Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai
    Dear friends forex trading mein stop loss boht zaruri hai es kay boht faiday hain jab bhi ap kisi pair mein trade pe stop loss lagatay hain to apko sirf utna loss ho ga jitna ap ne stop loss Kiya Hua ho ga us se ziada apko loss nahi ho ga or es ka faida yeh bhi hai kay ap wo loss easily recover bhi Kar Saktay hain or us kay bad acha profit bhi hasil Kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

    G han dosto bhi ki bat bilkul theek ha k forex trading mn ap ko kabi b ye confirm ni hota k ap jo trade kr rahe han ye 100% ap ko profit he day gi balke ho sakta ha k market ap k against move krne lag Jay to asi surat mn loss ko aik limit tak rakhne kelie stop loss lagaya jata ha tak asa na ho k ap ka nuqsan boht zada ho Jay ya account he wash ho Jay is lie stop loss hamesha ap ko bare nuqsan se bach leta ha
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

      Good after noon friends...
      jab stop loss or take profit lagy hoty hien tu hum as mein aa ker tension free ho jaty hien q k as say hum ko fikr nahi hoti hai or hum ny in o use ker k as mien khud ko big loss say bachana hota hai agar hum as mien aa ker stop loss ko use kerty hien tu yeh jab hit hota hai tu hamain as mien extra loss nahi hota hai or hamara account safe rah jata hai or jab hum take profit use kerty hien tu hum as mien aa ker as mie earning hasil ker sakty hien as lye hu ko as mien aa ker bar kam karna hota hai or hamain in say faida hasil karna hota hai as tarah um khud ko big loss say bacha sakty hien.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

        G haan brother aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k har bussniss main khuchtool hotay hain jo risk aur lose ko khuch kam kar datay hain same 8ssi tarha instaforex trading main stop lose aak aasa tool hay jis ko us kar k hum bhot zayada lose sa bach saktay hain iss laya hum ko chaya k hum apna captial k matabic stop lose trade main lazmi istamal karan
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

          Ji aapne theek Kaha stop loss Lagane se loss kam Hota Hai Hamein Kisi bhi pair main trade pe stop loss zaroor gana chahiye stop loss Lagane se Hamein bahut fayda Hasil Hota Hai iska ya fayda hota hai ki Jitna Hum ne stop Loss lagaya hai utna hi Hamein loss hota hai usse Jyada Nahin aur ham us ko easily recover bhi kar sakte hain isliye Hamein trade Mein stop loss Jarur Lagana chahi
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

            Stop loss ziada loss hony se rokta hai aur account wash bhi nai hony deta isko use krny k boht faidy hein meny dekha hai log is liye trade mein stop loss use nai krty k loss ho jayega lekin yeh dar us waqt yakeen mein badal jata hai jb yeh loss increase hony lgta hai agr trade mein stop loss hoga tu hum market mein ziada dair tk trading kr sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main jab hum trade lagate hain to is se hamari trade loss main bhi ja sakti hai our agar hamari trade muslsal loss main chali jati hai to jab ap trading main stop loss use karte hain to forex main ap mazeed loss se bach sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                loss hamaya kama rnachiya stop los shanay bhot zeada kam uae krna chiya rakh k agr hama ya use hi naia kry gy to ham kafi zeada hama kamayab hongy to bhit zrada mhnata kry our hama snjhy k loss naia krna hy bach k rehna hy to phr acha kama ho sgta ahay
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                  G han dera aisa he hai kay stop loss lagnaye ka humaun hamesha kafi faida hota hai jub kay es kay lagnaye se humain loss bhut zayda kam hota hai yani kay humara account wash ni hota hai kam az kam sl lagnaye se tuhumain hamesha kosesh karni chaue kay es ka istamal zayda se zayda karain ta kay es ka faida bhi zayda de zayda ho skye
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                    Bilkul g stop loss k begair trade Karna kafi dangerous p skta a aur humy kbi b apni trade ko open ni chorna chiey ni to Ap loss ko kbi b recover ni kr skhy gy is liey behter yahi a k Hum stop loss lazmi lgay Ap markeet ko anylsis kr skty hain Ap ko suerty ni hoti K real m movement Kia kary ge is liey safety lazmi leni chiey ta k Ap ka balance save rahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                      g han dear bil kul aese hi h k agr ham forex trading mein sl ka istimal krein to hamien is mein los bht hi km ho ga agr ham los se bchna chahte hain to hamein is mein sl ko lazmi use krna ho ga kuin k markeet kbhe kbhe smj se bhe bhr chli jati h is lye hamin sl ko lazmi use krna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                        G bhai ap ki bat thek hay, stop loss ko use karnay say hamara account secure rehta hay aur hamain zayada loss nai hota q kah kuch loss k bad trade close ho jati hay aur bahut kam loss hota hay jisay kisi aur trade say trader asani k sath recover kar leta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                          Yes my dear bro you are right agar hum trading karte waqt stop loss kab rakhenge to hamein loss bhi kaam hoga kyunki Stop loss ka matlab hai kya kya aap itna jyada loss bardash kar sakte hain youth nahin aap limited loss rakhi trading Karen ese ya hoga Kya aap profit jyada hoga aur loss bahut hi kam hoga aur aap is se accha profit Kama sakte hain aur earning karke a withdraw abhi kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                            Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai forex trading mein agar hum stop loss use kartay Hain tou hamain loss Kam sy Kam hota hai Orr profit zayada sy zayada gain hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha trading mein stop loss use karain iss trha hamain loss Kam hota hai Orr hamara account bhi safe rehta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss laganay se loss hamesha kam hota hai

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko es ma greed nhi karnaa hoga or hum oko apna trade ma stop loss or take profit ko use karnaa hoga q ka ager hum stop loss use kartaa ha to per hum ko ak limit ma loss hotaa ha or take profit ka sath hum ko ak limit ma profit hotaa ha.........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X