Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae
    Assalamu Alaikum dear members kese hain ap tamam forex members forex main adhe se zayada members ko profit se zayada loss hota hae to un main se kuch members hote hain to himmat se kam lete hain or apne loss ko recover kar he agy trading karte hain laki kuch hote hain jo emotional ho jate hain loss par or forex ko chor dete hain wo kabhe kamyab bhe nhe ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

    Kamyab trader Kia ap kamyab trader ban chuky hain ya phir abhi ap learning process main hain Mery khyal main tou ap kamyab trader ban chuky hain jo apki kamyab trader ki sari qualities ka acha knowledge hai ky apki maximum threads bhi kamyab trader ky liay creat ho rehi hain tou meherbani ker ky kuch forex trading knowledge bhi share kia kerain please
    • #3 Collapse

      Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

      bohat acha sawal ha ager hum ko ak successful trader banna ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karnaa start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or ha hum ko himmat kabhi bee nhi harni chaheya q ka ager hum himmat haar taa ha to per hum ko loss he hoga.............
      • #4 Collapse

        Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

        thik hai ki, brother kabhi bhi apna Himmat nahin aata hai isliye hamein chahiye kya main isme Apna Himmat na Hare Hare se aane Karke apne ghar ke kharch pure current ghar mein nahi karenge to hum koi bhi pure kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

          g han bhai jaan bht achi bat ki hy keh kamiyab treders kbi himmat ni harta hy .belkeh wo mehnat our lagan k sath work krta hy .g bhai kamiyab treders apny loss or mistake sy learn krta hy or sath sath unko recover bhi kerta hy .wo patience sy kaam leta hy or julbazi bhi ni kerta hy .yhi wjaa hy k wo bht jull kamiyab ho jata hy or acha profit bhi hasil krta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

            Ye bat to clear hai k shuru men sab ko loss he hota hai Q k market ka knowledge aur experience nahin hota. Jo log ilus loss ko bardasht kar jatay hain aur experience k bad dobara se trade start kartay hain wo kamyab ho jatay hain lekin jo log loss ko dil per lay jatay hain aur trade chor detay hain lazmi bat hai k wo kamyab nahin ho saktay.
            • #7 Collapse

              Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne agar forex main agar ap ne kamyabi hasil karni hai to is k liye kabhi bhi himmat nahi harni chahiye our aik kamyasb trader loss k bad bhi himmat our mehnat k sath work karta hai our is tarah forex main woh kamyabi hasil kar leta hai
              • #8 Collapse

                Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                Kamyab radhika experiencebahut jyada hota hai isliye woh experience ke sath himmat nahi aate aur unke paas capital bhi achha hota hai jisse hua trading karte rehte hain aur mehnat karte hain jisse wo kamyab ho jate Hain Pakistan forex from par kaam karne se aur mehnat karne se bahut accha bonus milta Hai lekin trading ke liye mehnat karna hogi aur Pakistan forex form ko time Dena hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                  aslam o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me apny dosto ko ye batna chahta kay pak forex trading me jo kamyab trader hoty ha wo khbi bhi himat nhi ha harty q kay kmyab tradr ko pata hota ha kay is business ka boht faida hota ha is ley kamyab trader is business me mehnat say kam karty ha himat nhi harty me ap ko bhi ye hi kho ga kay mehnat say kam karna chahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                    g han bhai jan aap ki baat biolkul thk hai joo kamyab trader hote hain wo kabhi himmat nahi harte hain joo hommat har jate hain wo kabhi kamyab nahi hote hain himmat karne chaye ager loss ho jae to ager ham himmatse kam karen ge to ham apne los ko cover ker sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                      Hamare Paas Jitna Bhi experience Ho Par Hamein rules ko follow karna padta hai rules isiliye Banaye Jate Hain Ki unko follow kiya jaye sirf dekhne ke liye nahi Banai Jati aur jo rules ko follow nahi karega Chahe Woh junior ho ya senior uska account Band Ho Jayega is wajah se rules ko follow Kare rules ko follow karna bahut hi Jaruri Hota Hai Joe expert trader hyva rules ko zaroor follow karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                        kamyabi hasil karne k liye sabar rakhna hota hai so agar ap k andar sabar hai to ap tub hi kamyabi hasil kar sakte hain so ap ko chahiye k ap himat se kam kiya kare or kabi bi himat ko loose mat kare ku k kisi bi kam me successful hone k liye ap ko himat se kam karna parta hai so ap ko chahiye k ap apne andar himat k sath sath sabar bi peda kare ta k ap ki himat barkarar rahe or ap successful ho sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                          kma kehty h us ko hy jo apani hemata sy apana kama krta hy kbhi bhi apani hemat anai harta hy ou rasahi apani hemata ks atah hi aagy rehtaa hy our apana kama krtaa rehata hy jo kamayab hoat hy s us ko is kam my bhot zea dafaid ahota ay who simy sahi kamayab isis liya hoata hy k us ko is my kafi zeada mhnat krny sy bhot lern ho jata hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                            aapne bilkul sahi kaha hai ki Kamyab trader kabhi bhi Himmat Nahi Aate aur Hamein bhi Himmat nahi Harni chahiye agar humne nuksan Ho Jaaye to Ambattur hosle Ke Saath Mein Na chahi business Mein To Aisa Hota Hi Rehta Hai Kabhi profit Ho Gaya Tu Kabhi nuksaan Ho Kya is wajah se Himmat Aur hosle Ke Sath Apna Kaam Karen aur apne kaam Ko Dil Bardaasht are hokar ok Nahin bol ke apne kaam ko control Mein Rakhe Apne kaam ko kar dene Rakhna hai aapke liye achha hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kmayab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                              hain ya phir abhi ap learning process main hain Mery khyal main tou ap kamyab trader ban chuky hain jo apki kamyab trader ki sari qualities ka acha knowledge hai ky apki maximum threads bhi kamyab trader ky liay creat ho rehi hain tou meherbani ker ky kuch forex trading knowledge trader banna ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karnaa start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or ha hum ko himmat kabhi bee nhi harni chaheya q ka ager hum himmat haar taa ha to per treders kbi himmat ni harta hy belkeh wo mehnat our lagan k sath work krta hy g bhai kamiyab treders apny loss or mistake sy learn krta hy or sath sath unko recover bhi kerta hy wo patience sy kaam leta hy or julbazi bhi ni kerta hy yhi wjaa hy k wo bht jull kamiyab ho jata hy or acha profit
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X