Market ma kbi jald bazi na krin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ma kbi jald bazi na krin

    Haan g hum sub users ko chaheya jo faorex pak forms ma working karty ha wo jab b markeet ma koi trade ya work kary to us ma markeet ko kich time dy ta k wo markeet ko smjh sky analysiss kar sky ta k agr wo trdae lgaey tonloss na ho to forex ma markeet ko analysiss kiay bina trade lgana acha ni ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ma kbi jald bazi na krin

      Ji aap ne Sahi kaha hai humen markeet mein kabhi bhi jaldbazi nahi karni chahiye kyun ke jaldi ka kaam Shaitan ka hota hai aur kis kaam mein kabhi bhi achi kamyabi Nahi Milti aur Agar mil jaaye to ya zyada der ke liye nahi hoti isliye Agar acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to jaldbazi Se Khud Ko Dur hi Rakhe Taake aap acchi kamyabi ko Mumkin Bana sake aur acchi profitable earning ko hasil kar Saken.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Market ma kbi jald bazi na krin

        Gee haan forex mein humain jald bazi mein koi kaam nahin kerna chahyea kyun kay jald bazi sae humain forex mein bahut zayada loss hota hai agar aap forex mein kamyabi hasil kerna chahtay hain tou khud mein sabar paida kerain

        اب آن لائن

        Working...
        X