Without analysis ka loss he hotaa ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without analysis ka loss he hotaa ha
    Dear member ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab koyee trade open kartaa ha to per hum ko first of all analysis karna chaheya ager hum without analysis ka trade open kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

    dear friend apki bat bilkul theak ha agr hm forex trading sa achha profit hasil krna chahtay hn to hmen trade open krnay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read krna chayay aur hmesha soch smjh kr trade open krni chayay tub he ap profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

      G Han aisa he Hai jab bhi hum markeet ko watch kiye bgher us men mojood candles ki movement ko analyze kiye bgher trading kren ge to phir humen definite loss he ho GA kyun KY analysis KY bgher trading men kabhi bhi profit hasil nahi hota us ki reason Yeh hai ky hum markeet ky trend ko follow he nahi kr sakty jis ki wajah se humen nuqsaan ka samna krna par jata Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

        Jo traders kehty hein hum jo bhi order place krty hein loss hota hai iski waja woh market ka analysis nahi krty analysis k begair trade open krny se loss hota hai agr achi earning krni hai tu market ka analysis krna seekhein phr apny analysis demo pe test krein jaisy jaisy ap k analysis perfect preform krengy tu phr apki earning start ho jayegi.
        • #5 Collapse

          Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

          g khan sab apny thk klha hai k ager ham koi bujhi trade open kerty hain aor aisy bgair kisi analysis k kerty hain to ho sakta hai k hamraaccount bhi wash ho ajye kun k ager ham analysis nh kren gy to saf hai k hamri trades loss men close ho jaye.aor ager hamny analysis nh kren gyvto loss bhi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

            G han bahut achi bat share ki hai agar ap forex main beghair analyses k trading karte hain to is ki wajah se ap ko loss bhi ho sakta hai our is liye forex trading main loss se bachne k liye market ko analyse karna bahut hi zarori hai jis ki wajah se trading main ap acha profit hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

              g han bhai jaan bht achi bat ki hy apny mein bhi agreed hnn iss bat sy k hmein treding without knowledge or wiithout analysis k nuksaan deti hy .g dear aisa hi hy hmein treding kerny k liy analyse ko smjhna bht zzrori hy .jub hmein analyse ker lty hein to hum acha profit bhi hasil kr sakty hein or khd ko loss sy bhi nijat dill sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                sir aapne bahut acchi baat ki hai without experience ke sath lossy hota hai kyunki without experience ke saath koi bhi trading bonus aur koi bhi kaam nahin kar sakte hua business ho ya koi bhi kaam Ho experience hona bahut jaroori Hai jitna experience hoga utna hi accha profit kaise kiya ja sakta hai lekin forex trading mein mehnat bahut jaroori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                  Analysis ke bagair trading karna aisa hai jaisay app loss ko khud he dawat dai rahai ho .agar ham market say kuch kamana chahtai Hain to hamai chaye ke market ko achai tariqay say analyse karai aur trading karai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                    Best trading k lye behad zaroori ha analysis ker leye jay fundamental aur technical analysis dono he important ha jo trader analysis nahi kerta wo trading mey loss kerta ha hamasha se proper analysis kerna beahd zaroori ha without analysis ap sirf loss he kero gey islye trading start mey he analysis ker len
                    SUMIYA TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: khansb606 پيغام ديکھيے
                      Dear member ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab koyee trade open kartaa ha to per hum ko first of all analysis karna chaheya ager hum without analysis ka trade open kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha....
                      Assalamu Alaikum ji bhai jaan ja tu bahut hi simple si Baat Hai Ki jab tak aap analyse Nahin Karenge aapko market ke bare mein kuch information Nahin Hogi aur aap apni tradeco open kar denge to wa loss Mein hi jayegi isliye Hamesha Apne trade ko open karne se pahle market ke analyse zaroor Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                        G han brother ap ki bat thek hay, agar koi trader analysis k bena trade open karay ga to usay sirf loss hi hoga q kah tukkay par open ki gai trade hamesha ghalat hoti hay aur market kisi aur direction main move karti hay jis ki waja say loss ho jata hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                          G han dear ap ny bilkul thkkk kaha without analysis trad karnaa loss hei detaa hai ...
                          Jitnaa bi expertt trader kyuu naa huo analysis ousyy bi karnaa partaa hai markeet ko analysiss kiyy bgrr axheii tradd openn nii kii jaa sktii analysiss musttt karnaa chiyee analysia kiyyy bgrr kabii trad openn naa krenn...
                          • #14 Collapse

                            Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                            assalamualaikum dear members umeed hai kya aap sab log khairiyat se honge bhai ne bahut acchi baat Kiya hai without analysis trading karenge to loss hi hoga kun ka jab Tak hum market analysis check nahi kar lete or trade ko open nahin kar lete aur uske andar uski up and down condition ko nahin dekh lete cues par kaun si factor depend karti hai aur kaun si nahin karti jab Tak hum in tamam rules ko follow nahin karenge tab tak hum ek Kamyab pata nahi ban sakte aur hamein loss hi hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Without analysis ka loss he hotaa ha

                              Aapne bilkul sahi kaha hai ki agar market ko analyse na kiya jaaye to Hamein nuksan Hoga hamein chahiye ke Ham trade Lagane se pahle market ko analyse carry Agar Hum market ko analyse Karke trade lagayenge to Hamein fayda Hoga Aur nuksan Ke chances bahut hi kam Honge ya Sab practice Samay demo account par Karni chahiye demo account par Hamein Har Tarah Ki trade Lagani chahiye Taake Hamein profit Hota ke Hamen trade karna Aaj hai aur real account Mein Hame Kisi Ki sim ka masla na ho aur wahan par Hum Har Tarah Ki trade Laga saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X