USD forex mai bari he important aur major currency hai. US dollar ka strong ya weak hona market ko bohot ziada effect karta hai. iss lye forex market mai currency market per tu iss ka asar bohot he clear nazar aa jata hai .
lakin iss kay sath iss ka sab say clear effect , commodities , energy aur baqi markets per nazar aatah hai kion ke inn sab ke markets mai yeh sari he US dollar kay against trade ho rahi hoti hai. iss liye jab be US dollar strong hota hai ya phir weak hota hai tu inn sab ke prices per US dollars kay strong hony ya weak honay ka bohot effect parh jata hai.
Kisi b kamyab trader kay liye yeh zaroori hai ke woh chaiye kisi b market mai trading kar raha ho woh US dollar ke price ko zaroor monitor Karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим