Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey
    Dear brothers forum pe purani thrrad pe reply post karnay se thanks nhi miltay aur first page pe jo bilkul new thread hoti hey jiss pe zero reply post ho aesi thread pe reply post ka ziyada faida hota hey kiun k log read bhi kartay hen aur thanks bhi ziyada miltay hen iss liay koshish karen k hamesha fresh thread ko hi reply karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

    dear brother ap ki bat sa itefq krta hon k jis thread pa abi koe reply post na hoe ho aur bilkul fresh thread ho us pa reply post krnay ka fayeda yeh hota ha k us pa reply krnay k bahd aur log vhi reply krtay hn to apko thanks milnay k chance ziada hotay hn jis sa apko bonus bhi achha milta ha
    • #3 Collapse

      Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

      mere khayal se un threads ka reply post karna ziada zarori hai jo ziada zarori sawal ho kyun kay zarori sawal hoga toh us ka reply sab kay liye acha hoga islye ap ko aisi threads ka reply zaror post karna chahye jis se logo ki confusion door sakay lekin sath main ye bhi koshish honi chahye kay answer Relevent hona chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

        dear aisa experiment nahin kiya lekin jo bhi achha thread hai uska information ke saath apni experience share karna chahiye kyunki usse hi accha bonus milta hai lekin jo kisi par Koi we reply na kya kya ho use par reply karne se kuch hasil hota hai ya nahin iske bare mein hum kuch nahin kya sakte kyunki reply karne se kuch na kuch milta suroor hai jo bhi experience share karta hai aur acchi quality ke sath post karta hai
        • #5 Collapse

          Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

          Dear mery khyal mn asi kpi bat ni hai k sorf zero reply wali post py thanks ya likes milty hain balky ager ap post reply achi aor mayari krty hain aor apna knowledge exprience share krty hain tu forum py ap ko likes thanks bhe milen gy beshak ap ki post jahan bhe q na ho
          • #6 Collapse

            Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

            New thread akser repeated hoty hain jo remove ker diey jaty hain. Is leay main to yehi kahon ga thread jo behter ho yani forex trading key bary main ho usko reply kerna chaey chaey woh new ho ya old is sey koi ferq nhen perta . Jo member post ki quality per thanks dety hain woh old tread per bhi dety hain.
            • #7 Collapse

              Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

              Forum pe her member ki koshish hoti hai old thread ko reply na krein kionkeh thanks nai milty aur jo thread fresh page pe ho jis pe koi reply na hua ho koshish krein 1st reply apna ho is tarah jo bad mein members reply krty hein woh read bhi krty hein aur 1st reply ko ziada thanks bhi dety hein.
              • #8 Collapse

                Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

                Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main hamen un threads ka jawab dena cahiye jo use din create ke gy hon purani threads ka jawab dene ka koi faida nhe hae q ke un par thanks nhe milte hain agar hum bilkul new thread ka jawab dete hain to hamen har member he thanks deta hae is liye forex par active raha karo
                • #9 Collapse

                  Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

                  bhai jan ap kisi bi thread par reply kar sakte hain lakin ap ko is bat ka dehan rakhna chahiye k wo thread fazool na ho ku k fazool threads pak forex forum khud remove kar deta hai jis ki waja se ap ki post bi remove ho jati hai so ap ko chahiye k ap ache ach threads par hi posting kare ta k ap ki posting zaya hone se bach sake or ap achi tarah se kam kar sake or ap ko ache se acha bonus hasil ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

                    agar kisi b threds py reply nhe hota hain tu vo rafta rafta last page main threads chali jati hain memerbs ko chahiye k new threads and aal threads py reply kare jo thanks ful hain jo kafi info wali hain forex and pak froum dono py sab memerbs ko sath le k chalna hota hain post kafi remove b ho jati hain par agar achi post ho and thanksfull hoo tu pher psot delete nhe hoti hain jaaab k kafi memrbs fazol post karte hain and thanks karte hain jis say kafi post delete ho jati hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

                      agar ap ne acha bonus hasil karna hai to ap ko chahiye k ap ache ache threads par posting kare or fazool k threads se bach kar hi rahe ku k jub ap kisi fazool k thread par post karte hain to jub pak forex forum wale us fazool thread ko remove karte hain to sath me ap ki post bi remove ho jati hai jis ki waja se ap ka kafi time bi west hota hai so ap ko chahiye k ap pak forex forum par soch samaj kar kam kare.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Zero reply wali thread pe reply post karnay ka ziyada faida hota hey

                        Forex snehame Pehli postpaid fayda is wajah se jyada Hasil ho sakta hai ki wahan par Jab dusre reply aaenge to Hamein thanks Karenge Is Tarah Se Hamein iska bahut jyada fayda Hustle ho sakta hai Hamein koshish Karni chahiye ke use post ko Geography quality wali ho Is par reply bhi De aur Hamein fayda ya ashubh Hoga ke post Ko Jab thanks Karenge to say thanks karne se Hamein Achcha profitable bonus Aasan hota hai ya Mai trading mein bahut Jabardast kaam Aata Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X