Open trade ko zyada importance deni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Open trade ko zyada importance deni chahiay
    Jab ham kisi pair main trade open kerty hain tou hamara Sara focus usi trade per hona chahiay ky hamain agar loss hona shoru ho gia hai tou ham usko control ker sakain warna account wash kerny ky liay aik hi trade kafi hoti hai agar ham running loss ko control nehi kerty tou
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

    open trade ko zeyada imporace is leye dene cahye ke wo ap ke profit loss ka taayun karta he or wahe se hamre trading ka safar jare reh sakta he
    • #3 Collapse

      Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

      opentrade ko jyada important de sakte hain lekin jisko baar baar dekhne se tension hoti hai khel gane ke bad stop loss take profit laga de aur bar bar ise dekhe mat Pakistan forex form mein last date chal rahe hain mahine ke sath quality wali post carrot RK bonus achha Mile aur acchi trading ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke trading ke Waqt Hamein chahi ke Ham is main lalach Na Karen aur trading ke Waqt Hamein gold par Jab Hum trading Karte Hain To hamein chahiye ki hum isme achi Tarah market ko dekh kar aur achi Tarah Samajh Kar FIR trading Karen Agar Hum isme achi Tarah Soch Samajh Kar trading Karenge to Fir Hum isme bahut jyada profit Kama sakte hain aur is main Kamyab bhi ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

          G han dear humain hamesha open trade ko zayda importent daini chaye kiyu kay aik open trade he humra current trade hota hai tu kosesh karain kay es pay zayda se zayda twajo daye kar es pay kamyabi hasil karain
          • #6 Collapse

            Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

            Gee ap ki baat theak hai k jo hmri open trade hai tou es ko zada important dena chahey. Jo open trade ho humri koshish hona chahey k hum es open rade sey big profit earn krey. Ya es waqat ho gy jab hum ney apni strong strategy ki madad sey trade open ki ho gy.
            • #7 Collapse

              Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karni start kardaa or hum ko us trade pa zeyadaa interest lanaa hoga jis ko hum naa open keyaa hotaa ha q ka jis ko hum na open keyaa hotaa ha wo trade hum ko bohat profit or loss da saktaa ha..............
              • #8 Collapse

                Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                g han dear bro forex main hum taqreeban aik time main 5 trades to open kar ke rakgte he hain magar hamen cahiye ke hum open trades ko zayada importance den q ke yeh bahut he importanat hain or inhe trades ne hamen ache earning dene hae
                • #9 Collapse

                  Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                  Trade laganai say pehlai hamai sahe tariqay say market ko analyse karna chaye analysis ke bad he hamai trade open karna chaye aur jab ham enter ho Jaye to hamai us trade ko sahe tariqay say manage karna chaye agar trade management sahe ho to behtar profit kamaya ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                    G aapne bilkul sahi kaha hai ki importants trade ko Hamein Jyada Hamesha deni chahiye opentrade achi Hoti Hai hamein chahiye ke hum Jab Bhi market key movement ko fast Deccan to Hamein Usi Waqt rate Lagan chahi Yahi waqt hai Hamare liye track lagane ka tabhi Hum is business Mein Kamyab Ho Payenge is wajah se hamein chahiye ke hum Soch Samajh Ke Apna Har EK Kaam Karen aur is business Mein Kamyab hone ki koshish Kari mehnat Karke Hum Apna Kaam karen to tabhi Hum Kamyab Ho Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                      G han main apki baat say agree karta hun apko chiye ky open trade ko ziyada important deni chiye kyun kay ager ap ki trade open ho to apko chiye kay use pehli fursit main check karyn kyun kay trade main kuch nahi pta chalta kay market kab oper ya nechy chali jiye so trade ko lazmi dekhna perta hai so apko chiye kay open trade ko lazmi dekhyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                        Trust nahi Lete Hain Aise logon ko chahiye kya hua interest le kar kaam Karenge to in name Forex main kaam karne ka maja aayega acche wale confidence level may increase hoyega Hua acche se management Karenge Forex samayal Nahin Deti Hai Tu Kyu na Mr investment karte rehna chahiye kaam karte rehna chahiye Hamari family surprise system for expand gaya hai aajkal Pak Forex par kam karne ke Boss advantages Hai Hamein
                        • #13 Collapse

                          Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                          forex aik legal busines hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai trade open kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Open trade ko zyada importance deni chahiay

                            G han bhai aap ne bilkul durst bat ki he hamen trade open karne k baad apna focus ussi trade per kerna chahiye ta k us trade se achi maloomat mil sake or apni trade ko market ko follow karte huwe chalne de.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X