Trading mai over confidence loss ki wja ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai over confidence loss ki wja ???
    G dear humain trading mai over confidence ni hona chaue kiyu kay khean bar aisa hota hai kay hum over confidence mai ajatye hain jis ki waja se humain kafi loss ho jata hai kiyu kay over confidence mai humain nuqsan he uthana parta hai aur faida ni hota hai humain hamesha safe trading kar kay aur husalye kay sayh trading karni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

    Han g yah bat to theak hai k agr ham ksi b jaga per over confidence ho to ham ko loss hota hai or jahan tak forex ki bat hai is main to ham risk nahe la skty hai or is main her time hamain fully concentration ka sath trade karna hota hai or kabi b ham ko risk ko easy nahe laina chahy is lai jab ham ko order lagaty hai to us time ham ko us time tak sakoon se nahe baith skty jab tak hamara order complete nahe ho jata hai or kabi asia na ho k ham forex ko easy la kr loss k shakar ho jain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

      dear friend foex trading mn kbi kbi overconfidence ki waja sa bhi loss hota ha keun k kuch traders ko jb profit milna shro ho jata ha to woh khud ko expert smjhtay howay mehnat krna chhor detay hn jis ki waja unhen loss hona shro ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

        Trading me over confidence loss ki wajah ban sakta ha kiu ke over confidence me insaan bohat ghalat decisions karta ha over confidence me insaan ko pata he nahi chalta ke kia ghalat ha aur kia sahi ha trading me bhi over confidence hamary nakaami ke wajah ban sakta ha is liye over condent ho kar kabhi trading na kare khud par confidence zaroor rakhy lekin over confidence ho kar kabhi trading na kare
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

          K Market kaise hai kaise move Hoti Hai Kya Kya Cheez Hai online Forex trading Kya Cheez Hai Hum Yahan Par Forex Mein Kaise market main achievement kar sakte hain Cheez Hai Hum Yahan Par invest Karke Kaise long time ke liye earning kar sakte hain market Mein analyses nikalna bahut Mushkil kaam Nahin Hai Thoda samay time Dena hota hai aap kuch aur friend hai wo aaya hai ki Hum Log Yahan Par pending hotel se bhi chatting kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

            dear traders kise b business m jab ap over confident hote he tu nuqsan hota he. forex m b jab hamain zayeda experience hota hain tu confidance ajata he. is over confidace se hum trading k duran wrong decession lelaite he. aur profit k bajai loss hota he. lehaza do not over confidance in forex.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

              haan dear friend ap ki bat se totally agree karti hun forex trading men confidence ki ahmiyat se inkar Nhi kiya ja sakta hai but es ka y mtlb bhi nhi hai key ap over confidant hujaen confidence achi bat hai but over confidant huna nuksan ka bais hu sakta hai .
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                G Han dear ap ne sahi kaha Hai aisa he Hai over confidence hmara sab se bra dushman hai hmara over confidence humen kabhi bhi Kamyab nahi hone dyta is liye humen chaheye KY jab bhi trading kren sabar ky sath kren chahe loss ho ya profit over confident kabhi bhi na hun hmesha sabar ky saath kaam Lyn kamyabi ap ko zaroor mil Jae ge khud ko over confidence se jitna door rakhen ge utna he behter ho GA.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                  G han ap k bat bilkul thek hain hum agr iss main kamiyaab hona chatye hain toh humain iss main zada mehnaat karni parti hain or humain chaiye k hum iss main kabi be over confidence na ho jab be hum iss main over confidence hota hain toh humeri profit wali trade be loss main jaa sagti ha humain chaiye k kabi be iss main over confidence sy kam na kariye warna iss main humeri mehnaat loss kah baisyess banti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                    trading my over hamya kama.nia krna chiya hamya chiya knhama iver kam na kry ham shai oana ham kam.kry hamaya bhit zeada mhnata jrni chiya our hamay us my sab much hasil jrna chiya iyr over naia krna chiya kam shai desiplan k sath menar k sath hamay krna chiya acha kama hoga phr
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                      Dear jab ap ne ais market mai trading ki ho aor ap ki kuch trades profit mai jati hai to ap ko ais mai ye pata hona chaye k agar ap ki kuch trade profit mai gai hai to ap ki next kuch trades loss mai bhi ja sakti hai ais se ap ko jab bhi koi entry leni hai wo money mangement k hisab se leni hai kun k agar ap risk zayda le gay to ap ko aus par loss atna zayda ho jaye ga jis se ap ka account wash ho jaaye ga ais liay kabi over confidence ho k kaam na kary.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko earning nhi hogee or ha hum ko kabhi be over confidence nhi honaa ha q ka ager hum over confidence hotaa ha to per hum ko loss he hotaa ha...........
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                          70% trader ese hote hein jo eik bar profit hasil krte hein lalach main aa kr dobra trade open krte hein tu lose kr dete hein dear agr hum ne eik target set kr liya ha tu phr ap ko knowledge hasil kr k trade open krni chaiye ye hamre liye eik important business ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                            Jihad year aapne bilkul theek kaha hai forex market Mein trading karte waqt overconfidence Hona loss ka sabab ban jata hai confidence Hona behtar hai lekin overconfidence Hona achi baat nahi hai members ko chahiye ke cool mind ke sath aaram se trading Karen....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai over confidence loss ki wja ???

                              ye bi ek loss hone ki waja hai k jub ap forex me over confidence ho jate hain to ap ko loss ho jata hai so ap ko chahiye k ap apne confidence ka bi ek level set kare or us level tak hi confidence ko rakhe ku k thora confidence ho ga to bi loss ho ga or agar zayada confidence ho ga to bi loss hi ho ga ku k forex ek bohat hi sensitive business hai or is me choti c ghalti se bi bohat bara loss ho jata hai so ap ko chahiye k ap forex me safely kam kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X