News sae trading mein problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News sae trading mein problem
    New traders market ko analyze kar kay trade laga detay hain aur woh uss item ki news per nazar hi nahin daltay hain jo unn ki sub sae bari ghalti hoti hai kay agar unn ki trade kay beech mein koi news aajati hai aur market unn kay against chali jati hai tou unko acha khasa loss ho jata hai ya agar unhoun nay SL nahin lagaya huwa hota hai tou unn ka account bhi wash ho jata hai agar anay wali news high impact ho aur uss ka result unn ki trade kay opposite chala jaye tou iss lye mein aap sub logoun ko yeh advice doun ga kay analysis kay sath sath jis item per bhi aap trade laganay walay ho uss ki news lazmi dekh lain kyun kay news ya data aa jata hai tou woh loss mein ja sakta hai phir kafi safely woh trading ho jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News sae trading mein problem

    Baai Jaan aap ke baath drust hay forex trading may news our analysis har waqth sahee nahee hothay lekin agar hum dakay tho ziada thar news sahee hothe hay is liay maray khyal may news k saath touch rehna zaroori hotha hay our ise say aap k knowledge may izafa be hotha hay.
    • #3 Collapse

      Re: News sae trading mein problem

      G dear waisaye aksar aisa ho sakta hai kay news kay baraye mai jhut bhi ho sakta hai baki es mai kafi faida ho sakta hai ager hum news kay mutabiq trade ko open karain tu
      • #4 Collapse

        Re: News sae trading mein problem

        Dear jab news aati hai to aus time market bahot zayda fast ho jati hai jis ki waja se agar ap ki trade loss mai jati hai to account wash bhi ho sakta hai magar ais mai sab se acha tareeka ye hai k ap ais mai pending orders use kary aus se ap ko agar loss hota hai to kam ho ga aor profit hota hai to kafi zayda hota hai aor aus mai ap k orders lag bhi asani se jaty hai.
        • #5 Collapse

          Re: News sae trading mein problem

          Dear ap ki bat thk ha news pe nazar rakhni chaye aur spacialy us time trade na lagaen jb news release ho rahi ho ya release hony mein kuch time baqi ho us time trading na krean laikn agr ap apna technical analysis achi trha krty ho tu mery khayal se news ap k haq mein hi aye ge
          • #6 Collapse

            Re: News sae trading mein problem

            Dear humain tou news sae trading mein koi problem pesh nahin aa rahi hai hum tou forex mein bari mehnat sae kaam ker rahay hain aur phir news time per hum nay jo bhi trade lagai ho uss sae humain bahut zayada faida hota hai aur hum news walay din trading kerna pasand kertay hain
            • #7 Collapse

              Re: News sae trading mein problem

              forex karobar mein mehnat ka aik ye faeda hota he ke human news se trading karny ke malumat miltin hein magr sub se bari galti ye he ke human wo galti nazer he nae ata he forex aik international or legal karobar he is mein human bina sochy samjy bager risky hota he ye wajaha serf new user ko he forex aik legal karobar he jo ab pakistan mein be legal he
              • #8 Collapse

                Re: News sae trading mein problem

                news ke forex mai bohat ahemayat hain hamy news ko follow karna ho ga pher risk lena ho ga hum market mai asnae sy run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam ka sakty hain hum is business mai apny boss kud ap he hoty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: News sae trading mein problem

                  ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki new se trader ko problem hota hai usko chahi keva pahle market ko dekh le phir bhi isme trading Karen usko Samajh Kar

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X