*How much time Forex need to make someone out of fear?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *How much time Forex need to make someone out of fear?*
    All of us in Forex trading as a newcomer is in fear. We fear to get a position if it make a lose. We fear to close a position if it be come more profitable. So, Please tell me, how can we over come this fear?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes initially we are frightened when start real trading but gradually we overcome it by being a little indifferent of the trading results.
    • #3 Collapse

      gee bhai hemin apne trading mein time to boht dena hota he aur hmein apne trading mein learn krne ko time dena he aur apne trading mein profit hasil krna he to apne trading mein bhtr kam krein aur apne trading mein experience ho
       
      • #4 Collapse

        g bhai forex trading mien ap tb tk iski ractcie akrte rahen aur tb tk seekhte rahen ke jb tk ap is mien kamiyab nahi hojaate is mein ap mehnat karte rahen.
        • #5 Collapse

          Jab bhe friend app forex main little profit ko accept karo gay to pher app fear say bahir nikal ao gay our confidence build ho ga...
          • #6 Collapse

            Yeh to traders pr depend karta hy keh woh forex ko kitna time dey rahay hain aur is ko seekhney main kitney sajeeda hain. Agar aap serious ho kr forex ko learn krain gey aur demo account main is ki practice krain gey to aap buhat jald loss key fear ko khatam kr lain gey aur aap ki trading perfect ho jaye gi.
            • #7 Collapse

              gee bhai hmein apne trading mein fear se dor rhna he aur hm ko apne trading mein shaih position ka pta ho aur hm apne trading mein experience se kam krein aur apne trading mein fear se bach kr krein aur apne trading tasle se krein hmein apne trading se boht profit mile ga
                 
              • #8 Collapse

                Agar aap trading key doran loss ka fear feel kartey hain to yeh buhat dangerous hy aur is sey aap learning key bawajood loss utha saktey hain. Aap ko is fear sey bahir nikalna hy aur is key leye demo account main practice krni hy aur apney confidence ko increase krna hy. Us waqt tak practice krain jab tak aap ka fear khatam nahi ho jata.
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading mein professional trading ke lie time to lgta he aur hm apne trading mein mhnt krein aur apne trading ke business ko ache trah se smjhein aur apne trading mein fear ka istemal na krein phr hmein apne trading profit dete he
                   
                  • #10 Collapse

                    hamain apna time fix kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is main sab log trade kar k sucess ho sakty hain aur hard work karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      ager forex man ap khud ku fear lss banana cahty han tu ap ku atleast one year ka time eriod zarurat pery ga ic k sath sath learning bhi kerty rehyn or earning bhi or withdraw bhi kerty rehyn
                      • #12 Collapse

                        hmein apne trading mein learn krne ko time dena he aur apne trading mein profit hasil krna he to apne trading mein bhtr kam krein aur apne trading mein experience ho
                        • #13 Collapse

                          New members ko fear to rehta hai k kahen unka account wash na ho jaey is fear se nikalne ka behtreen hal ye hai k ham trading knowledge hasil kren ziada se ziada aur trading me jald bazi na kren jab tak mukamal experience hasil na ho jaey.
                          • #14 Collapse

                            Forex pey fear overcome karney k liye kitna time chahiye is ka koi nahi bata sakta. ye user pey depend karta hai k wo kitna hard work aur determination k sath trading learn karta hai aur demo ko use kar k apna experience banata hai q k fear ko experience k sath hi overcome kiya ja sakta hai aur forex pey profit ki base bhi experience hi hai jo kafi time k baad milta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My dear friend aap nay teak kaha hai kay forex trading main forex kam ko sekhnay kay laiy aik time chahaiy hota hai us main aap es kam ko easy say sekh sakty ho aur agr aap ko learning ke zarorat ho too demo say mazeed practical krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X