Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai
    Dear member Pakistan forex me profit usse ko milta hai jo daily basic per apny aapko improved karta rehta hai aur apni learning ko continue rakhta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

    G bilkul forex me jitny bhi kamiyab traders ko dekha jaye to wo sab kamiyab is liye hoi ha kiu ke unho ne trading me mehnat ke hoty ha mehnat kie beghair apko kabhi bhi success nahi mile ga apka success apke hard work par depend karta ha ap jitny mehnat karo ge apko utna profit mile ga is liye profit hasil karne ke liye sirf aik raasta pe chale aur wo ha mehnat
    • #3 Collapse

      Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

      bunass bhi our prfit bhi utna hi milta hy jitn ham mhnata krty hy our ham jb mhnata nia krty hy to hamay kuch hasil naia hota ahay hamy bunassbbhi sahi hamya zeada hasil krna chiya our hamaya mhnata bhj sahi hamya zeada sy zeada hmay hasil kr i chiya shi sy
      • #4 Collapse

        Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

        G dosto assalam o alaikum kase han ap sab dosto boht acha point uthaya ha k forex mn anewala har member yahe sochta ha k shyd jo b forex trading start krta ha bas us ko profit hona shuru ho jata ha halanke asa bilkul b ni ha is kelie din rat mehnat krni parti ha seekhne k bad b baz dafa loss b ho jata ha to dosto jo jitni mehnat krta ha us ko utna he profit milta ha
        • #5 Collapse

          Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
          Dear member Pakistan forex me profit usse ko milta hai jo daily basic per apny aapko improved karta rehta hai aur apni learning ko continue rakhta hai
          Assalamu Alaikum Forex trading business bahut critical business hai Agar Hamein is se achi earning karni hai to Hamein hardworking se isme kaam karna hoga Jyada time Dena Hoga market ke analyses karne mein main
          • #6 Collapse

            Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

            G haan dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading sa earning karna k laya bhot zayada mehnit karna parti hay jo trade instaforex trading sa jora rahta hay ayr insyaforex trading ki learning jari rakhta hay knowledge aur exprence hasil karta hay wo he profit hasil kar sakta hay
            • #7 Collapse

              Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

              FoRex Main mEhnat Jo Bhi Trader KaRtaa Hai Kaamyaabi HaasiL Kar letaa hai Q k FoRex Main kaamyaabi MeHnat Se Hii HaasiL ki jaaa sakti Hai isLiYe HumEn KoShiSh Karni Chaahiye k Afar FoRex Main Kaamyaab trading KaRnaa Chaahatay Hain To MaRket Ko Zyaada Se Zyaada TimE DeN Or DeMo Py Bhi PractiCe KaRen Taakay Kaamyaab Ho SakEn...
              • #8 Collapse

                Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                G han dear ap ny bilkul thkk kaha hai profitt ousyy hasil hotaa hai jo mehntt kartaa hai mehnt tuo khar kam main karnii partii tbii kuchh hasil hotaa hai forexx trading bohtt bestt onlinee busnisess hai iss mainn mehntt karr kamyabbii mustt hasil karniii chiyeee ...
                • #9 Collapse

                  Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                  g han sir kam koi b ho zarori nai k forex he ho koi b kam ho us e winner wohi ha jo hard work karta hay wohi kmyab hay to mra ap say mahswara hayk just aik kam krain agar o forex ka rahay hain to sath job na krain forex ko as a part time mat krain
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon profit use hi Milta Hai Jo itne Jyada Se Jyada mehnat karta hai aur bahut hi jyada kaam karta hai aur Jyada posting karta hai aur Market ko Har Waqt analyses Karte rehta hai use Pakistan Forex Mein accha profit mil sakta hai agar koi mehnat nahin Karega to acha profit kabhi nahi milega thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                      g han bhai jann aap ki baat bilkul thk hai profit use ko he milta hai joo mahnat kartahai kuon k mahnat karen ge to kuch mile ga mahnat nahi karen ge to hamara bonus kam aae ga ham ko chaye k ham mahnat karen mahnat karen ge to ham kamyab hon ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                        That is the rule hard work pays off.. mehnat ka phal zarur milta hy kabi ksi ki mehnat raiga nai jati is liye agr apko waqti tor par mehnat ka sila na mil raha ho to mayoos nai hona chaiye balky mehnat krt rehna chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main acha profit hasil karne k liye ziyada se ziyada mehnat ki zarorat hoti our forex main hum jitni ziyada mehnat karte han forex se hum utni achi earning hasil karte han is liye forex main hamein hard work karna chahiye jis se hum kamyab ho saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                            G han dost profit us ko milta ha jo mehnat karta ha profit hasil karna asaan kaam nahi aik trader bohat mehnat kar ke profit gain karta ha ye baat sirf aik trader ko pata ha ke profit hasil karne ke liye kitny mehnat karna party ha bohat se log nakaam is liye hoty ha kiu ke wo mehnat nahi karty apna 100 percent nahi deeta jis ke wajah se un ko loss ho jata ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit usse ko milta hai jo mehnat karta hai

                              Assalamu alaikum dear members umeed hai kya aap sab log khairiyat se honge bhai ne bahut acchi baat ki hai k profit wahi kaam aata hai Jo Main karta hai to isme Koi shak nahi hai kyunki mehnat mein azmat hai tu jo hard work karta hai usko ek Din kamyabi to lazmi milti hai mere khayal mein hamein bhi maine karni chahi tab jakar ram profit Kama sakte hain aur acche paise Kama sakte hain agar hame net nahin karenge aur aur ek acche natije ke liye intezar karenge tu mere khayal mein aap kisi e galat fami main hn agar aap profit kam aana chahte Hain to aapko Mehnat karna bahut jaroori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X