Dear dosto asslamualikum market Mai loss ham hamesha apnai emotion ke waja say kartay hai apnay emotion ko control karna Thora mushkil kaam hai iss ke waja say ham aksar ghalat faislai kartay Hain Mai samjta hon ke agar ham apnai account ka leverage Kam say Kam rakay to lalach aur lots size Kam rakay o emotion ko control Kar saktay Hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим