Issues Errors In Pak FOrum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Issues Errors In Pak FOrum
    Asslam o alekum all kaafi din se mein problem face kar raha hun kindly koi bata sakta hai ke kia ye sirf mere pas issue hai aap logo ko pas bhi aarha hai jab bhi pakistan forex forum ki site open karta hun to site is not accessible or site unavailable ka error show karta hai jis ki waja se working mein bohat masal aarha hai and site kaafi load leti hai ab internet speed achi hone ki bawaajod bhi page bohat time leta hai load karne mein koi solution kisi ko pata ho to mujhe guide karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Issues Errors In Pak FOrum

    G han Forum page me bahot se esy problem members face kar rahy hey jes ko ham error be keh sakty hey magar umeed hay key time key sath ye error aur problems khatam ho jaye gi, agar forum page me work ho raha ho per to ye error a sakty hey aur ye khatam be ho jaty hey ye problem members ko ye problem every time face nahi karna pardy ga.
    • #3 Collapse

      Re: Issues Errors In Pak FOrum

      Yeah error Sab ke sath aa raha hai uski vajah Mere Khayal Mein Ya Hai Ki Jab ham month ke end mein posting Karte Hain Tu Jyada tar log apni Kami Puri karne ke liye form par Jyada time Dete Hain Jis ki vajah se website par burden jyada ho jata hai aur website Is Tarah ka error dene Lagti Hai. Is Se Pareshan hone ki jarurat Nahin Ja routine matter hai.
      • #4 Collapse

        Re: Issues Errors In Pak FOrum

        G dear bilkul kuch time aisa hota hai aur hona bhi chaye us ki waja ye hai kay aik server ko bhut say logo nay aik sath he open kiya hota hai tu us mai masail tu ataye hain na usaye bar bar updated jo karna parta hai na
        • #5 Collapse

          Re: Issues Errors In Pak FOrum

          forex forum mai kam karna asan hain forum mai kam karn asna hain forum mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex koo hum apna life time career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Issues Errors In Pak FOrum

            Forum page me bahot se esy problem members face kar rahy hey jes ko ham error be keh sakty hey magar umeed hay key time key sath ye error aur problems khatam ho jaye gi, agar forum page me work ho raha ho per to ye error a sakty hey aur ye khatam be ho jaty hey ye problem members ko ye problem every time face nahi karna pardy ga
            • #7 Collapse

              Re: Issues Errors In Pak FOrum

              Ji Bhai jaan yeh baat toh main bhi not kiya hai ma post karta hoon ja 10 12 badnam post karta hoon to uske badbade karne jata hai aur ab Tak nahi jata jab Tak main 10 15 minute bath red open Yahoo account open Na Karo jyada hone ki vajah se jagat janani hone ki vajah se side busy ho jati hai
              • #8 Collapse

                Re: Issues Errors In Pak FOrum

                forex mai kam karty howe jab limit pure ho jate hain to error aa jata hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Issues Errors In Pak FOrum

                  forex aik wasee business hain ham is main aik din main 50 posts or 4 threads reply karty hain is sy zada kary gy error aajta hain ham forum par trading karty hain or ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky out off cost account bana sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Issues Errors In Pak FOrum

                    meray saath abhi tak aisa problem nahi hua hai. Mebers ko agar aisa koi problem ata hai to unhain apnay browser change ya update kerna chaiye. Kiyu kay agar website pay load hoto 504 gateway error show hota hai. iss kay elawa agar koi bhi masla hoto wo apnay system ki wajah say ata hai. Apna brwoser tabdil ya update karain or masla khatam ho jaey ga.ye kisi kisam ki pareshani waali baat nahi hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Issues Errors In Pak FOrum

                      1440 mints wala erorr ata hain jab hamare posts ke limit pure ho jate hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum iss mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be baana sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X