Open trade main running loss ko control kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Open trade main running loss ko control kerna
    Jab hamain open trade main loss hona shoru ho jata hai aur loss increase bhi hota rehta hai tou hamain aesy time per apki hi trade ky against bhi aik trade open ker ky support ya resistance tak continue rakhni chahiay ky aik main loss hota tou dusri main profit zarur hoga jis sy hamari loss control Ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Open trade main running loss ko control kerna

    dear friend balance he kam ho or trade na lag rahe ho to huame pher kia karna cahye
    • #3 Collapse

      Re: Open trade main running loss ko control kerna

      dear brother apki bat bilkul theak ha agr ap runnig loss ko control mn rakhna chahtay hn to jb apko lgay k trade ziada loss mn ja skti ha to uskay against bhi trade open kr den to profit to naen ho ga lekin loss bhi control mn rhay ga
      • #4 Collapse

        Re: Open trade main running loss ko control kerna

        Yes brother agr trade mein running loss ko control krna hai tu us trade k opposite aik trade open kr deni chahiye is tarah aik taraf loss aur aik taraf profit hoga aur loss ko asani k sath control kia ja sakta hai lekin loss k waqt mind fresh ho tah k us waqt right decision liya ja saky.
        • #5 Collapse

          Re: Open trade main running loss ko control kerna

          G der ye bhut zayda zaroori kam hai kay jub aik trade ko open kiya jata hai tu is mai jo loss hota hai us ko control karna bhut zayda zaroori hota hai kiyu kay ager wo control ni hota hai tu bhut masail ka sabab ban jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Open trade main running loss ko control kerna

            forex mai hum kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai hum trade laga kar hum acha bonus earn kar sakty hain agar hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Open trade main running loss ko control kerna

              forex main hamy har rules ko follow kar ky kam karna chehay hamy trade per trade lagany sy bachna chehay hamy aik time main aik he trade lagana chehay per he hum loss sy bach sakty hain hamy forex main knowledge or experience ky sat kam karna chehay per he hum kamyab trader ban kar market main run kar sakty hain yai aik bara business hain
              • #8 Collapse

                Re: Open trade main running loss ko control kerna

                Sabse pahle tu yeh ke Hamein Jyada risk Lena Hi Nahi chaey lot size Hamesha Chhota use karna chahie FIR Agar Ek trade Mai loss hota hai aur wo aahista aahista increase Hota rehta hai Tu Hamein trade stop kar dena chahiye Ya shoro se loss management aur profit management Karke trade open Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Open trade main running loss ko control kerna

                  trade palce karny ky liye hamy experience ko acha karna hain hamy market mai har aik techinc ko samj kar kam karna hain pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Open trade main running loss ko control kerna

                    Dear ap ki bat thk ha laikn es mein risk bht ziada berh jata ha for example jb aik trade k double dosri trade lagai ge tu ap ko dosri trade k bhi double trade laganI perhy ge aur es trha ap ka risk berhta jaye ga es liye risk daikh k es trha ki trading krean es se ap ka poora account choty se profit k liye risk pe hota ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Open trade main running loss ko control kerna

                      jab ap trade lagate hain to ap ko loss hona shuro ho jai to ap use controle nhi kar sakte ap ko sirf wait karna hota hai agar ap trade se pehly koi trade lagate hain to us waqt ap loss se bachne k ya ise controle karne ki planning kar sakte hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X