Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai
    Dear member me apsy ye pochna chahta ho ke kia ham sirf news ko read ker ke trading ker sakty hai ya phir candle ko bhi dekhna pary ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

    Dear aap news ko follow kr k trading kr sakty hein aksar traders news pe depend krty hein lekin news bhi 3 types ki release hoti hein jb high impact news release hoti hein us waqt market ki movement fast ho jati hai phr order place kr k profit hasil kia ja sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

      bilkul news par depend karke trading kar sakte hain aur usse bahut accha profit Bihar sarkar sakte hain usse market mein high volatility hoti hai aur usme retracement par bahut jyada profit asan kar sakte hain scalping karne se retracement mein achha profit kaise kiya ja sakta hai lekin woh bhi senior members aisa kar sakte hain junior aisa Na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

        Nahi dear news par depend kr KY kabhi bhi trading na kren us men bohat zayada risk hai kyun KY jab bhi hum news ky saath trading krny ki koshish krty hain to humen us men bohat zayada loss face krna par jata Hai aur aksar logon ka is wajah se account wash ho jata Hai is liye Agar news ky saath trading krna he chahty hain to intehai ehtiyaat se kren ky account bhi safe rahe aur profit bhi Hasil Kiya ja sake.
        • #5 Collapse

          Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Dear aap news ko follow kr k trading kr sakty hein aksar traders news pe depend krty hein lekin news bhi 3 types ki release hoti hein jb high impact news release hoti hein us waqt market ki movement fast ho jati hai phr order place kr k profit hasil kia ja sakta hai.
          Assalamu Alaikum bhai Hamein news ko hi follow karke trading Karni chahi Kyunki in se Humne market Canal Asus karne mein madad milti hai traders news par he depend Karte Hain lekin news bhi 3 types ki hoti hain Jab Bhi news release Hoti Hai Inka impact market ki movement par bahut fast ho jata hai FIR order place Kar Ke profit Hasil Kiya Ja sakta hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
            Dear member me apsy ye pochna chahta ho ke kia ham sirf news ko read ker ke trading ker sakty hai ya phir candle ko bhi dekhna pary ga
            Assalamu Alaikum Forex trading ki news 3 type ki hoti hai low high aur medium yeah depend karta hai aapke trading Lagane wale pair par ke aap kis pair Par Se Laga rahe hain aur use par kaun si news effect karti hai agar aap us DK related kisi par trade Lagate Hain To aapko USD aur aur dusri par dono ki news par Nazar Rakhna Hogi Aise Hi Sabhi pears ki news alag alag hoti hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

              g bhai jan apki bat thk hai k ager ham chty hain k perfect trading kren to news ko bhi seehken kun k news ka kafi impact perta hai.isliye ager ham news per depend nh kren gy to ho sakta hai k hamri trades ka news ki wjha sy sl hit hota rhy.isliye hamin chye k ham news ko bhi lazmi seehken aor tak ham loss sy bach saken.
              • #8 Collapse

                Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                Gee haan forex mein news per depend kya ja sakta hai aur kerna bhi peray ga kyun kay hum nay forex sae income leni hai aur news time mein zayada income hoti hai aur news kay lye analysis ker kay trade lagain gay tou forex mein zayada kamyabian milain gi
                • #9 Collapse

                  Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                  Mere khyal main tou just news par depend Kar k trade open nai karni cahaiy balke humain wait karna chaiay aur market k proper analysis karne chaiay candles stick ko dekhna Chaiay us k bad hi ap ko new par ko trade open karni chaiay kiu k news time par trade karna kafi riski hota hay aur humain news par zada depend bhi nai karna chaiay zarori nai hota k humain Jo direction lag rahi hay news ki wohi ho some market trend k opposite bhi ho jati hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                    bilkul Hum news par depend Karke be trading kar sakte hain hamein chahiye ke Ham news par Nazar Ke Jab Bhi news Aaye To Hum use Dekhe aur uske hisab Se Hum Apna Faisla Karen bataya Hoga Ki Jab news Aaye To Hum is Waqt rethna lagayein Forex trading ke saath saath Koi Aur job bhi hone Chahe Yeh bahut hi jaruri hai Kyunki job job bhi Hoti Hai usme aap ko monthly fix amount mil Jati Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                      Forex mai aam toor per kafi bari tadad mai traders sirf fundamental ke base per b trading karty hain. fundamatenl ya news ke base per trading kara bilkul mumkin hai lakin ager traders chaty honk e woh news ke base per trading Karin tu phir inka economics ka knowledge bohot he acha hona zaroori hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                        bonus to aa hi Jayega Hame bonus Ka Intezar nahi karna chahiye balki Hame apna kaam karte rehna chahiye uska kuch pata nahin Kabhi Saath tarikh ko bonus aata hai aur Kabhi 8 ko Kabhi 12 Ko Aata Hai Par 12 Tak aa hi Jata Hai is wajah se iska Intezaar na Karen bol ke apne kaam ko Kari news par Nazar Rakhe news par Nazar Rakhna bahut hi jaruri hai aur Jis Din news are used in agar aap trade na Lagaye tu ja Jyada behter hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                          Gee haan forex mein news per depnd kya ja sakata hai aur news hi mein humain zayada profit hota hai lakin jub news humari trade kay gainst jati nai tou humara account hi wash ker deti hain iss lye humain news mein soch samajh ker aur analysis kay baad trade lagani chahyea
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agr ham Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamein news ka accha knowledge hai tu hamesha hi kya main news ke mutabik hi trading Karni chahi Agar Hame news ke baare mein achha knowledge hoga to hum achchi Tarah trading karke bahut accha profit Hasil kar sakte hain thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia news per depend kar ke trading ker sakty hai

                              Dear friend ap ki bat bilkul valuable hai forex trading men ham sab news ki ahmiyat ya importance ko to janty hi hain news per depend kar ke trading ker sakty ha news ko avoid nhi karna chye specially high impact wali news ko to bilkul bhi ignore nahi karna chahiye
                              Kuin key news ka gehra impact hota hai hamri trading pe esliye hame tamam type ki news se update rehna chye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X