Continues learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continues learning
    Forex business me kamyab key ley agar continues learning ki koshish ki jaye to ye key of success ban sakta hay, hamari learning power hamy es business me successful bana sakta hay, har trader ki koshish ye honi chaye key wo learning ko stop na kary aur continue learning hi kary es base par traders ko asani se kamyabi mil sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continues learning

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha or hum ko apna earning continue raknee ha to per hum ko chaheya ka hum daily basic pa forex learning ko time danaa start kardaa q ka ager hum es taraa kartaa ha to per hum kobohat achi earning be hotee ha or hum ko achaa experience be hotaa ha..........
    • #3 Collapse

      Re: Continues learning

      Dear members of forum assalam o alaikum kase han ap sab dosto sir ne boht achi bat ki ha k forex trading mn ap kabi b learning ko stop na krin aksar dost forex k motalq thora sa knowledge hasil krte han kuch time demo pe kam krte han aur samjte han k ham to master ho gay han ni dosto ap beshak trading achi kr rahe hon lekin forex mn ap ko har roz kuch new mille ga seekhne ko so apni learning ko continues rakhin
      • #4 Collapse

        Re: Continues learning

        G Han dear forex member humen apni learning ko hmesha continue he rakhna chaheye ta ky hum apni trading men ache kamyabi hasil kr saken kyun KY forex men kamyabi ache knowledge par he depend krti Hai jitna strong knowledge ho GA utni he ache kamyabi hasil ki ja sake ge is liye new members ko bhi chaheye KY pehle apni learning ko strong bnaen.
        • #5 Collapse

          Re: Continues learning

          G haan dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur bhot he difficult tarha ka bussniss hay iss bussniss ko samjna k laya bhot zayada learning ki zarrort hoti hay iss k bagher instaforex trading main success karna bhot mushkal hay aap ko phalay din sa learning karna parti hay aur success hasil karna k bad be learning jari rahti hay
          • #6 Collapse

            Re: Continues learning

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein apne work k sath apni learning ko bhi increase karna chahiye jis se forex main hum achi earning hasil kar sakte han our forex main agar ap ne jald hi kamyabi hasil karni hai to is k liye jitna ho sake apne experience our knowledge ko increase karen
            • #7 Collapse

              Re: Continues learning

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex business me kamyab key ley agar continues learning ki koshish ki jaye to ye key of success ban sakta hay, hamari learning power hamy es business me successful bana sakta hay, har trader ki koshish ye honi chaye key wo learning ko stop na kary aur continue learning hi kary es base par traders ko asani se kamyabi mil sakti hay.
              G dear agr ap zda se zda learn krn gy to bht zda profit ay ga as ly forex k k trader ko chahy k wo zda se learn krn or zda se zda profit hasil krn
              • #8 Collapse

                Re: Continues learning

                Jab ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai aor ap ais market mai profit bana rahy hoty hai to ap ko chaye k ap ais mai sath learning karty rahy ye na kary k ais mai learning stop kar dey aor ais market mai loss start kar dey ais liay agar ap ne ais market mai kamyb hona hai to ais mai learning karty rahy aor jo new cheazy sekh rahy ho aun ko market mai dekhty rahy ta k pata chalta rahy k market mai kai new cheaz aa gai hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Continues learning

                  Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum learning ko continue rakhain kiun k jitni achi learning ho gi earning bhi utni he achi ho gi lehaza hamain chahiye k hum hamaisha learning to continue rakhain tbhi hum kaamyaab ho saktay Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Continues learning

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai forex say ager kuch seekhna hay to is ko pehlay study kerna boht zaori hay aur ager is say earning kerni hay tu trader ko forex trading seekhni zarori hay. que kay forex ko seekhnay kay baghair kabi bhi lagatar earning nahi ki ja sakti. kabi kabi to ho sakta hay kay by chance kuch trade profit main chali jaen lakin lagatar earning kay liye forex ko seekhna perta hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X