Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss asani se kinu ho jata hay?
    Trading me loss hony ka reason ka knowledge ka hona bahot zarori hay es ki waja ye hay key hamy loss to bahot asani se hota hay es ka reason be hamary knowledge me hona hamy faida de sakta hay, market ko understand na karna hi loss ki sab se bardi waja banti hay aur es ko agar mehnat kia jaye to control be kia ja sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

    Forex trading mai asani say loss iss liye b ho jata hai ke forex trading kafi unpredictable business hai . iss waja say traders kay liye forex markets ke movement ko har dafa sahi trah say aur jis trah market nay move karna hota ha iss ko predict karna experienced traders kay liye mushkil ho jata hai iss liye trading mai loss asani say ho jata hai .
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

      Dear ap ki bat bhi thk ha market ko achi trha na samjhna aik bht berhi waja ha loss ki q k jin traders ka knowledge week hota ha un ko adhi bat ka tu pta hota ha laikn adhi bat ka ni pta hota es liye wo loss krty haen. Aur esi waja se forex market mein traders ki bht berhi tadad loss mein ha k un k pass kisi bhi cheez ka poora knowledge ni hota un ko benifits ka tu pta hota ha laikn drawbacks ka ni pta hota.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

        Forex trading mein loss hony ki big reason experience ki kami hai jb tk ziada practice nahi krengy tu market ki condition ko samjhna asan nahi hai aur phr trading mein loss hona aam routine hai is liye tu isko risky business kaha jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

          market k rules ko achi trha dekh k hi kam start karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

            Han yr esa hi hai mery khyal sy loss hmy hmari km Knowledge or km experience ki wja sy hota hai agr hmary pas acha knowledge ho tu hmy koi msla ni ho skta fr trading min hm khud mehnat krty ni hen or pta b kuch ni hota phr trading start kr dety hen esa ni krna chaye hmy is liye k hmy loss sy bhot bchna hoga tb ja kr hmy koi fayda hoga is business hai pehly achi trah learn kryn.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum trade open karte hain aur Hamesha Apne trade Mein nuksan hone lagta hai to iska Hamare Upar hi depend Karta Hai Kyunki hum nahi trade open ki hai agar Hum Soch Samajh Kar kaam Karenge aur aur Maa Katti trend ko Samajh Kar trading Karenge to Hamein nuksan Nahin Hoga thanks
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                yeh ek risky business Hai Hamein is Mein Kaam bahut hi Soch Samajh Ke karna chahiye isme profit kam aur nuksan Jyada hota hai is wajah se is Mein Soch samajh ke kam Kare Agar Hum is Samay mehnat se kaam Karenge aur Har Kaam Soch Samajh Ke Karenge Thande dimag Se Har Kaam Karenge to is Mein Hamein bahut hi jyada fayda hai aur Agar Hum bagair soche samjhe kaam Karenge toh Hamein is mein bahut hi jyada nuksan hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                  Trading mein aasaani sae loss iss lye ho jata hai kay humaray pas bonus kam hota hai aur hum lot bari select ker letay hain aur jaisay hi market mein humara loss barhta hai tou phir humara free margin bhi minus mein chala jata hai aur humari trade humaray control se bahair ho jati hai aur account wash ho jata hai hamesha trade account balance ko dekh ker lagani chahyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                    Good evening friends....
                    hamain as mien aa ker her bar greed say dor rehna hota hai or hum jab as main trade krte hain to ham ko as mien greed free trade karna hota h as ka matlab yeh hai k ham ko jab bi trade karna hai tu hum ko as mien soch kar trade karna hota hai or hum ko as mien over trade nahin karna hota agar hum aik trade bi azafi laga daty hain to hum as main apny loss ka zimadar khud ho sakty hain as lyi jab bi hum ko trade open karna hai to hum ko sochan hota hai or ham ko market ko judge karna hota hai aor bad main hum ko trade karna hota hai pher hum her trade main success hasil kar sakty hain or profit bi earn kar sakty hain as lyi hum ko jan bojh kar kaam acha karna hota hai aor apny lyi aik bright future lana hota hai as lye her bar hum ko kam karna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                      Sir iss main humain loss us soraat main hota hain jab humera pass iss main knowledge or experince nahi hota hain hum jab iss main knowledge or experince main hota hain toh hum iss main loss bhot kam sy kam karwatye hain or iss main zada sy zada success ko achive karta hain humain iss main trading main loss ko dak kar parishaan nahi hona chaiye humain iss main loss sy sabak hasil karna chaiye joh iss main sub sy bari success hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                        boss ham ko loss as lyee hota k ham lalach kerte hien aur as mien ham experience nahi rakht hien aur jab ham as mien zyada knowledge yani zyada tajerba hasil kerte hien tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar tajerba hasil karna hota h agar ham as mien tajerba hasil kerte hienas lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko jab as mien zyada tajerba hota h tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien aur ham as mien achi kamaee ker sakte hien zindgi asan ker sakte hien.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me loss asani se kinu ho jata hay?

                          Forex trading mein loss aasaani sae iss lye ho jata hai kyun kay hum forex mein trade ko kamyab bananay kay lye nahin sochtay balkay hum tou bara lrofit hasil lernay kay chakar mein bari lot laganay ki sochtay hain jis.sae humain loss hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X