*Try to Gold trading *

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G bikull trading main Gold ka mukhafif b bht acha hain mere khayal seh hamy siraf dosri curciyu main hi nai dilchaspi rakhni chahiye balky gold ko B dekhna chahiye iss seh hamare knowlge main b azafa hota hain k aaj gold ki keemat kya jarai hain or kaha takk jay gi wagera wagera
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      gold trading bhut achi trading he bhut sare log apni investment gold me he karte he aur ap ko is se bhut sa profit ho ga is ke lye zrori he ke invest karne ke lye ap ko experience chahye aur is ke lye zrori he ke ap gold market me thora thora kar ke invest kare
      • #33 Collapse

        Gold trading kernay may profit to buhat hai. but loss bhi isi tarah hota hai. agar aap gold ki trading kerna chatay hain. to aap ko big investment ki zarorat hoti hai.
        • #34 Collapse

          gold trading k liye ap k pass bht ziyada investment or experience hona lazmi hai or aik bar ap agr is mein ap ko loss aa gya tu dubara settel hona mushkil hai
          • #35 Collapse

            janab ap ne kaha to sahi he lekin ap ko aik baat hamesha apny zehen me rakhni chahiy e k ap ko gold me trading kerny k liye ap k pas kam se kam 300 dollar se upper ki amount honi chahiye qk agr ap ko isme loss ho bhi jato ap ko isem ziada pachtana na pary
            • #36 Collapse

              gold ki trading kerr keey ji haa bill kull aap iss seey mustafeed hoo sakteey hai forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
              • #37 Collapse

                very nice post i like it but i m new at here so i cant reply but know that your forum is best to learn
                • #38 Collapse

                  Brother Gold trading is a risky trading than currency trading, me tau kabbi be aap ko gold me trading krny ka mashwara nahy du ga, ku ke gold trading jo hoti hy wo bohout fast hoti hy, gold kissi aik country ke malkiat nahy hota es leye essy samjna muskal hota hy, so don't do gold trading.
                  • #39 Collapse

                    jnb gold ki saat se bacho main ne gold main 600usd real invest loss kia hoa hai es liye meri ap se requst hai ke ap gold se door rahin to acha hai please pelase
                    • #40 Collapse

                      janab gold k bary me wo he sochy jo kam az kam 1 sal se trading kar raha hai new trader sirf gold ki movement check kren janab ye mints me fast movement hotio hai jo aap ki soch se zayad hai aur loss k 90 percent chance hoty hain g avoid the gold all new traders
                      • #41 Collapse

                        dear brother gold tread karny say acha profit hasel hota hay jo ek acha business hay hum ko gold tread karny say kafi knowladge hasil hota hay our hum ko gold treading ko soch kar our expriens kay saat kara cahy
                        • #42 Collapse

                          gold trading b achi trading hai lekin is me kam karna thora mushkil kam hai is lye hum ko is ko sath sath he samjhna chahye aur yaha pay kam karna chahye k kesay is ko kya ja sake.
                          • #43 Collapse

                            Gold trading k liye boht bari investment chahiye hoti hay agar aap gold trading sekh jaen to aap ki incum achi ho sakti hay
                            • #44 Collapse

                              gold trading aik acha business ha agar hmaray pas money ki availibility ha tu haman gold trading bhi karni chaheye ya aik achi trading ha..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                maine beech me kuch time gold ki trading kari thi lekin usme loss zada hua tha..gold ke fundamemnatls itne zada strng hote hai ki wo technicals ko bahut zada support nahi karta...aur kayi bar fundamentals ka pata lagane se pehle hi market hath se nikal jata hai..isliye mujeh gold ka trade karna bahut mushkil lagta hai..............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X