Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna
    Dear members jab trading k doran members ko loss hota he to wo apne confidence ko loose ker dete he jo k nahi karna chahiye, hamesha confidence k sath hi trading karni chahiye jo members confidence ko loose karte he wo kamyab nahi hote or wo phir emotional ho jate he kamyab trader wohi hota he jo her haal me apne confidence ko barqarar rekh ker trading karta he trading me na to tension leni chahiye or na hi emotional hona chahiye loss ho bhi jata he or recover bhi ho sakta he agar aik trade me loss hota he to ho sakta he agli trade me acha profit mil jai to is liye confidence k sath kaam kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

    Ye to bahot zarori hai k jab ap ais market mai analysis karty hai to aus time ap ko apny oper yaqeen hona chaye k ais mai ap jo trade lagany ja rahy hai aus mai ap ko profit ho ga kun k agar ap ko yaqeen ni ho ga to ap ais mai dar ki waja se trade ni lagye gay jis ki waja se ap ko ais mai loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to apny andar se dar ko khatam kary aor aus k baad ais market mai kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum hamaisha confidence k saath trading karain issi trha ham kaamyaab trading Kar saktay Hain Orr agar hum confidence loose kartay Hain tou hamain loss k siwaa kuch bhi haasil nahi hota Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha confidence k saath kaam Karain taa k hum kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain
      • #4 Collapse

        Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

        Gee haan forex trading mein apnay confidence ko build kerna aur phir uss ko qaim rakhna bahut zaroori hai aur co fidence ko improve kernay kay lye agar aap forex mein real account mein kuch arsay kay lye minimum lots laga ker trading kerain gay tou bahut behtar ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

          Main toh aap Hamesha Yahi suggest karunga kya Jab Bhi Aap Yahan Par investment Karte Hain Koi entry Lagate Hain To aap ko sabse pahle Yahan Par Jo Ek sabse Jyada important kaam karna hota hai woh Yahan Par stop loss Lagana hota hai stop loss aapke account ko Kafi Jyada important Deta Hai export provide karte hain aap ko aane wali new se Kafi Jyada sport event karte hai aur aap Ko nuksan Nahin hone deta kabhi bhi yahan se bahut se Log Yahan Par is Baat par bahut jyada confidence ke sath kaam Nahin Karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

            Trading me confidence bohat zaroori hota ha agar ap ke pas confidence nahi to ap achy trading nahi kar sako ge bohat sare members loss ho jane par confidence ko losse kar deta ha aur phir un se trading nahi hoty trading me loss hona koi bary baat nahi hoty kamiyab se kamiyab trader ko bhi loss ho jata ha is liye loss hone par confidence lose na kare
            • #7 Collapse

              Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

              Gee haan forex trading kay dauraan confidence ko berqarar rakhna bahut zaroori hai agar kahin hum confidence ko loose kerain gay tou wahan humain confirm loss ho ga aap ko chahyea kay jub aap ko trade mein kahin loss ho raha ho tou aap trade ko dekhna chor dya kerain aur sakoon sae apnay aur kaam kya kerain warna aap emotions.ko control nahin ker sakain gay aur confidence ko loose ker jayain gay
              • #8 Collapse

                Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

                hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain agar hum lalchi ban ky kam kary gy to hamara confidence losse ho jata hain forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

                  forex aik esa karobar he jis mein zeada confidence le dubta he forex main human over confidence ke waja seum soch samj trading nae karty hein is mein serf humari mehnat kam dekhti he is mein traders ko trading market ko samjny ke ley brokers or market analysis ka sahra lea jata he is ley human apni soch se kam lena hota he
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

                    hamy confidence ky sat kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai raat mai ya din kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading har tarha ky log kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex making karte hain aur Hamein trading ke bare mein bahut accha experience or knowledge hai to hum iss Mein kamyabi citrate karte hain aur Hamein Achcha profit Milta hai aur Agar Hamare Paas achha experience on Knowledge Nahin Hota Hai To Hum Hain Kabhi achha profit Nahi Milta thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me Confidence ko Loose Nahi Kerna

                        g han ap ny shai bat ki hai forex trading main confidence factor boht zarori hai har trador main q k confidence k sath he ap nadar ho kar apni trading kar skty hain q k apko adha loss hony k chances tu tab he ho jaty hain jub ap darty darty trading karty hain es liye kbhi bhi dar kar trdaing na karen q k dar k ktrdaing karny se apko loss hona nahi bhi hota tab bhi ho jta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X