Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ko jitna ho sakay easy karen ?
    Dear brothers forum pe kuch senior members mushkil thread kartay hen ya technical thread kartay hen jiss ki waja se juniors jin k pass knowledge kam hota hey woh thread ki reply nhi kar saktay iss liay seniors se request hey k woh easy thread karen ta k juniors ko bhi samaj aa jay aur phir woh reply post bhi kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

    G han Thread ko agar bahot zeyda difficult bana leya jaye to other members es par reply nahi karty aur agar hamary threads par reply kam hon gey to es ki waja se hamy bonus be kam mil sakta hay, threads ko esy banana chaye key asani ye read ho saky aur easy hony ki waja se zeyda members es par reply be kar saken.
    • #3 Collapse

      Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

      Kuch senior members aisy threads create krty hein jin mein technical knowledge share hota hai us mein tough wording use hoti hai jiski newbies ko bilkul samjh nahi ati kionkeh unk pas tu itna knowledge nahi hota isi liye woh aisy threads ko reply nai krty agr threads easy hongy tu sb k liye reply krna asan ho jayega.
      • #4 Collapse

        Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

        G bilkul threads hmesha asan alfaz mn honi chayay keun k agr ap moahkil threads kren gay to bahot km log reply kren gay aur agr threads asan hon gi to hr koe reply bhi kray ga aur thanks bhi ziada milen gay jis sa apko achha bonus bhi mil skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or ha hum ko chaheya ka hum easy or comfortable thread karnaa hoga to per hum ko lot of thanks or replay meltaa ha...........
          • #6 Collapse

            Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

            g han bhai jaan bht achi bat khi hy apny .hmein apny threads ko asan bnana chahiy .bhai jaan threads asan hony k sath sath informative hun .or threads mein sirf or sirf forex ko discuss kerna chahiy .iss sy hmein knowledge bhi milta hy or profit bhi .ager hmary threads asan hony k sath sath informative hngy to hmein thankss bhi ziada milin gy or bonus bhi acha mily ga or ho sakta hmein profit bhi ziada mily.
            • #7 Collapse

              Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha lekin Thread ko agar bahot zeyda difficult bana leya jaye to other members es par reply nahi karty aur agar hamary threads par reply kam hon gey to es ki waja se hamy bonus be kam mil sakta hay Kuch senior members aisy threads create krty hein jin mein technical knowledge share hota hai us mein tough wording use hoti hai jiski newbies ko bilkul samjh nahi ati kionkeh unk pas tu itna knowledge nahi hota isi liye woh aisy threads ko reply nai krty agr threads easy hongy tu sb k liye reply krna asan ho jayega.
              • #8 Collapse

                Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                Assalamu Alaikum dear brother main ap se mutafiq un ap ne bahut ache bat ke hae forex main kuch members hote hain jo bahut he mushkil threads karte hain to un par unhen na koi reply milta hae or na he thanks to is liye un members ko cahiye ke wo forex main ache asan threading karen take acha response mile
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                  chayay keun k agr ap moahkil threads kren gay to bahot km log reply kren gay aur agr threads asan hon gi to hr koe reply bhi kray ga aur thanks bhi ziada milen gay jis sa apko achha bonus bhi mil mutafiq un ap ne bahut ache bat ke hae forex main kuch members hote hain jo bahut he mushkil threads karte hain to un par unhen na koi reply milta hae or na he thanks to is liye un members ko cahiye ke wo forex main ache asan threading karen take acha response mile
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                    g han dear memebr apn saeh kaha h k form mein jitna ho ske hamei9n asan thred krne chahye ta k is se jo new memebr h wo pareshan na ho kuin k nae memebr klye msla hota h k wo kaese samjo isko k thred krne wala kya poch raha h is k bad jwb dene mein asani ho ske
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                      G han bhai ye urdu forum ha our es pa jo bi thread post kary vo asaan urdu ma kary ta k parny waly us ko samj bi saky our us ka jawab bi dy saky agar thread english ma hoga to buhut sa logo ko samj nahi ayega es leye humain asaan urdu thread post karna chaheye ta k easily samj ma asaky thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                        G brother aap ke baath sahee hay forex forum ek asa plateform hay jis par agar business k related he threads create Kia karay tho is say junior members Jo buhut faida mil sakhtha hay our is say trading buhut say logo k liay asaan be ho sakhthi hay is liay hamay apne trading ka asaan banana chahiay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                          Je haan humay chahiye jo thread banaiye easy ho takay newbies ko asani sey samajh ajay aur effective aur interested topic hona chaiye takay sab ko faida ho acha knowledge unko jay so koshish karain hamesha proper sey threads karain jiss mei acha topic ho achi information share ki jay.
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                            G Han bilkul ap ki bat theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum Pak forum par threads creat karte Hain un main humain easy wording use karni chaiay take ane wale new members ko usay samjhne main asani ho sake aur wo easly us ka replay bhi Kar sake kiu k mushkil threads ko samjhna new members k lit Thora mushkil hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread ko jitna ho sakay easy karen ?

                              bilkul sir thread jitna ho sakta hai easy aur uska title ahsan hona chahiye jisse members ko samajh aa jaao aur usme Koi mistake nahi honi chahiye kyunki jitni members ko samajh jayegi members uttara hi accha upar answer denge aur aap ko accha appreciate milega aur thanks bhi milenge koshish karon informative or experience wale

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X