trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain
    members apko is bat ko manna chye ky trading ma success ky leay technical tools zeyada ahmeyat rqkhty hain tools ko use krna sekhen aor market ma in ko istemal kren practice kren
    demo account ma mt4 ky sary technical tools ko use kren aor inko reql account ma apply kren in ki bases py trade len management kren ro inki finding ky hisab sy kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

    Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty Hain too aap trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain kun ky in ky isstamail bahoot ahmeyat rakhta hay.
    • #3 Collapse

      Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

      Off course my trading partner forex maen mt4 and meta trader 5 k tools kafe importance rakhty haen our Jo bhe apny app ko forex trader khety haei un ko un Saab tools ka use Ana chahy pher he app achy say chart reading ker sago gay our us k oper app to acha bonus milay ga hard work forex main key of success Hy Jo bhe member kerta Hy us ko kamyaabi milte hy
      • #4 Collapse

        Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

        Forex market ki maximum movement technical hoti hai ky market long time ky liay wait support aur resistance ky darmian hi move kerti rehti hai tou hamain isi ko follow kerty huey apni trade continue kerni chahiay ky jab market support ya resistance per hi tou reverse order main trade hamain acha profit deti hai
        • #5 Collapse

          Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

          G han dear aisa he hamesha technical tools kafi important rakhtaye hain ager humain aik acha bonus hasil karna hai kiyu kay sarye trading mujhye lagta hai kay usi pay hoti hai na es waja se es kay barye mai humain readout zaroor karna chaye
          • #6 Collapse

            Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum Jab Bhi trading karne ke liye Aate Hain To hamein chahiye ki hum itne bahut Khayal Se trading Karen Kyunki Agar Hum is main jaldbazi Karenge aur jaldbazi mein trading Karenge to Fir Hamen loss Kyon Ki gold ki bahut jyada moment hai hamara account wash bhi kar sakte hain isliye Hami ki en Chahiyei ke as main acchi Tarah Se Soch Samajh Kar kaam Karen ...
            • #7 Collapse

              Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

              Gee ap ki baat theak hai. Es business mai mechanical tools ki bohat important hai. Jo trader forex market mai techanical analysis aur tools ko apply krta hai tou wo market mai successful bhe hota hai. Es ki earning he zada hoti hai. Es business mai earning technical sey he earn ki jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

                G han brother ap nay bilkul thek kaha hay, forex trading k tools hamari trading ko asan banatay hain aur hamain loss say bach kar market main survive karnay main help kartay hain esleay trading karnay k leay hamain en tools ko use karna sekhna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

                  Technical tool ka trading mai use karna bohot important hai. forex trading karnay waly ziada tar log trading kay analaysi ke lie technical analysis ke base per he trading kay faisaly karty hain. ager technail tool use na Karin tu phir forex trading mai achy faislay karna b kafi mushkil sabit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

                    hamy kamyab hony waly tools ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara busines hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

                      forex aik unique business hain hum is mai apne marzesy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy tecnical analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be km kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ky leay technical tools zeyada ahmeyat rakhty hain

                        G haan dost aapki baat se agree kerta ho aaj kal ziada tar technical tools ko use kia jata he is liye hamen forex trading me techniques ko use kar k achi trading ker sakte he trading me bhi kuch technical tools hote he jinko ba asani use kia ja sakta he.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X