Mistakes ko repeat karny ki ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko repeat karny ki ghalti
    Agar same mistakes ko traders repeat kia karen gey to esy traders apni es ghalti ki waja se hi kamyab nahi hoty, agar mistakes ko khatam kia jaye to es waja se traders success hasil karny me aur bahot zeyda earning karny key sath loss ko be control karny me kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

    G han dear forex trading market mn hamen trade krty hoy as bat ka zarur khyal rakhn chhy k kbi bhe forex markwt mn ham apni mistake ko repeat na kren phli dafa jo ghalti ho jay us ghalti ko apny trading knowledge exprience trading skill senior expert traders aor forex teacher sy us ka hal zarur hasil krna chhy
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karaa laken ager hum sa koye na koye mistake hotee ha to per hum ko chaheya ka hum apna mistake ko repeat na karaa to per hum ko achi profit hoge warna hum ko loss he hoga...........
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

        g han dear brother main ap se sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main mistakes to har members se ho jate hain magar un mistakes ko repaet karna bahut bare galate hae q ke kamyab trader aik bar jo mistake kar le phir use repeat nhe karta hae or aik aam trader apni mistakes ko ignore karta rehta hae
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

          Kuch traders is waja se bhi forex trading mein profit hasil krny mein nakaam ho jaty hein woh apni mistakes ko repeat krty rehty hein woh yeh koshish hi nai krty k apni mistakes ko find kr k unko control kia jaye jo log apny loss ki reason ko talash kr k control kr lety hein phr unki trading right track pe aa jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

            Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga Ke Jo Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Unko Chahiye ke wo Pakistan Forex forum main Bohat Mehnaat Karen agar Jis Jis KO Kamyab Hona Hai to Osko Forex main Mehnaat lazmi Karna Chahiye Phr Ja Kar ham as main Kamyab Honge agar Kamyab Hona Hai Tou Hamen Forex main Mehnaat lazmi Karna Chahiye Kamyab Hona Hai Tou Mehnaat Zaroori Karna Hota Hai agar Kamyabi Chahiye Tou Aapko as main Mehnaat Karna Hoga
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

              Kuch loog mistake kar ka be dubara is galti ko revise karty han or asy loog kamyab nahi ho sakty is tarha vo khud ko loss ki taraf la kar jaty han lakeen ak achy or kamyab trading karny ka loya zaroori ha ka ham jo ak martba galti katy vo galti dubara na kary ku ka agar ham asa kary ga to kabi ne khud ko kamyab nahi kar saky. Ga or agy jany ki bjay pechy ki taraf aye ga ak senior tab he banta ha jab vo apni mistake ko duabara na kary or osko bahtar karny ki koshish kary
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                aik achy trador ki pehchan yah hoti hai k wo jo aik bat galti karty hain w bar bar nahi karty hain es liye jo aik galti bar bar karty hain wo kbhi bhi achi trador nahi ban skty ahin tu apko chayhe k jis galti par apko loss hota hai osko dobra repaete na karen qk jub ap aysa karty hain tu ap apni galitun se he boht kuj sikh jaty hain jis se apki trading expiernce gain hoti rahti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                  Mistakes Ko foRex Main Repeat karnay ki GhalTi Nahi KaRni Chaahiye q k Agar MiStakEs Ko rePeat kiYaa jaaey To Phir DoBaRa HumEn Nuqsaan Ho Saktaa Hai HumEn Chaahiye k foRex Main HumEn jis Wajaaa Se Aik Dafaa loss HuAA hai koShish KaRen K DoBaaRaa Usdi Wajaa se Loss Naa Ho Or humEn miStakEs Se Seekhna chaahiye or unHeN Repeat nahi kaRnaa Chaahiye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                    Aapne Sahi Kaha mistakes ko Hamein repeat nahin karna chahie I'm a mistake se Bachke Rehna chahiye agar aap se koi mistake ho gayi hai to usse Apne mind Mein rakhen usko Yaad Rakhe Taake next aap Yaha mistake Na Kare Agar Hum Apni mistakes ko repeat karte rahenge to Fir Hum is business Se musalsal nuksan Hi Utha Te rahenge aapne Sahi Kaha lot of learning is better for earning Agar Hamare Paas Jyada learning hai to ja Hamari earning ke liye bahut acchi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                      is business mein agar Humse Jyada Paisa Kamana Hai To Hamein galtiyo Se Bachana Hoga mistake Samay nahi karni Hogi apni mistakes ko Hamein repeat nahin karna hoga Jab Hum Apni mistakes copied Karte Hain To masla wahan par khada hota hai mistakes Ko Agar Hum repeat karte rahenge to hum is business se kuch bhi fayda Hasi nahi kar sakte is wajah se Humne apni mistakes ko Dur karna hoga Yahi Hamare liye achha hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                        aslam o alikum my dear friends kesy ho umeed ap sab theek hi ho gay me ap ko ye batna chata hu kay agr ap pak forex trading me kam karty ha to ap ko chahy jo mistake aik bar ho gai osy repeat karny ki galti mat klarna warna ap ko boht nuqsan ho ga ap agr ap mistake karny say baaz nhi ao agy to ap ko loss ho is ley ap ko chahay kay ap apni mistake ko khtam kary or loss say bachy
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                          g bilkul bohat se log forex me mistake karte hain or phir usi mistake ko dubara repeat kar dete hain jis ki waja se un ko phir se loss ho jata hai so agar ap bi forex me kam karte hain to ap ko chahiye k agar ap se forex me koi galti ho jay to ap apni us mistake ko note kar lain or us se learning kare or jub ap apni mistake ko note kar lain gey to phir dubara ap us mistake ko kabi bi repeat nahi kare gey jis se ap loss se bach sake gey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                            Assalamu Alaikum dear Forex number forex trading market mn hamen trade krty hoy as bat ka zarur khyal rakhn chhy k kbi bhe forex markwt mn ham apni mistake ko repeat na kren phli dafa jo ghalti ho jay us ghalti ko apny trading knowledge exprience trading skill senior expert traders aor forex teacher sy us ka hal zarur hasil krna chahye..........
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes ko repeat karny ki ghalti

                              boss ham ko mistakes repeat nahi karna hota h aur jab ham as mien naye hote hien tu hamain as mien sab sy mashwara karna hota h jab ham as mien aik dosre sy mashwara kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar acha ban ker as mien kaam krna hota h jab ham as mien kaam karte hien tu ham ko as mien kio khas tajerba nahi hota h as lyee ham ko tajerba hasil karne k lyee as mien seniors sy rabta karna hota h aur ham ko as mien trading ko seekhna hota h jab ham as mien trading ko seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X