Selection of Thread?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Selection of Thread?
    Dear friends Aslam o Alaikum.
    Dosto ap ney akser forum per kem bonus milney key bary main thread perhy hon gey.
    Isky bary main apko main yeh batana chahta hon keh jeb ap koi bhi post reply kerna chain to thread ki selection ka khas khial rekhain. Jeb ap reply key leay miari thread ko select kerain gey to apki post remove bhi nhen hogi aor bonus bhi ziada mily ga.
    Ghair zarori aor low quality thread per apna time waste na kia kerain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Selection of Thread?

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe bahut se log bilkul bey tukki thread kar detey hen jiss ki waja se unn ko thanks ya reply karnay ko dil hi nhi karta iss liay koshish karen k pahlay achi tarah thread ko check karen k repeated ya copy thread tu nhi aur bahut c thread hoti hen unn men se achi quality ki aur bilkul new thread ko select karen aur phir reply post karen aur thanks bhi zaroor karen
    • #3 Collapse

      Re: Selection of Thread?

      Aesa hi hota hai ky bary bar aik hi terha ki threads ban rehy hoty hain aur hamain bar bar aik hi jesy thread ko reply bhi kerna perta hai agar ham reply nehi kerty tou long time ky liay hamain aesy thread ky liay wait kerna perta hai jo pehly creat na hua ho lekin thread tou aik jesy hi banty hain tou reply bhi kerty rehna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Selection of Thread?

        G dear ap k bat bilkul thek hain humain fazool main gharzaroori thread per reply nahi karna chaiye humain chiaye k hum iss main zada sy zada mehnaat kariye or humeri har thread main acha knowledge provide karna chaiye joh humain iss main success daa sagta hain humain iss main apna experince ko knowledge ko better bana chaiye joh humain iss main success daa sakiye
        • #5 Collapse

          Re: Selection of Thread?

          Assalam o alaikum dosto Kia hal ha ap ka dosto jesa k ap ko pata ha k forum ka boht clear rule ha k jo post ya thread ghar mayari ya repeated ho ga wo delete kr dia Jay ga fir pata ni kion is k bawajood ham log in cheezon ka khial ni rakhte post delete hona to aik bande ka loss ha but thread delete ho to sath kafi logon ko nuqsan hota ha so post krte waqt thread ki quality ko dekh lia krin
          • #6 Collapse

            Re: Selection of Thread?

            G han dear aisa he hai humain hamesha aik achaye threat ki selection karni chaye kiyu kay us mai hamesha kuch na kuch acha hota hai jub kay fazool threat ko aviod karnaye mai he humara faida hota hai tu kosesh karain kay achaye se acha threat karain
            • #7 Collapse

              Re: Selection of Thread?

              hum sub ko chahiye k hum ache ache threads par hi posting kare ta k humari posting delete na ho sake or hume us se acha bonus mil sake ku k jub tak hum tak ach threads par posting nahi karte tub tak hume acha bonus nahi milta so hum sub ko chahiye k hum ache ache threads par hi posting kare or khud bi ache ache threads create kare ta k hum dusre logo ko bi faida pohancha sake.
              • #8 Collapse

                Re: Selection of Thread?

                ye to hai but app ki koshsh ho k jo bhe thread ap lagain wo app nay us main ache info our education forex k related he share ki hoo ager app nahe karein gay to pher ap ko us main nuksaan bonus ka ho ga our jo bhe us pay reply karin gay to un ko bhe kafi loss ho jeay ga koin k thread delete honay say sab post bhe delete ho jati hain
                • #9 Collapse

                  Re: Selection of Thread?

                  selection of threads ka hona bahut acchi baat hai kyun ke jitne jyada selective thread honge hua bahut jyada successful honge aur UN per post karne ka bahut jyada fayda ho sakta hai usse bonus bhi achha mil sakta hai aur thanks bhi mil sakte hain aaj kal bahut say me barish par kaam kar rahe hain lekin aisa nahin karna chahie selective kaam karna chahie Jo experience on knowledge wale ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Selection of Thread?

                    bahut se log bilkul bey tukki thread kar detey hen jiss ki waja se unn ko thanks ya reply karnay ko dil hi nhi karta iss liay koshish karen k pahlay achi tarah thread ko check karen k repeated ya copy thread tu nhi aur bahut c thread hoti hen unn men se achi quality ki aur bilkul new thread ko select karen aur phir reply post karen aur thanks bhi ban rehy hoty hain aur hamain bar bar aik hi jesy thread ko reply bhi kerna perta hai agar ham reply nehi kerty tou long time ky liay hamain aesy thread ky liay wait kerna perta hai jo pehly creat na hua ho lekin thread tou aik jesy hi banty hain jesa k ap ko pata ha k forum ka boht clear rule ha k jo post ya thread ghar mayari ya repeated ho ga wo delete kr dia Jay ga fir pata ni kion is k bawajood ham log in cheezon ka khial ni rakhte post delete hona to aik bande ka loss ha but thread delete ho to sath kafi logon ko nuqsan hota
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Selection of Thread?

                      Dear ap nay really boht achi bat batai hay. meray sath aksar aisa hi hota hay kay main jab bhi post kerta hon to boht achay aur kafi kerta hon lakin jab bonus ata hay to boht kam ata hay. meray khayal main meray sath bhi yeahi ho raha hay aur meray post bhi zaya ho rahay hain. is liye next time main apnay post kernay kay liye achay thread select karu ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Selection of Thread?

                        hamy mayre thread karty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hum apny boss kud he hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X