*Do you use Economic Calendar?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    economic calander ko main is liye use karta hun ta k trade k waqt main mujey pata chaley k konsi news aney wali hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii han janab ap sehi kah rahey hen key hum ko economic calender ko kabhi be ignore nahi kar saktey hen aur in per be aik trader ko her time focus rakhna hona chahye.
      • #33 Collapse

        g ha bhai jaan main apni jab bhe trade open karta hoin to main us main news ko bhe lazmi follow karta hoin and jab bhe news hoti hain main trade kar k achi earning kar lata hoin and enjoy karta hoin
        • #34 Collapse

          G janab calendar wohi hona chahyay forex mai ju hota hy so calendar mai agar trading ky rules likhy hy tu wohi log axhy sy trading ko samjh paty hy or trading ky liyay claendar zarori hy.
          • #35 Collapse

            Yes i agreed with you, ye aik important chart hay agar aap news par nazar rakhain gay to phir aap ko trade karnay main bhi bohat easy ho ga, ye options bohat hi usefull hotay hain, jab bhi ham trade kartay hain, aur sab trader ko bhi new par nazar rakhna chahye,
            • #36 Collapse

              dear dear mostly i used to look at the economic calendar ta k ami market se aur update reh sakon es k elawa mai news ko data ko b daikh k kamkarta hon es liye smjh k kam karoaur apnii life ko enjoy karo...
              • #37 Collapse

                Main jab forex main trading karta hoon to iss main sirf indicators he use karta hoon main nay aaj tak iss trading main economic calander use nhe kea hay aap ko indicators pay ziada tar depend karna chaheay kunkeh yeh takreebab sahee indicate kartay hain
                • #38 Collapse

                  Main iss trading koe calender use nhe kar raha hoon balkeh main iss trading main market kay trend ko achhi tarah judge kar kay aur indicarors kay saharay trading kar raha hoon
                  • #39 Collapse

                    salaam main nay yahan per sirf or sirf forex factory say he neews ko dakha hai or iss pay kam kiya hai issi liye hum yahan pay ek din mein asaani say he kam kar sakty hain or iss ko samajh sakty hain.
                    • #40 Collapse

                      g ha ma tu dakta ho k forex market ma kon si news kis waqut ayne wali hai is se humara bohat zayda fada hota hai our hum loss se bach jate hai
                       
                      • #41 Collapse

                        G janab calendar sy bilkul wazia ho jata hy ky trading kitni axhi ho rhi hy or trading mai wohi log kamyab hy ju is mai bahtreen earning or knwoldge ky sath trade krty hy.
                        • #42 Collapse

                          G han bilkul.main news daikhny kay liey economic calender use krta hun or iss tarah main daily ki news ko ik he time main check kar leeta hun or is waja say ab mery liey trading karna easy ho gya hai.
                          • #43 Collapse

                            ai mein tu abhi new hoon learning ker raha uring this period because no trader has control our the outcome of the news hoon trading nahi jaanta lekin
                            • #44 Collapse

                              forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business nahe main issko use nahe kerta hoon iss say banda double minded hooo jatta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur analyse kar k hi hum sucess ho saky gay aur bonus hasil hota hai is say hamain plane kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur earning ho saky
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X