apni ghaltyon say seekhein.............

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni ghaltyon say seekhein.............
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamara loss hota rehta hai hamein loss ki surat main bilkul bhi nai ghabrana chy q k loss is business ka hissa hai hamein apni ghaltyon say he sabaq hasil kerna chy ghaltyaan he hamara bhut bara teacher hain.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apni ghaltyon say seekhein.............

    Gee haan forex mein apni ghaltioun ko note kerain unn ko khatam kerain aur unn sae seekhnay ki koshish kerain akhir kab tak forex mein ghaltian kertay rahain gay kahan tak loss kertay rahain gay ab khud ko sambhalain aur kamyabi hasil kerain
    • #3 Collapse

      Re: apni ghaltyon say seekhein.............

      walikum salam bhai, acha trader wohi hy jo apni hr galti sy naya sabaq seekhta hy ar aagy bharta hy
      • #4 Collapse

        Re: apni ghaltyon say seekhein.............

        ji haan aapNe bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kiya Humne apni galat usse sikhna chahi Agar hum bahut hi jyada galat Kiya Karte Hain To Hamein Achcha bonus to kabhi bhi nahi mil sakta Agar Hum Apni Galti ko control Karenge aur accha kaam Karenge to Hamein Achcha bonus mil sakta hai thanks
        • #5 Collapse

          Re: apni ghaltyon say seekhein.............

          Kabhi bhi nuksan coface nahin Karenge Forex ka business easan business hai Forex ke business ko bahut se log easily Kisi bhi time par join kar sakte hain ya extended wala business hai properly kaam karke Hum Log Yahan Par isliye achievement Hasil kar sakte hain kabhi bhi Hamare Yahan Par nuksan Nahin Hoga Agar Hum Log Yahan Par Ek acchi traction ke sath perfect method ke saath kaam karte jaenge
          • #6 Collapse

            Re: apni ghaltyon say seekhein.............

            Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum apni mistakes sy seekhain Orr unhain ignore bilkul bhi na karain iss trha hum trading mein unn mistakes sy guraiz Kar k acha profit gain Kar saktay Hain Orr iss trha ham kaamyaabi Haasil Kar saktay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha apni mistakes ko theek karain
            • #7 Collapse

              Re: apni ghaltyon say seekhein.............

              Ye to bahot kam log karty hai k agar koi ghalti kary to aus ko tasleem kary kun k jab hum ais market mai ghalti karty hai to aus ki waja se loss karty hai magar hum ye ni kehty k hum ne ais mai ye ghalti ki hai jis ki waja se hum ko loss hoa hai agar hum apni ghalti ko tasleem kar ley to hum ko ye pata chal jata hai k ais mai hum ne kis waja se loss kia hai aor ais mai loss se kaisy bach sakty hai magar hum ko apni ghaltion ka pata hona chaye.
              • #8 Collapse

                Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                g han bhai bilkul theek kaha hai ap ne forex trading business mai aksar ache se ache traders ko bhi loss ka samna kerna parta hai loss tou har business ka part ahi hume loss se ghabrana nahi chahye balke loss ko bahaduri se face kerna chahye or is se hame seekhna chahye or apni un mistakes ko dur kerna chahye jo hume loss hone ki waja bane
                • #9 Collapse

                  Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                  weightless material use Karenge to hamare earning karne par bahut jyada objection Soch sakte hain Hamein bola speaker mil sakta hai isliye koshish Karenge Jyada Se Jyada achha kanwas time Karon Jab Hamen yahan se kuch na kuch achchi condition Mein reward Mile market Mein investment karne aur Market Mein investment karne ke bad Hamein jo sabse Jyada important chij Yahan Par watch Karni chahiye Hua iska hi support and resistance level
                  • #10 Collapse

                    Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                    Yes my dear bro you are right humne apni mistake se lesson Lena chahiye aur uska control karke khud improvement Lani chahie agar hum khud mein improvement lenge aur mistakes ko dubara repeat nahin karenge tu is hamara bahut fayda hoga hamein jyada bonus milega aur hamara account watch hone se bhi badh jayega aur aur use bonus se hum trading karke acha profit Kama sakte hain vulgar double profit Kama sakte hain tu hame isliye chahi ke mistakes to repeat na Karen khud mein improvement line
                    • #11 Collapse

                      Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                      G bilkul aisa hi he forex mein trading itni asan nahi jitni lagti hai es mein boht sari ghaltiyan bhi ho jati hain or aksar en mistakes ko hum ignore kar detay hain lekin aisa bilkul bhi nahi karna chahiye jab bhi koi ghalti ho Jaye to us pe qabo Pana chahiye or us ghalti se sabaq seekhay or naye siray se koshesh kren or chezen seekhay ta k apko ziada faida ho
                      • #12 Collapse

                        Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                        G bilkul mistakes har kisi se ho jaty ha lekin kamiyab wo hota ha jo mistakes se learn karta ha ghalty karna koi bary baat nahi har kisi se ghalty ho jaty ha har koi apny zindagy me ghaltiyan karta ha lekin kamiyabi us ke hath me aty ha jo in ghaltiyon se sekhta ha aur next time nahi karta forex me apko loss apny mistakes ki wajah se hota ha aur agar ap mistakes repeat karo ge to apko baar baar loss ho jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                          Forex mein hum ghaltioun pae ghaltian kertay jatay hain lakin hum nay kabhi apni ghaltioun per ghaur nahin kya aur her martaba same ghalti sae trade mein loss kertay hain agar hum apni ghalti ko note ker kay uss ko demo mein practice ker lya kerain tou hum forex mein kamyab ho saktay hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: apni ghaltyon say seekhein.............

                            Ji dear bilkul aap ne sahi kaha ke hum trading mein boht si mistakes ko reeat karte hain and hum lgoo ko chaye ke hum jitna ho sake kam se kam mistake ko repeat karen and apni mistake se laern krne ke baad hi further working ko continue karen jis se hum logo ko kaafi faida hoga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X