Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me Hardworking kerna chahiye
    Dear all members agar hum forex trading me kamyab hona chahte he to hamen trading me Hardworking kerna hoga agar hum mehnat ker k forex trading ki learning or knowledge haasil ker k kaam karenge to inshallah hum zaroor kamyab honge, hamen senior's se her qisam ki tips or suggestions leni chahiye un per amal ker k hum kamyabi ki taraf barh sakte he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

    Assalamu alaikum my dear. Mere Sai Ne bahut hi acchi baat ki hai Forex trading Mein hardworking karna chahie lekin mera yar Mana Hai Ki hardworking Kisi bhi kaam mein Kiye Ja Aye Subah Hone Na Guri Ka Kaam Hai Kyon Na Ho To usme bhi Hamen mehnat Ka Phal Jarur Milta Hai Aur Hum Kamyab Zaroorat hain lekin Forex trading 1 worldwide business hai aur worldwide business hone ke sath sath risky business bhi hai isliye Hamesha baat hai kya cheez karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum hard work start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga es leya hard work is much important for this..............
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

        agar hum forex trading me kamyab hona chahte he to hamen trading me Hardworking kerna hoga agar hum mehnat ker k forex trading ki learning or knowledge haasil ker k kaam karenge...
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

          Assalamu Alaikum dear brother main ap se totally agree karta hun forex aik esa business hae jis main ap jitne zayada mehnat karo gy utne zayada ap is main kamyab ho jao gy to is liy hamen agar forex trading main ache earning karne hae to is main hamen hardwork karna cahiye hamare pas forex trading ka pora knowledge or experience hona cahiye agar hamen is main kamyab hona hae to
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hamen Chahiye ke ham as main ache ache thread post Karen agar Hamare thread ya post ache Honge Tou Phr Hamen as main Ziyada bonus mile Ga isliye agar aap se jyada bonus cancel karna hai to aap ko bahut jyada posting karne Honge FIR jakar aapko is main bahut jyada bonus Milega kam posting se aapko bonus Jyada nahi milega
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

              g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmat krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain hard work akrni chahye q k mahntjub hum karty hain tab he kamyb hoty hain q k mahnt se hmain knowledge milta hai or hamra expiernce gain karty hain or leraning bhi tab he hoti hai jub ap apni trading ko sikhny ka hard work akrty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                Dear brother hamain trading main hard work karnay ki zarurat nai hoti q kah trading main sirf sell ya buy par click karna hota hay but hard work learning main karna parta hay q kah forex ki learning bahut mushkel hay esleay hard work karnay wala hi esay learn kar sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                  confidence Hamare andar Paya Jana chahi confidence Ka Hona bahut hi Jaroori Hai confidence Agar Hamare andar Ho To Hum Duniya ke kisi bhi Maidan Mein Asani ke sath Kamyab ho sakte hain is wajah se apne andar confidence Paida Kijiye Forex trading Mein hard work ke bagair hum Kamyab nahi ho sakte aur working Hamein Karni hi padti hai is wajah se apne aap ko hard worker Banayen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                    Jee bilkul hamein chahiye ke hum is business Mein hard working Karen mahine Se Apna Kaam Karen mahine Se Jab Hum Apna Kaam Karenge toh tabhi Hum is business Mein Kamyab Ho Payenge is business ko koi bhi join kar sakta hai Chahe Hua male hai ya female hai ya company ya nahi Dekhti ke Koi male hai ya female hai balki ki mehnat ko Dekhti Hai Jo mehnat Karta Hai Apna Kam achi Tarah Se Karta Hai company usko acha bonus Deti Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                      g ha sir hum ko forex trading me hard working karna chahy agr hum pak forex trading me hard working kary gay to hum komis business kay bary boht zyada knowledge or experience eraing ho ga hard working kary gay to hum is me acha kam kr sakhy gay jis say hum ko phr acha bonus mily ga kam koi bhi os me mhnat say kam karna chahy q kay har moshkal kay bad asani hoti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                        g han hum sub ko chahiye k hum forex trading me hard work kare or daily forex ko learn kare or forex me daily kam kare or forex me zayada se zayada time spend kare ta k ap ek ache trader ban sake or ek expert trader banany k liye ap ko chahiye k ap demo account par achi tarah se practice kare or forex me dil laga kar ap kare or demo account par dily practice kare ta k ap ko forex ka experience hasil ho sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                          forex py hmy agr zyada sy zyada earning chahiye to us k lye bht zaroori ha mehnat jb hm zyada mehnat krty hn to hmara interest us kan k uper or bhi zyada strong ho jata hn forex trading ma mind fresh kr k kamm kry gy to bht faida ho ga or us k sth sth agr hm is kamm py hardworking bhi kry to hm acha profit bhi kama skty hn or acha bonus bhi hasil kr skty hn is lye forex trading k lye hardworking k sth sth mehnt bhi bht zaroori ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                            g han bilkul mai ap ki baat se agree kerta hun jo traders forex trading mai successful hona chahte hain unhe chahye ke mehnat karen mehnat ke bager is main succesful hona impossible hai koi bhi trader jo is main susti ka muzahira kerta hia wo kabhi kamyab nhi hota balke use loss ka samna kerna parta hai or us ki earning bhi achi nhi hoti mehnat is main sab se zyada importance rakhti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading me Hardworking kerna chahiye

                              Dear fore user jaisay k hum sub ko pta ha k forex trading ma agar hum ko kamyaab hona ha to hum ko cahhey k hum jitna ho skty urni mahnat kary q k forex ma agar hum ko kamyabi chaheya to es k lia hum hardbworking ki zroort ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X