Forex Trading Ko Chorna Nahi He
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

    Dear agr aap k pas free time hay to phar aap ko usy us kaam may utilize karna chaiya jis say aap ko earning bhe ho aur aap ka time bhe acha guzry facebook par aap ka time to guzr jaiy ga lakin aap ko earning nahe ho ge is liay aap ko forex forum ko join karna chaiya q k is say aap apna wakt bhe achy treeky say guzar sakty han aur achi earning bhe kar sakty han aslye ham chor ni skte han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

      Asslamo alikom Dear all members forex trading kio k aik risky business hota he or is me loss k chances hote he or kuch log loss ko daikh ker trading chor dete he lekin loss ko daikh ker himath barhani chahiye or loss se muqabila karna chahiye ta k loss ko shikast di ja sake acha trader hamesha mehnat karta he or mehnat kar k hi kamyab hota he hamen bhi forex trading ko chorna nahi
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
        Dear all members forex trading kio k aik risky business hota he or is me loss k chances hote he or kuch log loss ko daikh ker trading chor dete he lekin loss ko daikh ker himath barhani chahiye or loss se muqabila karna chahiye ta k loss ko shikast di ja sake acha trader hamesha mehnat karta he or mehnat kar k hi kamyab hota he hamen bhi forex trading ko chorna nahi chahiye loss hamesha us ko hota he jo darr ker kaam karta he hamen darna nahi chahiye loss her business ka hisa hota he kissi me kam to kissi me ziada lekin loss zaroor hota he is liye mehnat kare or success ki taraf barhte jaein.
        Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ki Jati Hai Yahi Wajah Hai game Forex trading day by day sabse bada Businessman ja raha hai aur iski popularity Mein Hota ja raha hai
        • #19 Collapse

          Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

          Dear mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi forex ik bahut hi mushkil kam hy wesy mai yaha per ik bat karo ky ap koibikam kery ap ko laxmi us mai mushkil hoti hy lehaza ager hm log is bat ko zehan mai rekh ker trade kery ky loss profit bi is part k hisa hy tu lazmi ap ko is ka faid ho ga.
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

            Forex aik aisa business ha jis me loss ho jata ha aur kuch martaba bohat bara loss ho jata ha aur kuch log loss ho jane par kaam chor dete ha un ko chahiye ke loss hone par forex ko na chore loss forex ka part ha loss ke bare me apko forex join karne se pehly socna chahiye is liye loss ko dil par na lo mehnat karte raho phir apko profit bhi zaroor hoga
            • #21 Collapse

              Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

              Gee haan bhai agar ab hum forex ko chorna bhi chahyeain tou nahin chor saktay kyin kay ab hum iss mein bahut zayada mehnat ker rahay hain aur ab yeh humain aik nasha lagta hai jub tak iss mein kaam na kerain humain sakoon nahin milta
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex Trading Ko Chorna Nahi He

                Dear friends ap ki baaat bilkulll theek ha humain forex ko ni chorna kah forex ak oneline busainess hai humain is main kam karty rahana chahayi humara apna hi faida hai oneline kam karny sy kuch na kuch min faida hota rahta hai thanka

                اب آن لائن

                Working...
                X