Over trading=account wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over trading=account wash

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab tak proper money management sy trading karny gy to successfull hon gy jab k hum over trading karny gy ya lalich Kar k aik he din main ziada earning karny ki try karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy loss bachny k ley proper money management or risk management sy trading karni ho ge ta k hum easily successful hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over trading=account wash

      Dear friend bilkul theek keh rahe hain Kya Kare Hum overtrading Karenge to Hua FIR Hamare loss ka sawab banenge isliye main work trading Nahin Karni chahiye Banke Main Apni mehnat ke sath trading Karni chahiye Fahim Forex trading Se Accha profit Hasil kar sakte hain FIR hi Hum Ek acche aur perfect trader bhi ban sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Over trading=account wash

        اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
        Dear friends, bahut saray traders kam wakt main zayada profit earn karnay ki lalach main ek hi wakt main bahut zayada trades open kar letay hain aur jab un ki trades loss main jati hain to un ka account wash ho jata hay esleay over trading kai nai karni chaheay.
        Yes sir over trading krna koi achi habit nai hai blky is se mostly account wash hi hoa krta hai. is ley hemn chahy k hm greed me aa kr aik hi time me boht sari trades open na kren is se hmary account pr bohot burdan b parta hai or free margin pr b asar parta hai or As a Result hmen Margin call aa jati hei. is lye hmen forex ko serious business k tor pr lena chaye na k lalach me aa kr apna nuksan krna chahye.
        • #19 Collapse

          Re: Over trading=account wash

          Yes my dear bro you are right over trading karne se account wash ho sakta hai kyunki jab Ham trading juba trading karte Hain tu jab Hamari pahle trade par loss hota hai tu dusre trade Pawan hi loss hota hai jiski wajah se hum saare bonus bhej kar baithe Hain aur Hamari saree mehnat fazool hojati ha aur hamein dubara se Forex form hard work karna parda hai hi jab hamein bonus milta hai phr hamein dobara trading karni padti hai aur Hamari pichli Jo humne mehnat ki hoti ha waste ho jati isliye hame chahiye Ki overtrading nahin karni chahi isse hamara account was ho sakta hai thank you
          • #20 Collapse

            Re: Over trading=account wash

            Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum forex mein over trading kartay Hain tou hamain loss k siwaa kuch bhi Haasil nahi hota Orr humara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain Orr laluch sy doorr rahain issi mein hamari bhalaai hai Orr hum issi trha kaamyaab ho saktay Hain
            • #21 Collapse

              Re: Over trading=account wash

              Dear friend asslam u alaikum dear sir ap ki bat sahi hai forex trading Loss ko kam say kam karna hai tu over- trading chorna ho ga kuin key over trading se loss key chances increase ho jaty hain aur traders kay liye trading aur b risky hu jati hai loss recover huna mushkil hujata hai
              • #22 Collapse

                Re: Over trading=account wash

                G hn bilkul bahot sary members ziyada profit ky cgkar mn ya tu lot size ka used ziyada karty hn ya tu phir ziyada trades open kar lety hn jes ki wajh sy agar trades loss m cahli jain ut bahot ziyada loss dy jati hn esi liya lot size ka used normal ya tu phir trades long trem wali aur kam open karni cahiya
                • #23 Collapse

                  Re: Over trading=account wash

                  dear member main ap ki bat sy 100% agree krta ho k jab ham apny analysis kiya bgair hi ya phr apny account ki equity sy b zaidha big lot size use kry gy to hmara account bohat hi jald wash ho jay ga q k ham apny pr over trading kr rhy hoty ha jo k sirf 2% chance hota ha ap k account double hony k 98% account hmaisha wash hoty ha or jo log apna account wash krwaty ha un main 90% trader sirf over trading ki waja sy account wash krwalety ha wo raton raat apna account double krny k chakro main apna loss to krty hi hoty ha or itna kr lety ha k account wash ho jata ha is lia apny account pr kbhi b over trading ni krni chahiya agr ap over trading ni kry gy too ap k account kbhi b wash ni ho sky ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Over trading=account wash

                    yes dear kabhi kabhi ham ko over confidence karny say bhi loss ho jata hai iss lea ap ko over trading aur over confidence say avoid karna chaheay iss leay senior trader kehty hain k over trading say bachny k leay ap ko aik plan ar aik target choose karna chaheay phir he ap iss main success o sakty hain jab tak ap kisi plan k tehat kam nahi karty hain ap ko forex main success nahi mil sakti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Over trading=account wash

                      gee han bilkal over trading se hamra account wash ho jata ha hume is main sbrr k sath kam krna hota hai ur khabi be ap is main extra lots size na use krein normal lots size se kam krein gey tu ap ko is main success milen gey
                      • #26 Collapse

                        Re: Over trading=account wash

                        over trading greed main ata hay aur aap ke baat theek hay k trade may earning ke bjay profit ko maintain rakhna mushkal hota hay q k jab kisi trader ko profit milta hay to vo greed karta hay aur apny profit ko dobara invest kar k zyada earning ke koshash karta hay jis say aksar loss ho jata hay is liay ham ko money management par amal karna chaiy ta k aap ka profit safe rahy.
                        • #27 Collapse

                          Re: Over trading=account wash

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                          Dear friends, bahut saray traders kam wakt main zayada profit earn karnay ki lalach main ek hi wakt main bahut zayada trades open kar letay hain aur jab un ki trades loss main jati hain to un ka account wash ho jata hay esleay over trading kai nai karni chaheay.
                          Traders ko chahiye ke woh Hamesha reasonable aur small Prophet banane ke try Karen aur Kuch nhi trades open Karen Jab traders trading karne ke liye bahut jyada trades open karte hain tu unke trading bahut risky Ho Jati Hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Over trading=account wash

                            ji apa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoonPakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamare Paas achha knowledge or experience nahin hai tu hamesha main kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Hame Pakistan Forex ke bare mein bahut hi jyada knowledge or experience Ki Zaroorat hoti hai thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: Over trading=account wash

                              ek time main ziyda trade opan karna over trading karte hain log jo k kamyabi nhe pah skte hain hard work karni hoti hain agar kabi b hum forex main over trading karte hain tu loss karna hota hain accoutn wash ho jata hain over trading say jaaab tak hum apni ek trade nhe closs kar lete hain ya apni trade ka take profit ya stop loss hit nhe ho jata hain tu kabi b mazeed or trade humhain nhe opan karni chahiye is say agar koi or trade loss main jati hain and big lot use ki hoti hain tu is say b accunt wash ho jata hain jo k over trading say baachne chahiye humhain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Over trading=account wash

                                Absolutely right dear aapki point valid hai kuch traders ese hain jo ziada trading orders laga dete hain iss soch se ke jitne ziada trading karege to utna ziada profit milega lekin most of the time jab hum more than one order place karte hain unka link ek dusre pe zaroor hota hai jis ka impact ek order pe positve hoga to next order pe opposite ya negative is liye hum logo ko chaye hum one time mein one order hi use karen ke jis se humara account at least wash na ho safe trading ko prefer karen jo ke ek best option hai trader ke liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X