Entry kahan se leni ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Entry kahan se leni ?
    Dear dosto me aap ko Entry ky bary me btata hon ky aap ny entry kaha se leni hai . dosto aapko simple support and resistance ky bary me to maloomat ho ge ky suppport and resistance kya hai . support se buyer dakhil hoty hain. jab ky resistance se buye exit aur seller IN hoty hain. to dosto Support and resistance ko dekhty howy aap ny Resistance level se sell ki entry aur support level se Buy ki entry leni hai .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Entry kahan se leni ?

    Gee haan aap ki baat theek hai forex mein humain entry support aur resistance ki madad sae hi leni chahyea lakin humain support aur resistance kay lye baray time frame mein humain entry lagani chahyea.jub market support mein ho tou buy aur jub market resiatance pae ho tou sell ki entry lagani chahyea
    • #3 Collapse

      Re: Entry kahan se leni ?

      bhai jan entry kaily koi khas values nh hain bal k ham entry thk kaily koi na koi shrt zroor hain ager ap annalysis ker rhen hin to apko ager achi trade mill rhe hain to ap entry ly sakty hain apko support aor rsistance ka ptta hona chye ap jab support aor resistance draw kerty hain to tab apko ptta chal jata hai k ab trade kahan tak ja sajkti hai aor kis value ko touch kry g.
      • #4 Collapse

        Re: Entry kahan se leni ?

        Dear buhut acha question Kia hay aap nay forex trading may support our resistance ok samajhna buhut zaroori hay our resistance ye hay ke jab be koi pair buy may jaa raha ho our oska previous point jis say so oopar na gia ho osay resistance kehthay hay our same he agar koi pair sell may jaa raha ho tho wo point jis par wo last time pohonch Kar wapas hoa ho wo oska support point hotha hay.
        • #5 Collapse

          Re: Entry kahan se leni ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
          Dear dosto me aap ko Entry ky bary me btata hon ky aap ny entry kaha se leni hai . dosto aapko simple support and resistance ky bary me to maloomat ho ge ky suppport and resistance kya hai . support se buyer dakhil hoty hain. jab ky resistance se buye exit aur seller IN hoty hain. to dosto Support and resistance ko dekhty howy aap ny Resistance level se sell ki entry aur support level se Buy ki entry leni hai .
          As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Waqt aapko Agar Ek accha entry point Mil Jata Hai To aap ki trade ke successful hone ke bahut jyada chances ho Jate Hain isliye aapko chahiye ki aap Forex Chahat ko acche tarike se analyse Karen aur ek accha entry point dhundhe
          • #6 Collapse

            Re: Entry kahan se leni ?

            Entry point ka decision karny mai support aur resistance ka bara he important role ho sakta hai. ager trader technical analysis ma achi trah say support aur resistance level ko different time frame mai check karny kay qabil hon aur phir trading ka entry point ka decision karna inkay liye asan ho jata ha.
            • #7 Collapse

              Re: Entry kahan se leni ?

              Forex mein achi entry denay kay lye aap ko forex market mein continuous kaam kerna chahyea aur market ko watch kertay rahain jub aap ko koi aisa point milay jahan sae market lambi reverse movement ker sakti ho tou whan sae aap ko trade mein entry leni chahyea aur forex mein kamyab trade lagani chahyea
              • #8 Collapse

                Re: Entry kahan se leni ?

                G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, kisi bi pair ki market jab support par pahunchay to hamain us wakt buy ki trade open kar leni chaheay aur support say kuch pips dor us ka stop loss laga dena chaheay aur esi tarah jab market resistance par ho to us wakt hamain sell ki trade open kar leni chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: Entry kahan se leni ?

                  jab tak hum entery our take profit level set nahe ker lety hain tab tak humean trade nahe leni chay humesha kia hota hia k support say buy kerna chahy iour first touch pay buy kerean gay to foraan profit ho ga our same resistance say sell kernay say profit ise leay hota hia koin k whan pending orders parey hoty hain banks k firm k to market repel hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Entry kahan se leni ?

                    Dear friend asalam u alaikum dear ap ki bat bilkul durust hai forex men trade open karen se pehly proper planning ur analysis ki need hai ur behtareen analysis key liye waqt lagta hai esliye kui jaldbazi bazi na karen aram sakon se analysis karen us key bad trade lagen.trade open karny se pehly soch Entry kahan se leni ur exit Kahan huna ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Entry kahan se leni ?

                      forex mai hamy mahnhet sy kam karna chahey hamy experts ban ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X