatar loss milta hai trades mein kia uski waja se bhi humara account wash ho sakta hai kia kindly account wash hone ki conditioons define karen shukriya.
        Jab Ham trade Karen aur Hamari trade laws main ja rahe ho aur vah automatically closed Ho Jaaye Tu samajh gaye kya aapka account was ho gaya hai agar aapko Aise loss ho to aapko apna bonus recover nahin karna padta
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Account Wash Ki Maloomat

          boss hamara account as lyee wash hota h k ham as mien lalach kerte hien aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h.
          • #6 Collapse

            Re: Account Wash Ki Maloomat

            Dear forex trading mein her kisi k account wash ho chuky hein aur account wash hony ki boht si reasons hein jin mein bai lot over trading aur experience ki kami aur risky pairs mein trade krna hai jinki movement fast hoti hai agr in chezon ko control kia jaye tu account wash se bacha ja sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Account Wash Ki Maloomat

              forex mai hum account bana kar kam karty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamara accoutn baned ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Account Wash Ki Maloomat

                Welcome my dear friend and all member Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge haan ji Baat aapne bilkul acche Andaz mein Gyan Ki Hai Ki account watch ki maloomat ha Hamein account was hone Ae Ki maloomat Hasil honi chahie Kyunki Agar Hamara account was ho jata hai tu Hamein Je Pata Ho k A kya kiya jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Account Wash Ki Maloomat

                  My dear brother hamara account wash hone ki waja ye hai k
                  1.ham traading karte waqt loss se dare hoe hote hain.
                  2.hamare pass knowlage aur experience nahi hota hai ha trade lgate hain to ghalat laga dete hai es liye bhee hamara account wash hota hai.
                  3.ater ham trade laganae ne main jadbazi karen ge to .
                  4.ager ham trade ko soch samaj ker nahi karen ge to.
                  5.ager ham take profit aur stop loss use nahi katen he to hamara account wash hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Wash Ki Maloomat

                    As-salamu alaykum doston Forex trading Mein kaam karte hue Jab Hamara balance thoda Ho To Hamara trade laga hua ho toh Hamein chahi ke hum Apna trade close na Karen Kyunki Agar Hum Apna trade close kar lenge to Dobara trade nahi lagega aur aaj Jo balance pahunch Jayega aur dobara trade na lagne ki vajah Se Jab aap ka naya bonus aayega jab tak aap pichla loss recover Nahin Karenge to aapko profit nahi hoga aap withdrawal Nahin kara Sakenge isliye aapko chahi ki aap apna trade band na Karen balke usse automatically band hone De Ta ki aap apna trade Karke a Apna bonus aane par Apna profit withdrawal Le sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Account Wash Ki Maloomat

                      forex aik esa business hy jhaan per choti sui mistake sey hmara sara account wash ho jata hy forex kbi bhi hamri midstake ko ignore nhi kerta hy .forex mein hmari mistake ki wjaa sey hmmara account washh ho jata hy jin mein sey sub bri or ziada mistake ha treding mein ker jaty hein forex sey hmara account iss liy bhi wash ho jata hy keh ham apni mistake ko control nhi kerty hein or ham over tredind kerty market ki movemnts ko importance nhi dey or ovrer treding kerny ki wjaa sey hmara acount wash ho jata hy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X