Experience hony k bawjood phir loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Experience hony k bawjood phir loss

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma lot of experience ha to per hum ko loss be ho sakta ha q ka trading business ak risky business ha ager hum es ma hard work kartaa ha to per hum ko lot of profit hoge laken ager kabhi kabhi hum k loss be ho sakta ha...........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Experience hony k bawjood phir loss

      G haan bhai jaan ap ne thek kaha hai experience bahot he mushkil say hasil hota hai or ager ap kay pass experience hai to ap ko chiye kay isy doseron kay sat shear karyn na kay ap isy apny tak mehdod rakhy or ye achy insan or achy trafer ki nishani hai jo doseron ki madad karty hain so ap ko chiye kay doseron ki har lehaz say madad karyn
      • #18 Collapse

        Re: Experience hony k bawjood phir loss

        G ap theek kah rahay hain main waja experience trader k loss karne ki khud par control na hona he hai. Apne immotions ko control karna bohat important hai forex trading main.
        Self confidance or control jis b trader ka acha ho ga wo trading main acha ho ga.
        • #19 Collapse

          Re: Experience hony k bawjood phir loss

          g haan bhai jaan app ne thek hi kaha hai new members join karten hain aur experience unka uss time zero he hota hay itna acha platform pe wo aa chukay hotay hain eska unko samajh honi chahiye then eska faida len acha experience gain karain experience sab sey zyada important hay forex pe success kay liye maximum experience aik trader kay liye bohat important hay
          • #20 Collapse

            Re: Experience hony k bawjood phir loss

            forex aik international karobar he is mein experience ke bawajud loss ho jata he loss ke waja ye he hum apni mistakes repeat karty rehty hein forex ke karobar mein galtiyon kor kar ke traders ko learning be karni chahy forex aik legal karobar he jo ab pakistan mein be lega he is trhan bohat se traders rozi kama ke achi income kamaty hein forex pury world aik jaga jama karta he
            • #21 Collapse

              Re: Experience hony k bawjood phir loss

              ji dost aap ne bilkul thik Kahan Ke experience hone ke bawjud Aksar trader loss kar Jaate Hain Tu iski Chand wajawat ho sakti hain Ek Tu Ja Ke Jab trader lalach karta hai ya jaldbazi karta hai to use loss hota hai aur dusri Baat overconfidence se bhi galat trade Lagaya Ja sakta hai to in cheezon ki vajah se ache expert bhi loss kar jata hai
              • #22 Collapse

                Re: Experience hony k bawjood phir loss

                Janab is per both say log kam both say arsay say kam KR rahya ha lekun us Kay bawajood un ko lose ho jata ku k un logo ko apny uper atamad ni hota jis ki wajha say wo apni losse KR dalty ha but kush loge to over confidence ki wajha say bi ap loss KR bahtay ha asal may work samjtay ha k un ko sub kush ata but asa kush ni ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Experience hony k bawjood phir loss

                  Dosto agar apko experience hony k bawjood phir loss hoto ap ko mahnat ki zarorat hai ap ka knowledge forex trading k mukaly may bohat kam hai is liye ap ko nuqsan ka samna karna pherta experience k baggar ap forex trading may kameyabi nahi hasil karsakty ap ko apne ko expert aur senior member ki terhan kam karna hoga ap zarore kameyab hongy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X