Lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size
    Assalamu Alaikum dear friends Mera aap logo se Ek Sawal Hai lot size ka hisab Kitab kaise karte hain please Iske baare mein Mujhe inform kar de thanks aapka Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size

    dear traders forexm hamesha jab ap trading karte hain tu lot size kam se kam rakhain take loss k surat m apko zayeda loss na ho aur profit b monasib ho. kuch lalch karke lot size zayeda ramhtain hain aur phar zayeda loss karke apna account wash karwa bethe hain. lehaza lot size kam rakhain.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size

      Dear agar app ko lot size key bary me koch be information nahi hay to forum se zeyda app ko es ki information demo account ki trading me ho sakta hay, demo account me app different size key lot size use kar key trading kar sakty ho app ko andaza ho jaye ga key lot size kesy use karty hey aur se ham kesy risk/reward ratio ko control kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size

        Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bahut acha sawal kiya hae forex main lot size bahut importanat hae hamen or khas kar new members ko cahiye ke wo hamesha kam se kam lot size use karen q ke jitne zayada lot size utna zayada risk hota hae
        • #5 Collapse

          Re: Lot size

          Sameer is Kevalya acche wala bonus Mil Jata Hai Aur is bonus ki help share market Mein excess Karke investment kar sakte hain aur aur jab Hamen yahan se profit Ho Jata Hai Tumhi Se Ham isliye type ki Bakra Le sakte hain without any type of the loss Nahin Aisi Baat Nahin Hai Forex Mein just profit Nahin hota hai Janta Main Yahan Par 90% Yahan Par nuksan hi hota hai bahut kam log Aise Mein Nazar Aate Hain Jin Logon Ko yahan se profit Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Lot size

            Good evening friends...
            greed aik bhut he buri aadat hai or hum ko greed say door reh kar kaam karna hota hai agar hum as main her trade main greed karty hain or jab hum as main greed karty hain to as main hamara apna nuqsan ho jata hai q k jo traders forex main trade k doran greed karty hain to un ko as main sirf or sirf loss hota hai as lye har kio chahta h k jab wo trade kary to us ko as mien kabi b nuqsan nahin ho as ly hum ko jab bi trade karna hota h to hum ko as mien greed say dor rehna hota hai or ham ko as mien careless kaam nahin karna hota hai or hard work ko apna passaince samjh kar karna hota aor josh aor jazbe sy kaam karna hota hai or fully hard work karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir Hamen as main Chahiye Hota Hai ke trading jab Bhi Karty Hain Tou Sab Se pehly Hamen market KO Dekhna parta Hai Phr or Phr Hamen as main lot size Kam lagana Hota Hai Kyon ke agar lot size Kam HoGi to Hamara account wash hone Se Bach Sakta Hai as Liye Hamen as main Chahiye ke ham lot size Kam ho to Phr Hamara account safe Bhi Hota Hai .....
              • #8 Collapse

                Re: Lot size

                G Han bilkul dear friend ap nay bohut achi baat ki hai bohut say new members aisay hotay Han Jin ko trading main lot size Kay baray main nai pta hota jab ap trading kartay Han to is main ap ko lot sizekam say Kam rakhna chahiye ta Kay agar ap ko loss ho to Kam say Kam ho or profit ho to ap munasib profit gain Kar sakain jitni bari lot lgain gay utna he trading main risk ho gaa
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size

                  Ji haan sir aapne bilkul right Ka Karam trading karte hue Apne lot size ko kam se kam Rakhenge to usse Hum Apne dost ko kam se kam kar sakte hain aur apni Street GK Medavakkam Hai loss Hoga aur Hamra sasur Ne ke sath recover bhi kar sakte hain isliye Jab Bhi trade Lagaya Apne lot size ko kam se kam Rakhta ki aap acchi trading kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size

                    Ji haan dear aapne bilkul theek Kaha Hai Apna lot size kam hi Rakhna chahiye is se ya Hota Hai ke Agar loss bhi ho jaaye to nextrade ya usse Agli trade profit Mein Jaati Hai To kaam loss we recover ho jata hai aur profit bhi nikal Aata Hai planning ke sath Chalna chahiye planning Karke kaam Karenge Tu Hi Behtar kaam kar Sakenge....
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size

                      jitna kam lot size hoga otna he ap ko loss kam hoga or ap ache trading kar pao ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size

                        Assalamualaikum dear members umeed hai kya aap sab log khairiyat se honge mere khayal mein agar aapke paas bonus kaam hai to aap call outside sambhal rakhna chahi tab ja kr ap ko trading krni chaheya agar aapke paas bonus jyada hai to aap lot size laaj rakh sakte hain FIR aapko benefits yadav honge Jani ke aapko profit jyada hoga lekin agar apke pas bonus kaam hai to aap ko lot size sambhal rakhna hoga aur tab aapko profit hoga Varna aap ko Roz hoga aur aap ka sara account wash ho jayega
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size

                          Assalm-o-Alaikum dear friend trading mein hamaisha lot size Kam sy Kam rakhna chahiye kiun k agar lot size zayada hota hai tou loss k chances bhi zayada hotay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha chota lot size lagain taa k hamain trading mein loss Kam sy Kam Orr profit zayada sy zayada ho bohat sy new traders jab trading kartay Hain tou wo lot size zayada lagatay Hain unhain lot size k baaray mein nahi ptaa hota Orr wo loss ka shikaar ho jatay Hain Orr unn ka account wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha Kam sy Kam lot size lagain issi mein hamari kaamyaabi hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X