Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Farahdar پيغام ديکھيے
    aapne bilkul sahi kaha hai ki Kamyab trader kabhi bhi Himmat Nahi Aate aur Hamein bhi Himmat nahi Harni chahiye agar humne nuksan Ho Jaaye to Ambattur hosle Ke Saath Mein Na chahi business Mein To Aisa Hota Hi Rehta Hai Kabhi profit Ho Gaya Tu Kabhi nuksaan Ho Kya is wajah se Himmat Aur hosle Ke Sath Apna Kaam Karen aur apne kaam Ko Dil Bardaasht are hokar ok Nahin bol ke apne kaam ko control Mein Rakhe Apne kaam ko kar dene Rakhna hai aapke liye achha hoga
    G ha ap ny Tk bt ki ha ky jis ny be km ktna ho na wo kbi be himt ko khtm ni hony daya apni ager loss ho raha ha to wo pher be mahnt kraty ha or kmyb ho na jary tb Tk try krty ha ky hm km acha kray ts ky acha profile Milay or earning krty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

      SIR aap ne bilkul durt baat ki he hamesha hardworking karne wala hi success ki taraf barh jata he or jo mehnat nahi karta wo sirf apna time hi waste karta rehta he hamen bhi forex trading me mehnat or lagan se kaam karna chahiye or kabhi bhi loss ko dekh ker peeche nahi hatna chahiye tab hi hum log bhi ache trader ban ker loss ka muqabila kar sakte he.
      • #18 Collapse

        Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

        Forex profit aur loss ka game ha is me loss bhi bohat martaba hota ha aur loss ka samna karne liye AP ke pas himat hony chahiye agar ap ke pas himat nahi to ap loss ka samna nahi kar Pao ge aik kamiyab trader ki nishaani ha ke wo loss ho Jane par mehnat karna nahi chorta wo himat se kaam leta ha aur success hasil karne ki kushish karta rahta ha
        • #19 Collapse

          Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

          g han ek kamyab trader kabi bi himet nhi harta forex ma kamyab hone ke liye trader ko himet se kaam lena chahye agr loss ho bi jai to himet se kaam len or sabr keren kyun ke himet harne se kuch nhi milta bulke nuksan hi hota ha is liye acha trader banne ke liye humesha mushkil ma sabr se kaam len himet na haaren phir hi ap ek kamyab trader bun sakte hen
          • #20 Collapse

            Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

            Ji haan sir aap ki baat bilkul right hai Pakistan Forex mein ward member kabhi bhi Himmat Nahin Aata Jo kamyabi ke liye Jyada Se Jyada banat karta hai reply knowledge or experience Ko badhata rahata Hai Kyunki underoos trade mayloz bhi ho raha hai to use recover karne ke liye aur Jyada analyses karta hai aur Apna experience ko daily basic for improved Karta rehta hai
            • #21 Collapse

              Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Graham Pakistan Forex Mein Kamyab trader Banna chahte hain aur hum Kamyab trader Hain To Hum Kabhi Bhi laalach Nahin Karte Hamein Jitna Bhi profit Mil Jata Hai Hum Apna trade close kar dete Hain Agar Hum lalach Karenge to Hamein profit to kabhi nahi milega Hamara account bhi wash hoyega thanks
              • #22 Collapse

                Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                Dear friend kesi bhi Field men hamesha kamyabi ki zamanat himat or honsaly sy kam karna hai ham men itni himat ur hosla huna chye ta key ham loss ka samna kar sakengy koshish kren key ap Jaldi himmat na haren loss ko recover Karny ki koshish karen.Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae
                • #23 Collapse

                  Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                  g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor forex main hamein apni mihnat ko continue rakhna chahiye jis ki madad se forex main hum kamyab ho sakte han is liye forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye our is main us waqt mehnat karte rahen jab tak ap kamyab nahi ho jate hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                    G haan bhi jaan bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko profit hoge or ha ager hum ko kuch earning or learning karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                      kamyab tradr r kbhi bhi is my hmemata naia k harata h jo kamayab hot ahyy who apani mhnata bhot zea dakrta hy our sahia aaani mhnata k staah apanaa k ma rta hya gr ham kamayab hona chaty h yto hamay si my bhot zea dpanaai hamaay paractsis k staah haamay kaam krna chia ouur hamays shai apni hmaay is my lenring krni chaiya
                      • #26 Collapse

                        Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                        Good After noon Friends ;;;
                        Kamyab Trader kabhi himat nahi harta hain is aom mehnat karna chahye traders k liye itne jaldi successful ho jana bahot hi mushkil kaam hai q k forex koi itna bhi easy buisness nhi hai jiss se ham kch hi dinno men better earnings le len ge Forex se earnings k liye hamen kafi mehnat krni parti hai jab ham achi tarah se mehnat kr lete hain then hi ham kamyab ho pate hain Isliye biggening men hamen mehnat krna zaruri hoti hai tjen ti hamen kamyabi mill pati hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear members kese hain ap tamam forex members forex main adhe se zayada members ko profit se zayada loss hota hae to un main se kuch members hote hain to himmat se kam lete hain or apne loss ko recover kar he agy trading karte hain laki kuch hote hain jo emotional ho jate hain loss par or forex ko chor dete hain wo kabhe kamyab bhe nhe ho sakte hain
                          Yes sir loss to hr business me hota hai or jab forex jesy riskiest business ki bat ki jaey to is me loss ko cover and control krna or b mehnat wala kam hai. lekin jin traders me confidence or patience hota hai wo boht jald apne loss ko cover kr lety hen. Is lye hamen himmat or courage k sath trading krni chaye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X