assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai
    Jee bilkul dosto hum course laws topline lagana chahiye kyunki hum is lost se Ban sakte hain agar hum mobile par kisi kaam ki vajah se nahin dekh Pate a to ya line hamein loss se protect kar sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

    g han ap ko me bata do ke stop loss lagana bohat zarori hai jo log expert hai is business ke wo tu yahi kahte hai ke stop loss lagana zarori hai q ke is market ka kisi ko nahi pata ke market kdr jane wali hai kya kar sakti hai is liye apne apko save rakhne ke liye stop loss lagan zarori hai.
    • #3 Collapse

      Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

      Waslam dear ap ne sahi kaha Hai stop loss ka istemal forex trading men bohat zayada zaroori hai stop loss hmare account ko wash hone se safe rakhta hai aur humen kisi bhi bare loss se door rakh kr hmari trading ko kamyab bnane men kaafi help krta Hai koi expert trader ho ya koi professional trader wo sab bhi apni trading men stop loss ko avoid nahi krty hain kyun KY wo janty hain KY is ko istemal kr KY he wo kamyabi hasil kr sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz Katti Khel پيغام ديکھيے
        Jee bilkul dosto hum course laws topline lagana chahiye kyunki hum is lost se Ban sakte hain agar hum mobile par kisi kaam ki vajah se nahin dekh Pate a to ya line hamein loss se protect kar sakti hai
        Yes sir ye bat to theek hai k hmen stop loss use krna chaye or is k lye ye b jarori hai k hm correct point pr stop loss ko set kren taky us k jaldi hit hony k khatran na hun. is k lye jarori hai k Strong support ya resistance ko tlash kr k us se 40 pips agy stop loss set kren ye hi safe stop loss kahlata hai or hmen big loss se mehfoz rekhta hai.
        • #5 Collapse

          Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

          g han bhai jan ager ham stop loss lagatyvhain to zroor ham aik big loss sy bach sakty hain.isliye hain vhye k jab bhi trade open kren to stop loss kaily bhi analysis kerty jain ager ham stop loss ko bhi meare kerty hain to phit hamri tade koi bhi loss men control nh ho g.agerloss men kpoi ntrade jati hai to phrfit bwali trades ki ratioo bhot ztda ho g.loss walon ki nisbat.
          • #6 Collapse

            Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

            W salammm best traderr woheii hotaa hai jo apni kharr trad main stop loss ka istmal kartaa hai stop loss ka istmal mustt karnaa chiyee boht benift haii ek tuo accountt bi savee rhtaa hai our dosraa loss bi kamm hotaa haii jidrr tk stop loss lgyaa hotaa oudr markeet ponchh kar hud closee ho jatiii hai..
            • #7 Collapse

              Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

              Stop loss Lagana Koi zaroori nahi hai stop loss agar aap lagayenge to iska aap ko bahut hi jyada fayda Hoga par hi aapki apni marzi hai ki aap isko Lagaya Na Laga par Mere Khayal Se aapko ise Lagana chahi is ko Lagane ke bahut hi jyada fayde Hain Hum Agar is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamein rules ko follow karna hoga rules ko follow Kar Ke hi Hum is business Mein Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                Stop loss Lagana Koi zaroori nahi hai yaar aapki apni marzi hai ki aap is ka istemal karna chahte hain Ki Nahin is ka fayda ya hai ki aap ko jitni profit chahi thi itni profit Ho Gayi Hai Uske bad market ab niche Aana shuru ho gayi hai to Aapka profit wahi par barkarar Rahega aapke profit Mein Kisi kisam Ki Kami nahi hogi Ya fayda Hai stop-loss Ko lagane ka is wajah se is Ka istemal Karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                  g hanb bhai jan aap ki baat bilkul thk hai stop loss lagana bahut zaroori hai ager ham stop loss ko nahi lagayen ge to ham ko loss ho jae ga es ko lagana zaroori hai jab ham ko profit ho jae es ko lagane se bheee ham kamyab ho sakte hain ham ko chaye k ham esd ko zaroori lagayen
                  • #10 Collapse

                    Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                    Dear friend agar ap ki bat sahi hai stop loss ka istamal zaruri hai. forex trading ki kamyabi ko dekha jae to stop loss key Bagair earning success mumkin nhi hai Stop loss key zariye loss say bacha ja sakta hay stop loss key zariye loss se mehfooz rah skty Hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                      Ji haan sir aapne bilkul right ka hai hamein chahiye cam trading karte hue stop loss ko Jarur istemal Karen Kyunki agar aap apne stop-loss use Karoge To is se aapko Ho Agar loss Ho bhi jata hai to aap se aasani ke saath recover kar sakte ho aur nexttrade mein achha profit bhi Hasil kar sakte ho
                      • #12 Collapse

                        Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                        Kaam karne ke liye aapse investment karta hai purchase kar sakte hain aur usme investment kar sakte hain Agar Apke Pas investment acchi hai to aap Yahan Par investment Ko Bhi Jyada kar sakte hain Kisi bhi currency spares main Joker aapko Jyada Se Jyada earning karne ke chances provide karta hai aur aapko kamyabi deta hai woh Aise Log Yaha bhi Jante Hain Ki Woh Log Yahan Par Kamyab Hote Hain Jo Forex ko isliye nahi Lete Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                          Assalamu alaikum dear remember umeed hai kya aap sab log khairiyat se honge jiya bhai jaan stop loss limit lagana bahut hi jaruri hai agar aap stop loss limit nahi lagate to aap ka sara bonus was ho jata hai aur aap prasara account pass Ho jata hai jiski wajah se aapko Forex form par hard work karna padta hai hua mere khayal mein training karte waqt shopplus lagana bahut jaruri hai is se aaya hoga agar aap jitni aapke paas Hi rehte Hain utna hi aap ka loss hoga usse jyada nahin aayega aur aap aap is tarah bade logon se baat jayenge aur account wash hone se bhi aapka bach jayega
                          • #14 Collapse

                            Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                            dear ap ne sahi kaha Hai stop loss ka istemal forex trading men bohat zayada zaroori hai stop loss hmare account ko wash hone se safe rakhta hai aur humen kisi bhi bare loss se door rakh kr hmari trading ko kamyab bnane men kaafi help krta Hai koi expert trader ho ya koi professional trader wo sab bhi apni trading men stop loss ko avoid nahi krty hain kyun KY wo janty hain KY is ko istemal kr KY he wo kamyabi hasil kr sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: assalamu alaikum doston stop line loss lagana zaroori hai

                              walaikum assalam mere bhai aur mere pyare bhai baat nahi hai ki forex trading mein stop line dost nahin hota stop loss hota hai ya take profit hota hai hamein stop loss Lage na isliye zaroori hota hai ye hamare account kaise hoti hai market jitna bhi mil kar se hamein usse jyada loss nahin karegi itni hamne apna humne wapas aa gaya hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X